Search found 150 matches

by khozema husaini
Thu Dec 04, 2008 1:51 pm
Forum: Moshaairah
Topic: guzarish # 46 haamid baaqri
Replies: 6
Views: 826

Re: guzarish # 46 haamid baaqri

baqri sahib
aadaab
aap ki ghazal padhi meri taraf se is khoobsoorat kalam ke liye Khuloos e dil se daad hazir hai qubool farmayen
Husaini
by khozema husaini
Wed Dec 03, 2008 2:42 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal
Replies: 6
Views: 808

Re: Ghazal

hamid sahib aadaab
hoSla afzai ka bohat bohat shukriyah
by khozema husaini
Thu Nov 27, 2008 2:04 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal
Replies: 6
Views: 808

Re: Ghazal

Janab muzaffar sahib
aadaab
aap ki mukhlisanah daad ke liye mashkoor hoon jis sher ki taraf aap ne ishara kiya hai use tabdeel kar doonga insha Allah
by khozema husaini
Sat Nov 22, 2008 2:06 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal
Replies: 6
Views: 808

Re: Ghazal

shehsawar sahib
aadaab
aap ki mukhlisana daad ka bohat bohat shukriyah
by khozema husaini
Sat Nov 22, 2008 11:09 am
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal
Replies: 6
Views: 808

Ghazal

assalam alaikum muddat ke baad hazir hua hoon guzarish 46 ke MiSre per apni koshish bhej raha hoon aap ki aara ka intezaar karoonga Husaini Ghazal Mohabbat men jise Had se Guzar jana nahiN aata To Phir pathrao ki zad men woh deewana nahiN aata Milega bus wahi jitna muqaddar men likha hoga muyassar i...
by khozema husaini
Fri Aug 11, 2006 2:13 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Meree tarahee ghazal (Guzarish # 20)
Replies: 10
Views: 1026

janaab jawaid saheb
aadaab
aap ki is khoobsoorat ghazal per meri janib se daad Haazir hai qubool farmayeN
Husaini
by khozema husaini
Fri Aug 11, 2006 1:41 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TARAHI GHAZAL - -- - (GUZ.20) by: ABDULLAH NAZIR.
Replies: 13
Views: 1712

janab nazir saheb
aadaab
aap ki aik aur muraSSaA ghazal ko paRhne ka sharaf HaaSil hua
aap ke ashaar per kuchh kehna mere bus ki baat nahin hai apne dil ki gehraiiyoN se daad bhej raha hoon qubool farmayen

Husaini
by khozema husaini
Wed Aug 09, 2006 5:40 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tarHi GHazal duAa se kuchh nah hua ilteja se kuchh nah hua
Replies: 2
Views: 271

mohtaram nazir saheb
aadaab o tasleemaat
aap ke mashware ke muTabiq tabdeeliyan kar di heN aap ki mohabbat ka men tah e dil se shukriyah adad karta hoon qubool farmayeN
shukriyah
Husaini
by khozema husaini
Fri Aug 04, 2006 3:32 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tarHi GHazal duAa se kuchh nah hua ilteja se kuchh nah hua
Replies: 2
Views: 271

tarHi GHazal duAa se kuchh nah hua ilteja se kuchh nah hua

moAzziz KHawaateen o Hazraat apni beHud mAmooli si ghazal aap ki nazr kar raha hoon aur ummeed karta hoon aap sab apni garaaNqadr aara se nawaaz kar mere ilm men izafah farmayenge jis ke liye meN aap ka peshgi shukriyah ada karta hoon qubool farmayeN shukriyah Husaini GHazal hazaar koshish e ahl e ...
by khozema husaini
Fri Aug 04, 2006 2:36 pm
Forum: Moshaairah
Topic: tarHi GHazal guz.# 20 KHaak ummedeN huyeeN gard e safar ki S
Replies: 5
Views: 575

mohtarma sara sahhebah
aadaab
ghazal ki pazeeraii ka bahut bahut shukriyah
Husaini
by khozema husaini
Fri Aug 04, 2006 2:28 pm
Forum: Moshaairah
Topic: tarHi GHazal guz.# 20 KHaak ummedeN huyeeN gard e safar ki S
Replies: 5
Views: 575

mohtaram nazir saheb aadaab o tasleemaat aap ki daad o taHseen aur mashwaron ka behud shukrguzaar hoon chashm e makhmoor se chalke hai jo Sehba e Hayaa wala mirA yaqeenan bahut Khoobsoorat hai lekin men ne aik aur koshish ki hai aur ise yuN kar diya hai " chashm e janaaN se ruKHsaar pe behte aa...
by khozema husaini
Fri Aug 04, 2006 2:01 pm
Forum: Moshaairah
Topic: tarHi GHazal guz. # 19 apne dil se dushmani achchhi nahiN
Replies: 3
Views: 506

mohtarmah sara sahebah
adaab
bahut bahut shukriyah
Husaini
by khozema husaini
Thu Aug 03, 2006 1:33 pm
Forum: Moshaairah
Topic: tarHi GHazal guz.# 20 KHaak ummedeN huyeeN gard e safar ki S
Replies: 5
Views: 575

janab jawaid saheb
assalam alaikum
aap ki muKHlisanah daad aur is houSlah afzaai ka bohat shukriyah aap ko aap ko salaam ka sher pasand aaya is ke aap ka batour e KhaaS shukriyah ada karta hoon qubool farmayen
Husaini
by khozema husaini
Wed Aug 02, 2006 4:58 pm
Forum: Moshaairah
Topic: tarHi GHazal guz.# 20 KHaak ummedeN huyeeN gard e safar ki S
Replies: 5
Views: 575

tarHi GHazal guz.# 20 KHaak ummedeN huyeeN gard e safar ki S

moAzziz KHawateen o Hazraat apni aik mamooli si koshish ke saath Haazir hooN aur ummeed karta hoon aap apni aara se nawaaz kar mamnoon farmayenge shukriyah Husaini GHazal kaash ho koii tire faiz e nazar ki Soorat khil uThe mera bhi dil GHuncha e tar ki Soorat jooNhii rooposh huii jaan e jigar ki So...
by khozema husaini
Tue Aug 01, 2006 4:35 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tarHi ghazal taSweer e Husn e yaar jo qalb o jigar men hai
Replies: 2
Views: 215

mohtaram nazir saaheb
aadaab o taslemaat
ghazal ki pasandedgi , mufaSsil tabsare , mashware aaur daad ke liye men aap ka tah e dil se shukriyah ada karta hoon
qubool farmayeN
Husaini