Search found 71 matches

by fatimah
Sun Mar 12, 2006 8:35 am
Forum: Moshaairah
Topic: yaad bhi unki hamsafar na hui
Replies: 8
Views: 776

Star Mind wrote:Fatima SaaHiba, aadaab

maashaa Allah bohut dilkash Ghazal hai ! mujhe Khaas tor pe ye shea'r
"qissa-e-dard.........................

bohut pasand aayaa ! DheroN daad qabool kejeye ! shukriya


Zia Baloch
aslaam_u_alikam

shukriya Zia saahib
by fatimah
Sat Feb 25, 2006 9:17 am
Forum: Moshaairah
Topic: yaad bhi unki hamsafar na hui
Replies: 8
Views: 776

Dear fatima, adaab, aek arse baad apki tehreer se masroor houne ka mauqa mila. bohat hi umda kavish hai....ghazal tamaam pasand aayi , khaas ye ashaar kuch ziyada pasand aaye: yaad bhi unki hamsafar na hui aur duaa koi baa acar na houi qissa-e-dard jaante the sab be.khabar ! bas tujhe khabar na ...
by fatimah
Sat Feb 18, 2006 12:41 pm
Forum: Moshaairah
Topic: yaad bhi unki hamsafar na hui
Replies: 8
Views: 776

yaad bhi unki hamsafar na hui

aslaam_u_alikam yaad bhi unki hamsafar na hui aur duaa koi baa acar na houi esey uljhey terey jhameiloN main zindagi tujh ko bhi khabar na huii qissa-e-dard jaante the sab be.khabar ! bas tujhe khabar na houi umr bhar uljhanon ko suljhaaya do ghari chein sey basar nah houi khavaahishein to hazaar ...
by fatimah
Sat Sep 03, 2005 8:05 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal: shaam khiRkiyoN se
Replies: 4
Views: 449

aslaam_u_alikam her taraf saji hey terii yaad lekin khali pan yeh gher ka bherti hi nahin terey saath apnii kis terha nibhey gii terey saath pani bantii hi nahin bohat khub. MASHALLAH bohat payaarii gazal kahi hey naheed ji aap ney yeh do ashaar to behad pasand aaye. daad qubool kijiye. shukriya
by fatimah
Sat Sep 03, 2005 8:01 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: vaqt ko kis ney rok hey?
Replies: 1
Views: 146

vaqt ko kis ney rok hey?

aslaam_u_alikam waqt ko kis ne roka hai waqt ki besada aahat lamha lamha nikharta karb barhti barthi aziyyat hai kia khuda ki ye marzi hai ? kia khuda ki mashiyyat hai? zindagi ki sabhi saansen jakri jaati hain roz-o-shab her naye moR per mujh ko aik anjaan sa chehra aik gumnaam si hasti ghair ...
by fatimah
Tue Aug 02, 2005 7:47 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Us ne vaa'da vafaa kia aakhir
Replies: 7
Views: 783

Assalaam o alekum, waaaaaah waaaah bahooot khooob bahooot hi umdeh kooshish hai chhoooooti waise to saari ghazal hi behtreen hai lekin mujhe yeh ashar behud pasand aaye humse share kernien kaa behud shukriya khush raho sada us ne vaa'da vafaa kia aakhir mujh se milne voh aa gayaa aakhir kis liye ...
by fatimah
Tue Aug 02, 2005 7:41 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aek taazah Ghazal chouTi beHr meiN. Abdullah Nazir.
Replies: 12
Views: 1075

aslaam_u_alikam

janab abdulaah nazir sahib aap ka yeh kalam bohat pasand aayaa.

