Search found 138 matches

by Anmol
Sat Jul 31, 2010 5:48 pm
Forum: Abu Tariq Hijazi
Topic: دوستی کی خاطر :: ابو طارق حجازی
Replies: 4
Views: 5649

Re: دوستی کی خاطر :: ابو طارق حجازی

bahut Khoob.

Allah sab ko apni dosti aur muhabbat ke jazbe se sarfaraaz kare, ameen.

Abu Tariq Hijazi SaaHib, aap ki tehreer bahut umda hai.

anmol
by Anmol
Fri Jul 09, 2010 11:21 am
Forum: Urdu Adabi KhabreN
Topic: Raj Kumar SaaHib
Replies: 0
Views: 491

Raj Kumar SaaHib

aadaab!

Raj Kumar SaaHib ka kalaam paRhne ke liye is link per jayye.

http://rk-qais.bravehost.com/

Guestbook meiN apne comments dena mat bhooliye ga.

Anmol
by Anmol
Sat Jun 07, 2008 5:55 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal _ khataoN ki baateN
Replies: 9
Views: 1564

Re: Ghazal _ khataoN ki baateN

Sohail SaaHib, aadaab!

bhulaate nahiiN kyooN Khataa'oN ki baateN
kiye ja rahay ho sazaa'oN ki baateN

matla bahut pasand aaya. mujhe apna aik she'r yaad aa gaya,

woh kyooN ranjishoN ko hawa de raha hai
usey yaad kyooN haiN bhulaane ki baateN ---- by Ayesha :Anmol:

junooN ke hawaale Khudii jab ...
by Anmol
Sat Jun 07, 2008 5:36 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Nazm.......!!
Replies: 8
Views: 2212

Re: Nazm.......!!

Dear Sara,

tumhaari nazm mujhe bahut pasand aayi, khusoosan aakhri 4 lines behad achchhi lageeN.

meri jaanib se daad qubool karo.

Anmol
by Anmol
Sat Jun 07, 2008 1:38 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: raasta to ho
Replies: 3
Views: 511

Re: raasta to ho

Aadaab, Razi SaaHib!

aap ki ghazal bahut pasand aayi, daad qubool kijiye!

Anmol
by Anmol
Sat Jun 07, 2008 1:36 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal -- mumkin nahiN hay rokni yalghaar e media
Replies: 7
Views: 1583

Re: Ghazal -- mumkin nahiN hay rokni yalghaar e media

Sohail SaaHib, aadaab!

aap ki ye munfarid si ghazal mujhe pasand aayi. aap ne bilkul sachchi aur khari baateN kahi haiN.

daad qubool kijiye!

Anmol
by Anmol
Sat Jun 07, 2008 1:28 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: gazal .
Replies: 6
Views: 958

Re: gazal .

Muzaffar SaaHib, ye ghazal Sohail SaaHib ki nahiiN, balke Dilshad SaaHib ki hai.

Dilshad SaaHib, aadaab!

ye ghazal aap ke maKhsoos rang se qadre mukhtalif hai. ye kalaam bhi pasand aaya, meri jaanib se daad qubool kijiye!

Anmol
by Anmol
Thu Jun 05, 2008 11:48 am
Forum: Baat cheet
Topic: Nazir Saheb Ki Sehat ke Mutaliq
Replies: 8
Views: 2886

Re: Nazir Saheb Ki Sehat ke Mutaliq

Assalam Alekum, Salem Bhayi!

