Search found 483 matches
- Wed Oct 31, 2012 12:59 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: بہارِ عید::مہتاب قدر
- Replies: 2
- Views: 544
- Sat Sep 22, 2012 8:11 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: ٹوٹے ہوئے گلاس پہ کیا تبصرہ کریں :: مہتاب قدر
- Replies: 4
- Views: 1013
- Tue Sep 18, 2012 10:53 am
- Forum: Mazaameen
- Topic: اب مشاعرے یوں ہونے لگے:: مہتاب قدر
- Replies: 1
- Views: 758
- Tue Sep 18, 2012 10:44 am
- Forum: Hamd aur Naat e Rasool
- Topic: نعت حبیب مصطفی ﷺ::مہتاب قدر
- Replies: 1
- Views: 576
- Fri Oct 31, 2008 1:29 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: aik Ghazal
- Replies: 7
- Views: 1125
Re: aik Ghazal
janab Anjum Akhtar sahib salaam e masnoon aapki ghazal ka her sher apni nauyat ke aitebaar se munfarid aur waqt ki zaban ban kar qari ke zahn o dil ko mutasir kar raha hai. bahut khoob meri dili mubarakbaad pesh e khidmat hai. is sher ne to poori qaum ki nabz par hath rakh dya hai, Allah aapko ...
- Wed Oct 22, 2008 6:32 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: PAHLI GHAZAL
- Replies: 12
- Views: 1779
Re: PAHLI GHAZAL
Janab Akhtar sahib salaam e masnoon
Ghazal nazarnawaz huvi, matla baraye matla hai. dosra sher khoob hai, khateeb e shahr wala sher bhi khoob hai, aur kabhi thi rukh pe nadamat bahut umdah hai, maqta bhi pasand aaya.
shukria
Mahtab Qadr
Ghazal nazarnawaz huvi, matla baraye matla hai. dosra sher khoob hai, khateeb e shahr wala sher bhi khoob hai, aur kabhi thi rukh pe nadamat bahut umdah hai, maqta bhi pasand aaya.
shukria
Mahtab Qadr
- Wed Oct 22, 2008 6:27 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: AIK GHAZAL AHBAB KI NAZR
- Replies: 14
- Views: 1912
Re: AIK GHAZAL AHBAB KI NAZR
Salam e masnoon Afzal shah sahib aap ki ghazal ka her sher apni tarakeeb aur fikr ke aitebaar se bahut pasand aaya. bataur e khas matla ,sher no. 2, 5 ,7, aur maqta bahut ziada achcay lage. sher no. 4 ke pahle misre mai typing error mahsoos hoti hai, ghaleban misra yoN tha vo kaun be adab tha kal ...
- Wed Oct 22, 2008 6:19 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: aik terhii ghazal
- Replies: 10
- Views: 1270
Re: aik terhii ghazal
Janab Ehtesham Anwer sahib salaam e masnoon aapki purehtesham ghazal nazarnawaz huvi. saray sher pasand aaye aur baaz ashaar ziada dil ko lage jo hazb e zail haiN. Junoo ki karfermai tu dekhoo KaheeN se chaak ab damaaN nahi hay junoN lagta hai bahut chalaak hogaya hai:) Hikayaat ek zara mujnooN ki ...
- Sun Jul 06, 2008 7:38 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Indoor plant
- Replies: 3
- Views: 861
Re: Indoor plant
Zarqa ji salaame masnoon
aapki azad nazm khoobsurat ehsaasat ki ainadaar hai, bahut khooob
Mahtab
aapki azad nazm khoobsurat ehsaasat ki ainadaar hai, bahut khooob
Mahtab
- Thu Aug 16, 2007 8:42 pm
- Forum: Urdu Adabi KhabreN
- Topic: Ek Shaam Abdullah Nazir Sahib Ke Naam
- Replies: 11
- Views: 5380
- Sun Aug 12, 2007 2:37 pm
- Forum: Hamd aur Naat e Rasool
- Topic: Meraaj.ul Nabi* per mera toHfa.........
- Replies: 9
- Views: 1938
Jawaid Sahib Salaam e masnoon mashallah naat e shareef ne behad mutassir kia kya jazbaat haiN aapke , Allah har eimaan wale ko madeene ki ziarat naseeb kare balke wahaN ki aap o hawa uski sansoN ko muesser ho jaaye. aap saare sher pasand aaye. aur hazb e zail sheroN ne dil ko tarhpa dia, jab bayaaN ...
- Sun Aug 12, 2007 2:23 pm
- Forum: Urdu Adabi KhabreN
- Topic: Ek Shaam Abdullah Nazir Sahib Ke Naam
- Replies: 11
- Views: 5380
- Sat May 26, 2007 9:35 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: shahsawari ke khar sawaari hai -Aik Taaza Ghazal
- Replies: 4
- Views: 896
Re: shahsawari ke khar sawaari hai -Aik Taaza Ghazal
Mohatrama Sara sahiba Salaam e masnoon daad ka shukria, jab sher daad ke qabil haiN to phir ye bedaad kioN..aapke tassuraat aapke zahn ki paidawar nahi lagte, baharhaal aapne kaha hai to jawaban arz ye hai ke, sara ji aap to khud achi khasi shayera haiN aap kia nahi samajhte ke shayer jis muashire ...
- Thu May 24, 2007 12:14 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: shahsawari ke khar sawaari hai -Aik Taaza Ghazal
- Replies: 4
- Views: 896
shahsawari ke khar sawaari hai -Aik Taaza Ghazal
shahsawari ke khar sawaari hai -Aik Taaza Ghazal
- Thu Mar 08, 2007 12:58 pm
- Forum: Taqreebaat
- Topic: Jeddah mai mushaira
- Replies: 0
- Views: 564
Jeddah mai mushaira
Jeddah mai mushaira