Search found 14 matches

by sabeeh
Wed Mar 29, 2006 8:40 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal: kia kia nahi milta
Replies: 6
Views: 495

Re: Ghazal: kia kia nahi milta

assalamoalaikum,
aik ghazal liay hazir hooN.........jahaN kahiN drustgee kee gunjayesh lagay kerdijiay gaaa.............aap kee araa ka muntazir
Apka
sAbeEh

is shehr kay bazaar meN kia kia nahiN milta
phir bhee mujhay koi tiray jaisa nahiN milta

jo kuch dil e nakam ne chaha nahiN milta
manzil ...
by sabeeh
Mon Mar 27, 2006 9:24 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal: kia kia nahi milta
Replies: 6
Views: 495

Re: Bahut khoob


MuHtarami o Azeezi
SabeeH Shoaibi SaaHib

PurkhulooS Tasleemaat,

Aapki ghazal paRhkar bahut khushi houi jo aapke zindah iHsaasaat ki tarjumani karrahi hei. Is kaamyaab kaavish per meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye.

Ummeed kartaa hooN ke aap apna adabi safar jaari rakhte houe ...
by sabeeh
Mon Mar 27, 2006 9:22 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal: kia kia nahi milta
Replies: 6
Views: 495

sbashwar wrote:Mohtaram Sabeeh Sahib
ASAK
Vah bohat khoob. Aapki ghazal ka har sheir pasand ayaa.
Daad aur mubarakbaad qubool kijiye.
Salem Bashwar
waalaikumassalam salim bhaeee
bohat mamnoon hooN................ke aap ne meri kavish per naZr Dalee aru hauSla afzayee kee
by sabeeh
Thu Mar 23, 2006 10:16 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal: kia kia nahi milta
Replies: 6
Views: 495

Ghazal: kia kia nahi milta

assalamoalaikum,
aik ghazal liay hazir hooN.........jahaN kahiN drustgee kee gunjayesh lagay kerdijiay gaaa.............aap kee araa ka muntazir
Apka
sAbeEh

is shehr kay bazaar meN kia kia nahiN milta
phir bhee mujhay koi tiray jaisa nahiN milta

jo kuch dil e nakam ne chaha nahiN milta
manzil ...
by sabeeh
Sat Mar 18, 2006 12:55 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal, misra e tarah:wafa kare na kare phirbhi yar apna hay
Replies: 6
Views: 554

sara_j wrote::lol: :lol: :lol: tahree misre per aapki girah parhte hi besakhta hans paRi.........bohat khoob! is umda kavish per daad qubool keejiye.
meray aur dostoN ne bhee yehee kaha hay girah ke baray meN ...................ke mood se hut ker hay...................
by sabeeh
Sat Mar 18, 2006 12:54 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal, misra e tarah:wafa kare na kare phirbhi yar apna hay
Replies: 6
Views: 554

sbashwar wrote:Mohtaram Sabeeh Sahib
ASAK
Aapki ghazal ka har shair bohat khoob hai. Meri daad aur mubarakbad
qubool keejiye.
Shukria
Salem Bashwar
walaikumassalam,
salem bhaeee............ghazal pasand kerne ka bohat shukriyaaa
by sabeeh
Thu Mar 16, 2006 10:31 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal, misra e tarah:wafa kare na kare phirbhi yar apna hay
Replies: 6
Views: 554

ghazal, misra e tarah:wafa kare na kare phirbhi yar apna hay

aik ghazal kay saath hazir huwa hooN............ehbab kee araa ka muntazir rahoonga:::: khul ke qainchee chalayeay.............jo bura lagay nishandahee kijiay..................
aapka dost
sabeehuddin shoaiby




ye dil jo aaj bohat beqarar apna hay
naseeb aaj bhee phir intizaar apna hay

jo yaar ...
by sabeeh
Tue Mar 14, 2006 7:51 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal: raat kay is pahar
Replies: 6
Views: 524

Re: Bahut khoob, waah waah


MuHtarami
SabeeH SaaHib,

PurkhulooS tasleemaat,

Apni Alaalat ke sabab aapki ghazal dekhne meiN takheer hougaie jis ke liye maiN muAafi chaahtaa hooN.

Bahut hi achchi kaavish hei aur aap fiTri shaayer bhi heiN. Is kaamyaab ghazal per meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye.

Is ...
by sabeeh
Tue Mar 14, 2006 7:49 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal: raat kay is pahar
Replies: 6
Views: 524

Sabeeh sahib , salaam
Jumla 8 ashaar mai se 4 matle aik maqta aur 3 sher par mabni aapki ghazal pasand aai.kafi lambi baher hai aur aapki koshish baharhaal kamyaab hai. umeed ke aapki mazeed nigarishaat se bhi mustafeed hote rahne ka mauqa milega
shukria
Mahtab Qadr
kafee sanbhal ker tajziya ...
by sabeeh
Tue Mar 14, 2006 7:40 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushaamadeed yasir shah
Replies: 7
Views: 1197

Khushaamadeed yasir shah

assalamoalaikum,
Urdubandhan per khushaamdeed.................ummeed kerta hooN ke forum per acha saath rahay gaa!
by sabeeh
Mon Mar 13, 2006 8:12 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal: raat kay is pahar
Replies: 6
Views: 524

shukriya salem sahab.......bohat bohat shukriyaaa
by sabeeh
Mon Mar 13, 2006 8:07 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ek ghazal--khasta kharab haal huN,batil khayal huN
Replies: 9
Views: 979

shafeeq bhaee itnee achee ghazal se nawaznay per aaap ka mamnoon hooN
by sabeeh
Mon Mar 13, 2006 7:57 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal
Replies: 9
Views: 1601

assalamoalaikum naheed baji
sub se pehle tu tere naam kee aahat per mubarak baad

ghazal bohat achee hay........................bachpan se aik naat sunte chalay aarahay heN...................""Ajab hay kaif ajab hay khumar aankhoN meN basa huwa hay nabi ka dayar ankhoN meN qasam khuda kee medina ...
by sabeeh
Sun Mar 12, 2006 12:57 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal: raat kay is pahar
Replies: 6
Views: 524

ghazal: raat kay is pahar

assalamoalaikum,
aik baar phir aik aur khwab ke saath hazir hooN.........phir ik mulaqat kee rudaad...aap dosotoN ki aaraa ka muntazir rahoongaaa.
Sabeehuddin shoaiby

meN ne dekha hay kaisa ye sapna naya raat kay is pahar
mujh se bichRa huwa koi apna mila raat kay is pahar

neend kyuN uR gayee ...