Search found 18 matches

by Nadir Sir'giroh
Tue Apr 10, 2007 4:26 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Tamaam Sahr Hi Dushman Hai Kya..........
Replies: 9
Views: 953

Munir Arman Saheb................ Kya bataaooN......... ke aap ki ghazal paRh kar.......... Dil ki kaifiyat kya huwee. Ek ek sheAr meN..........ka'ee kahaaniyaaN.. Haulnaak manaazir..... aur............unn manaazir se baher baithi mooN takti aur phir uss manzar ka hissa bantee ek QAUM....... Aapki ...
by Nadir Sir'giroh
Wed Jan 31, 2007 2:57 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: dukh
Replies: 15
Views: 1601

aap chaaqu chhuree ki baaat karti haiN...
Shaaer-o-adeeb....
ye kaam apne qalam se bhee le sakte haiN.
by Nadir Sir'giroh
Tue Jan 30, 2007 3:55 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: dukh
Replies: 15
Views: 1601

Tahira baaji Baat se baat nikalti jaa rahi hai........ bahes ke dareechey khulte jaa rahe haiN.... Aesa lagta hai ke waqt nikaal kar kuchh... bohat kuchh.. likhna paRega.. Lekin..... Hawa ke dosh par ek baat keh kar uR chalooN... ke ye jo aap ne wasaael ka zikr kiya hai naa.... iss se toA DUKH aur ...
by Nadir Sir'giroh
Mon Jan 29, 2007 3:40 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "Kunwari Suhaagan" .... Aap Sab ke Liiye !!
Replies: 5
Views: 545

M.A.N........... YooN toA maiN aazaad shaaeri ke khilaaf hooN.. lekin aapke paas mauzooA bohat mauzooN hai. Jiss Ilaaqe ka aap zikr kar rahe haiN... Sabb se ziyaadaa KABOOTAR BAAZ bhee waheeN haiN. Aap ne jo aedaad-o-shumaar bataa'en haiN... uss meN ek aur ka Izaafa kaaaar leN.... Patiyaale da ek ...
by Nadir Sir'giroh
Sun Jan 28, 2007 8:50 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: dukh
Replies: 15
Views: 1601

Muhtarma Ye DUKH iss duniya meN koii nyee baat nahi hai.. Jab se duniya banee hai... dukh bhee saathh saathh chalaa hai... Hazrat aadam alaihi-assalaam ne bhee jaannat se nikaale jaane ka dukh jhelaa...phir chaalees saal... beebi hawwa....se judaaee ke gham meN guzaare... Unki aulaadoN meN se ek ne ...
by Nadir Sir'giroh
Sat Jan 27, 2007 6:40 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: dukh
Replies: 15
Views: 1601

WoH subaH kabhee toA aayegi...........
by Nadir Sir'giroh
Tue Nov 07, 2006 6:53 pm
Forum: Anjuman
Topic: **one emoticon..one sher**(naya silsila)
Replies: 18
Views: 4417


Har ek baat ka uss ko hisaab kya detey
sawaal
:?: saarey ghalat thhey jawaab kya detey
jo ek lafz kee khushboo na rakh saka meh'fooz
humm uss ke haathh meiN sara nisaab kya detey
by Nadir Sir'giroh
Tue Nov 07, 2006 9:03 am
Forum: Anjuman
Topic: **one emoticon..one sher**(naya silsila)
Replies: 18
Views: 4417

WoH aaye bazm meiN itna to Meer ne dekha
phir uske baad chiraaghoN
:idea: :idea: meiN raushni na rahi

:idea: ......Ye modern chiraagh hai........jiss ke taley aNdheraa nahi hota.............................................AN'DHER..hota hai.
by Nadir Sir'giroh
Mon Apr 24, 2006 7:45 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kabhi rulaate heiN wo aur kabhi hansaate heiN
Replies: 7
Views: 489

App-ne Dhanak mei saatwei-N rang kii kamii poorii kar dii. lekin ye rang zaraa tursh thha. Neeli siyaahi mei ghusse waali surkhi saaf jhalak rahi thhi. muhtarma saara jabeen ne ek registered member ko ( yaani mujhe ) naam bigaad. kar mukhaatib kiya isiliye mai. Ehtijaajan...............dil ...
by Nadir Sir'giroh
Sun Apr 23, 2006 8:43 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kabhi rulaate heiN wo aur kabhi hansaate heiN
Replies: 7
Views: 489

Nazir Sahib Shukriya jo aap-ne me-ra naam bilkul sahi likha. jaesa ke Farsi aur Urdu Lughat mei darj hai. Mai sahi pronunciation ke liye SAR likhta hoo. Jaha-N tak mazkoora baala ghazal ka sawaal hai tou paaNchwe she'ar ke misra-e-thaani ke alaawa ek bhi se'ar ae-sa nahi hai jo mujhe pasand ...
by Nadir Sir'giroh
Sun Apr 23, 2006 3:04 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kabhi rulaate heiN wo aur kabhi hansaate heiN
Replies: 7
Views: 489

Mausam kii tarah badalta hai mizaaj

Ye ek ANMOL ghazal hai.

Nazir Sahib Daad ke mustahiq hai-N ke chund lamho-N mei
Chhe Rango-N waalii ye dhanak URDHUBANDHAN ke aasmaan par taan dii.
by Nadir Sir'giroh
Sun Apr 23, 2006 2:49 pm
Forum: Anjuman
Topic: lafz "zabaan" per sheAr likhiye
Replies: 32
Views: 5676

confused.........

soch le-N.............

Be-wafaa hai, Bezubaa-N hai, kya hai?
Ek be-zubaa-N kabhi bewafa ho nahi sakta
by Nadir Sir'giroh
Sun Apr 23, 2006 7:27 am
Forum: Anjuman
Topic: lafz "zabaan" per sheAr likhiye
Replies: 32
Views: 5676

BE-ZUBAANI

Jaa-ne kis zabaan mei kahOO-N wo ek SHE'R

Zahen mei tou hai par ZABAA-n pe nahi aata.


labb aazaad hai-N me-re...
magar

SHAA'ERI mei mai BE-ZUBAAN hoo-N.


by Nadir Sir'giroh
Sat Apr 22, 2006 2:46 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Aashiyaane ki baat karte ho........
Replies: 1
Views: 239

dil jalaane kii baat karte ho ...

Bohat khoobsurat ghazal likhi hai
JAVED QURESHI sahib ne.
by Nadir Sir'giroh
Fri Apr 21, 2006 3:24 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Jaun Eiliya
Replies: 2
Views: 416

na likkha uss-ne koi bhi maktoob
phir bhi hamm-ne jawaab likkha

Marhoom Eiliya tamaam umr likh-te likh-te iss duniyah se apna likkha poora kar-ke cha-le gaye.

Agar thhod.a kamm likh-te tou mumkin thha ke zulfei-N taraash-ne ke liye thhod.i faraghat muyassar aa jaa-ti.