Search found 47 matches

by Mayank
Sat Sep 08, 2007 12:29 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish-32 : Doosri Ghazal Pesh-e-Khidmat Hai.....!!
Replies: 16
Views: 3761

janaab armaan munir saaheb, aadaab arz hai! bohat khuub aap Ghazal kah rahe hai.n aur musalsaal Ghazal kah rahe hai.n aur is kee wazah aihbaab-e-sukhan ke saath saath ham bhee jaan.na chaahate hai.n kii"aap kaun se chakki kaa aaTaa khaate hai.n' jo itne khuubsuurat Ghazal ataa kiye jaa rahe hai.n ...
by Mayank
Sun Sep 02, 2007 8:10 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal - Khushboo se Milo
Replies: 8
Views: 1061

Armaan bhaaii, PraNaam, aap kii yeh Ghazal behad achchhi lagii, kuchh alag sii aur haT kar, jo kee aap ke andaaz se mel khaata hai.. mujhe sabhii sher behad pasand aaye hai.n. yuu.n hii likhate rahe.n. aaj kitanee nikhar gayee khushbuu, seedhe dil me.n utar gayee khushbuu, shaam hote hii uD ke ...
by Mayank
Wed Aug 29, 2007 6:20 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal - Khushboo se Milo
Replies: 8
Views: 1061

armaan bhaaii, praNaam !

taakhiir ke liye maazrat khwaah huu.n. aap kI Ghazal dekhii aur nihaayat masarrat huii ! fil-haal raseed dene aayaa hoo.n, do-ek roz me.n waqt nikaal kar phir haazir hota huu.n. apana khayaal rakhiyegaa...shukriyaa

aap ka apana,

mayank
by Mayank
Wed Jul 18, 2007 1:26 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal: tum to nahiiN ho
Replies: 2
Views: 467

Ghazal: tum to nahiiN ho

Urdubandhan ke ke sabhii dostoN ko mera salaam.. Dr. Bashidr Badr jee kee zameen par likhi huii ek taazhi Ghazal pesh karta huuN.... ummeed hai ehbaab-e-sukhan apni aara se nawaaZeNge... Shukriyah! beHr.e.hazaj, musamman, aKhrab, makfoof, meHzoof ...
by Mayank
Thu Dec 07, 2006 8:32 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal:dil lagaate haiN yahaaN dil ko duKhaane ke liye
Replies: 6
Views: 976

Hashmat Usmani wrote:aadaab Mayank saaHib,

aapkii Ghazal nazar_nawaaz huii...maiN Zia saaHib kii raaye se muttafiq huN. shukria share karne ke liye.

Hashmat
Hasmat saaheb,

aadaab,

aap ne waqt nikal kar Ghazal paRha ess ke liye tah-e-dil se shukriya..

-Mayank
by Mayank
Thu Dec 07, 2006 8:30 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal:dil lagaate haiN yahaaN dil ko duKhaane ke liye
Replies: 6
Views: 976

Mayanak Jee, aadaab kaise haiN aap? janaab aap ki Ghazal bahut pasand aaii, albatta beshtar asha'aar meiN aisa lagaa k miSra'e beHr se Khaarij haiN , aap dobaara check kejiye ! shukriya Zia Baloch Zia saaheb, aadaab, aap ko yahaaN deKh kar bohat KhuShi huii.. Kaafi dino ke baad aap se guftaguu ...
by Mayank
Thu Dec 07, 2006 8:28 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal:dil lagaate haiN yahaaN dil ko duKhaane ke liye
Replies: 6
Views: 976

Mayank sahib, mein khud bilkul nauwarid hooN. meri ra-aye ki koi ahmiat nahi. aik oar baat kehtaa chalooN. Aik dunya Mcdonald ke burger ki shaidai hei. Laikin woh mujhe pasand nahi. iss ka ye matlab nahi ke woah ghazaiat ke aitbaar se bilkul naa kara ho ga. bus har shakhs ka apna apna mizaaj hota ...
by Mayank
Mon Nov 27, 2006 3:22 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal:dil lagaate haiN yahaaN dil ko duKhaane ke liye
Replies: 6
Views: 976