Nazir SaaHib ki sehat ke baare meiN aagaah kijiye, woh kaise haiN? online kab aa sakeNge? un se kahiyye k ham unheN bahut miss karte haiN aur unheN mera salaam pohnchaa dijiye ga.

shukria!
by Anmol
Wed Mar 26, 2008 4:41 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: NAII GHAZAL
Replies: 10
Views: 1503


tez suuraj maiN par ko jalaati raheeN
shub ko murjhaa kay sub titliyaaN so gayeeN

baap kii apnay ghar muflisi dekh kar
bhook oRhay huwey bach~chiyaN sogayeeN

bistar e margg per naa~tavaaN ik za~eef
ghum mukammal huwa sis~kiyaaN so gayeeN

jaa kay shahr e Khamoshaa maiN dekho SAMEER
kya say kya ...
by Anmol
Tue Mar 25, 2008 10:15 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: meri taaza nazm, 'Khwaab'
Replies: 8
Views: 1667

Re: Nazm pa daad qubul ho

Muhtarma Anmol sahiba

Assalam Alaikum

Achhi nazm pa dad qubool kijye. Hona is khwaab ke mutbique chahiye tha lekin afsos ke aise haalat naheeN haiN. Muje to yeh Duaiya khwaab lagraha hai Allah kare ke aisa hojaye.

Allah Hafiz

Khurshidul Hasan Naiyer

Assalamo Alekum/Walekum Salaam!

Naiyer ...
by Anmol
Tue Mar 25, 2008 10:09 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: meri taaza nazm, 'Khwaab'
Replies: 8
Views: 1667

Re: meri taaza nazm, 'Khwaab'

Anmol SaaHebah aadaab:

ek a'rSah ke b'ad aap se hamkalaamee ka moq'a mil rahaa hai.
is nazm ka andaaz aap ke maKhSooS andaaz se zaraa haT kar hai.
Kher nazm achchee lagee daad qubool farmaaeN

Ghareebi kaa nahiiN ehsaas baaqi
hai ab tak sab diloN meiN aas baaqi
she'r yeh bhee achchaa hai ...
by Anmol
Tue Mar 25, 2008 9:59 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: meri taaza nazm, 'Khwaab'
Replies: 8
Views: 1667

Re: meri taaza nazm, 'Khwaab'

Anmol SaaHibah.
aadaab.

MASHA ALLAH Khoob naZm kahi hai aap nay, aur hum sub apkay is Khvaab kii taAbeer kay liye dua go raheNgay.

bahat ach~chi naZm per naa cheez kii daad aur mubarakbaad HaaZir hai, aaindha bhi apnay kalaam say nawaaztay rahiye gaa.


SAMEER

Sameer Saahib, aadaab!

mujhe ...
by Anmol
Tue Mar 25, 2008 9:57 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: meri taaza nazm, 'Khwaab'
Replies: 8
Views: 1667

Re: meri taaza nazm, 'Khwaab'


Bohat Khub Anmol SaHibah. Sub kuch jo aaj ho raha hai aur nahiN hona chaahiye aap ne Khuwaab ki shakl meN bayan kar diya. mujhe yeh andaaz bohat pasaNd aaya.

Aap bus yeh nah faramoh kijiyega keh" "Khuwaab sharminda-e tAbeer kahaN hote haiN...Taj har maut pe tAmeer kahaN hote haiN.''

Is Nazm (ya ...
by Anmol
Fri Mar 21, 2008 6:01 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: meri taaza nazm, 'Khwaab'
Replies: 8
Views: 1667

meri taaza nazm, 'Khwaab'

http://www.tanhaa.net/anmol/khwaab-2.gif

Khwaab

chalo tum bhi zara ye khwaab dekho
zara si der tum ye farz kar lo

har ik insaan koshish kar raha hai
woh phir jeene ki khwahish kar raha hai
koi ab bhook se marta nahiiN hai
koi ab zulm se darta nahiiN hai
sabhi ke sar pe chhat hai, aasra hai ...
by Anmol
Mon Mar 17, 2008 9:50 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: yeh laRkii Khushi ko tarastii rahe gi
Replies: 8
Views: 1347

Re: yeh laRkii Khushi ko tarastii rahe gi

Dear Anmol,

duaei.n

jaise ke pehle bhi arz kar chuki hoon ke tumhari tehreer paRhne ki bohat khwahish ho rahi thi :-) ,
sach hai ke farishte hamesha 'ameen' kehte hain isliye meri khwahish poori hui :rose lekin tumhari
nayi ghazal ka shiddat se intezar rahega.

ghazal mukhtaser lekin bohat ...