Search found 483 matches

by Mahtab Qadr
Sun Apr 10, 2005 12:54 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: welcome zmufti
Replies: 6
Views: 603

welcome zmufti

Zarqa Mufti sahiba aapko urdubbandhan ki khoobsurat mahfil maiN mai tah e dil se khushaamdeed kahta hoN
umeed ke aapko ye mahfil pasand aai hogi aur mamnoon hoN ke aapne yahaN register hokar is mahfil ko raunaq bakhshi
shukria
Mahtab Q
adr
by Mahtab Qadr
Thu Apr 07, 2005 6:07 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tu jo hangaama-e-mehshar maiN mujhay yaad aaya!!
Replies: 10
Views: 984

Re: tu jo hangaama-e-mehshar maiN mujhay yaad aaya!!

Assalam alaikum ye Ghazal ek muqaablay maiN bheji thi....kaiee din say chaah rahi thi ke urdu bandhan per post kar dooN...lekin kuch taleemi masroofiyat aisi thiN ke kisi kaam ka hosh nahiN tha....bahar kaif....Ghazal abb haazir hai..... :-) Nigaah sahiba bahut umda ghazal inayat ki hai aapne , mas...
by Mahtab Qadr
Wed Apr 06, 2005 10:57 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: welcome
Replies: 5
Views: 236

welcome

Khushaamdeed Jugnoo sahib , urdubandhan par aapka tah e dil se khairmaqdam kia jaata hai. aaye aur apni salahiatoN se tamam sathioN ko raushnas karwaiye aur apni nigarishat se urdubandhan ko raunaq bakhshye.
shukria
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Wed Apr 06, 2005 10:00 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: khush*Amdeed Abbasi
Replies: 15
Views: 998

Re: khush*Amdeed Abbasi

AOA, Yousaf Abbasi hum aap ko bohat bohat khush*Amdeed umeed hai aap yahan khush rahain ge :-) Sohail Abbasi. Yousuf Abbasi sahib aur Suhail Abbasi sahib aap donoN ko urdu bandhan ki is khoobsurat aur shandaar mahfil mai khushaamdeed kahta hoN. aapki apni qeemti araa aur nigharishat se urdubandhan ...
by Mahtab Qadr
Sat Mar 26, 2005 12:31 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal: "yuuN umr kaT rahii hai ..."
Replies: 10
Views: 899

Re: Ghazal: "yuuN umr kaT rahii hai ..."

salaam e masnoon Ghazal mai ustadaana rang jhalak raha hai. bahut bahut mubarak ho Irfan abid sahib. yuuN umr kaT rahii hai jahaan-e-Kharaab meN jaise hoN jism-o-jaan musalsal azaab meN wah waah aaj ki umoomi insani zindagi ka kai khoob manzar utara hai aapne . pesh-e-nazar jo hai so faqat sat.h-e-...
by Mahtab Qadr
Sat Mar 19, 2005 8:27 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AIK GHAZAL
Replies: 8
Views: 812

Re: AIK GHAZAL

Apni aik ghazal aap sub ahbaab ki khidmat mein paish kar raha houn parh kar apni aa'ra say zaroor nawaziyay ga. YEHI AHWAAL RAKHNAY HAIN ISI HAALAT MEIN REHNA HAI YEH HUM NAY TAY KIYA HAI AB YOUNHI WEHSHAT MEIN REHNA HAI KOYEE MAUSAM KOYEE RUT HO TUMHARAY QURB KI HUM KO KABHI KHAWAHISH MEIN REHNA H...
by Mahtab Qadr
Wed Mar 16, 2005 9:26 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aap ka hukm sar aaNkhooN par aik nazm kay sath waipis
Replies: 6
Views: 389