Ghazal:dil lagaate haiN yahaaN dil ko duKhaane ke liye

DostoN, 'urdubandhan' ke sabhii dostoN ko Mayank ka salaam.. ek Ghazal peSh e Khidmat hai, paRhiye aur chaahe pasandagii ki ho chaahe na-pasandagii kii izhaar-e-Khayaal zaroor farmaaiye... ********************************* Matla Arz Hai:- zulm woh Dhaate haiN ham par aazmaane ke liye, ham haiN un ...
by Mayank
Tue Nov 14, 2006 10:50 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ye har waqt aaNdhi ka Dar kis liye ho...ghazal
Replies: 5
Views: 481

Anmol saahiba, bohat khoob Sher kahe haiN aap ne.. Kya khoob andaaz hai.. har Sher ess dil par chhuriyaaN chala rahe haiN .. aap ko Shaayad aaj pahli martaba paRhna huaa... haalaki, aap se guftgu kaii baar ho chuki hai... ek dilkaSh Ghazal ke liye mere jaanib se bharpoor daad qubool keejiye.. yuuN ...
by Mayank
Tue Oct 31, 2006 12:06 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal:kahaaN tak kisi par sitam dhhaaiyegaa
Replies: 10
Views: 857

Ehsan Raza wrote:



Ehsaan saahab,

Aadaab,

Aap Khud ek kuhna-mashq Shaayar haiN, ess liye aap ki daad-o-mubaarak baad mere liye be-had hausala-afzaa'ii hai. aap ko yeH andaaz pasand aaya jaan kar behad KhuShi huii... aap ki navaaziSh ke liye aap ka bohat bohat Shukriya. yuuN hii aate raheN..

-Mayank
by Mayank
Tue Oct 31, 2006 12:04 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal:kahaaN tak kisi par sitam dhhaaiyegaa
Replies: 10
Views: 857

Janab Aadaab kia kahne ,wah wah bahut khoob Mahtab Qadr Mahtab saahab, aadaab Sab se pahle aap ne meri is haqeer koShish ko pasand kiya aur waqt nikaal kar hausal afzaayi ki yeH jaan kar bohat KhuShi huii.. ess liye sar-aa-paa mamnoon huuN... aap ki daad-o-mubaarak baad mere liye be-had hausala ...
by Mayank
Tue Oct 31, 2006 11:51 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal-"kabhi jo bhool ke"
Replies: 6
Views: 693

Daanish saahab,

pranaam:

bohat dilkash Ghazal sunaaii hai aap ne..

itni khuubsurat ghazal ke padh kar dil khush ho gaya.... Har Sher khud apna misaal hai aur maqta be-misaal hai...

meri jaanib se dili mubarak-baad qubool farmaiyen..

Mayank
by Mayank
Tue Sep 19, 2006 11:50 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal:kahaaN tak kisi par sitam dhhaaiyegaa
Replies: 10
Views: 857

Re: Bahut khoob, waah waah

MuHtarami Manish Bansal 'Ghaafil'(Mayank) SaHib, Aapki ghazal bahut pasand aayi jiske liye meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. MaqTeA ke pahle miSreA ko agar yooN kardeN tou behtar houjaayegaa kiyunkeh sirf "sakegaa" se baat vaaZeH nahiN hourahi hei. Judaa houke ;GHAFIL; nahiN ...
by Mayank
Mon Sep 18, 2006 1:07 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal:kahaaN tak kisi par sitam dhhaaiyegaa
Replies: 10
Views: 857

Maneesh 'Ghaafil' saheb Jigar ki zameen meiN kahi gayi aap ki Ghazal ek bohat hi kaamyaab koshish hai. rawaaN aur salees. meri jaanib se daad Haazir hai. qubool farmaaiye. basad Khuloos Daanish Daanish saahab, Pranaam, Aap ko meri yeH koShish pasand aaii, jaan kar behad achchha laga.. YuuN hee aage ...
by Mayank
Mon Sep 18, 2006 1:04 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: EK TAZA GHAZAL APKI SAMAATON MEN
Replies: 6
Views: 694

Ehsaan RaZa saaheb,

aadaab,

aap ke yeH ghazal behad pasand aaii..ek dil fareb Ghazal ke liye main aap ko daad aur mubaarak baad dena chaahuNga.. Qubool farmaayeN..

-Mayank