Re: aap ka hukm sar aaNkhooN par aik nazm kay sath waipis

Dawood_Rizwan wrote:doostoo joo sabad adm sahib nay bataya hay mayray forum chooRnay ka sabad woo nahi tha.
aik nazm kay sath janay ka irada multavi kar kay hazir hoon
rizwan
bahut khoobsurat nazm ke daad hazir hai, aur yaqeenan aap gayaa waqt to nahi ho ke wapisi na mumkin ho, wapisi ka bhi shukria
mahtab qadr
by Mahtab Qadr
Wed Mar 16, 2005 9:23 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: taza ghazal ke ashaar
Replies: 5
Views: 390

taza ghazal ke ashaar

Badla nahi hai jaada e manzil tamaam umr mahwer se kab hata hai mera dil tamaam umr uljhaa raha hai zahir o batin ki jang mai mai khud na ban sakaa mere qabil tamaam umr ehsaan mujh pe kargayaa ban kar adoo mera tha merey dostoN mai jo shamil tamaam umr mai aks ban ke deeda o dil mai basaa rahaa muj...
by Mahtab Qadr
Mon Mar 14, 2005 7:09 am
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal..Guzarish #3
Replies: 14
Views: 1325

Re: Ghazal..Guzarish #3

Assalam alaikum Guzarish # 3 per meri adnaa si koshish haazir hai... muhabbat say jab tak ibaadat na hogi kisi kaam ki ye riyaazat na hogi....!!! lutaai hai Khud zindagi jaan-o-dil say na samjho ke hum maiN faraasat na hogi bhalaa kiuN kahaiN tum say ulfat nahiN hai abb iss maiN tou hum say siyaasa...
by Mahtab Qadr
Sun Mar 13, 2005 8:38 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal: "jab se ham chaar paise ..."
Replies: 14
Views: 1076

bahut khoob

Bhari Irfan Abid sahib salaam e masnoon aapki ghazal aur is mizaaj ki ghazal ne bahut acha tassur chorha hai, waqai zindagi ke masayel ko ghazal ki mala mai puro kar aapne waqt ke taqaazoN ke sath ghazal ko hamahang karne ki kamyaab koshish ki hai. is ghazal par aap ki salahiyatoN ko sitayesh ke pho...
by Mahtab Qadr
Fri Mar 04, 2005 2:59 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik ghazal
Replies: 5
Views: 533

besukooN raat bhar raha hoN maiN (ye shab e mah kaun hai :)) g Mahtab Qadr sahib is misray ki aik soorat ya bhi thi chandni rat aru tanhaee lakin is misray nay lutf nahi dia too moojooda tarteeb kar di. aap kay khiyal main ka koee farq banta hay ???/ rizwan aapki donon tarkeebeiN khoobsurat haiN aa...
by Mahtab Qadr
Thu Mar 03, 2005 12:31 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kia tujhay mein nay yaad na kia ho gaa?
Replies: 2
Views: 222

khoob

donoN band aur nazm achi lagi,aap ke ye ashaar aapke shayerana mizaaj ka pata dete haiN , bahut khoob. shukria
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Thu Mar 03, 2005 12:27 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik ghazal
Replies: 5
Views: 533

bahut khoob aap ke hazb e zail sher bahut pasand aaye shukria kis ke dil mai utar raha hoN maiN is tarah jo saNwar raha hoN maiN koi mujh ko samait ley aakar lamha lamha bikhar raha hoN maiN khawb to khwab the gila kaisa kiska matam ye kar raha hoN maiN ye shab e maaH aur tanhaai besukooN raat bhar ...
by Mahtab Qadr
Thu Mar 03, 2005 12:08 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: BHULA BHI NA SAKII
Replies: 3
Views: 325

waah

Najma sahiba aapki is khoobsurat aur taweel ghzal ne to choNka dia, waqai bahut acha kahti haiN aap. Allah kare zoor e qalam aur ziaada.
shukria
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Tue Feb 22, 2005 11:47 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Aap sabhi ko Safiya ka Aadaab
Replies: 16
Views: 1243

Re: Aap sabhi ko Safiya ka Aadaab

SAFIA ALI aap ko is mahfil mai amad par ham sab dil ki gahraioN se KHUSHAAMDEED

kahte haiN.