10-wo jo bichRe nah lauTe kabhi
jaane kab hou milan dekhiye

dheroN daad qubool kijiye.
shukriya
by fatimah
Mon Jul 11, 2005 6:47 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Us ne vaa'da vafaa kia aakhir
Replies: 7
Views: 783

Fatima saHiba salaam arz hai aik muddat ke baa'd aap ki jaanib se kuch sun'ne ka mauqa milaa :) mashallah ache ash'aar kahe haiN aap ne, aur aap ke kalaam meiN nikhaar bhi aata jaa raha hai, jo ash'aar mujhe zyaada pasand aaye, voh darj-e-zail haiN : us ne vaa'da vafaa kia aakhir mujh se milne voh ...
by fatimah
Sat Jul 09, 2005 8:29 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Us ne vaa'da vafaa kia aakhir
Replies: 7
Views: 783

Us ne vaa'da vafaa kia aakhir

aslaam_u_alikam kaafii time key ba`ad apni aik gazal key saath haazir. umeed kertii hun aap san apni araa sey nawaazein gey. shukriya us ne vaa'da vafaa kia aakhir mujh se milne voh aa gayaa aakhir kis liye tum udaas baithe ho kuch bataao k kia huaa aakhir? maang baithe tumhen khudaa se ham Haal-e ...
by fatimah
Mon Jul 04, 2005 2:22 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Dil Doobne lagtaa hei jab raat pighalti hei. Abdullah Nazir
Replies: 10
Views: 1188

aslaam_u_alikam aaj kaafii dinoN ba`ad is bazm main aanaa huaa. aatey hi nazar mohtaram abdullah nazir sahib ki is gazal per perhii. perh ker dil khush ho gayaa. wesey to seniors ko aur khaas tor per ustaadoN key kisii bhi kaam ko serhaaney key liya alfaaz nahin miltey her lafz chootaa lagtaa hey ...
by fatimah
Fri May 06, 2005 11:18 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ae dost aa bhi jaa keh teraa intizaar hey
Replies: 15
Views: 1576

sara_j wrote:Fatima,

salam.

aapki ghazal dekhi aur bohat apsand aayi ache ashaar likhe hain, aur Ustad ji ke mashware ke saath agar ise paRho tou aur bhi khoobsurat lag rahi hai.

ise dobara pesh kerdein.

bohat umdah ghazal per mubarakbaad qubool keejiye.

sara


aslaam_u_alikam

shukriya sara jii
by fatimah
Sat Apr 23, 2005 5:34 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: naz^m: shab-gaZeedah saHar
Replies: 9
Views: 576

aslaam_u_alikam

shab-gaZeedah hai saHar, us peh yeh tanhaayee hai!
zindagee kh`eeNch ke mujh` ko kahaaN le aayee hai?


Mashallah bohat khub.
ustaad e mohtaram aap ki yeh nazm aur khaas tor per yeh sher behad pasand aayaa.

daad qubool kijiye.
shukriya
by fatimah
Sat Apr 23, 2005 5:32 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ae dost aa bhi jaa keh teraa intizaar hey
Replies: 15
Views: 1576

Re: Aapki ghazal bahut pasand aayi

MuHtaramah Fatima Saahibah Purkhuloos Tasleemaat, Aapki ghazal pasand aayi jis per apni tafseeli aaraa pesh karrahaa hooN jin se aapka muttafiq hounaa zaroori nahiN. ae dost aa bhi jaa keh teraa intizaar hey khaamosh hun magar meraa dil bekaraar hey Bahut achcha maTlaA hei aankhien yeh raasta teraa ...
by fatimah
Fri Apr 15, 2005 5:13 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ae dost aa bhi jaa keh teraa intizaar hey
Replies: 15
Views: 1576

Re: ae dost aa bhi jaa keh teraa intizaar hey

salaam fatima, kaisi ahiN? aapkii Gahzal nazar guzaar huii aur baa'is-e-lutf huii. bahot achchhi Ghazal kahii hai aapne. ash'aar ke mazaameen qaabil-e-sataaish haiN. zabaan kii bandish chust hai magar is par thoRii bahot mazeed behtarii kii jaa saktii hai. ab tak kii aapkii GhazloN meN mujhe yeh ...
by fatimah
Fri Apr 08, 2005 10:28 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ae dost aa bhi jaa keh teraa intizaar hey
Replies: 15
Views: 1576

Ibn-e-siddique wrote:fatima saHiba:

salaam arz hai

aap ki ye ghazal pehle bhi paRhi aur bahot pasand aayee. aap ke kalaam mein roz.ba.roz nikhaar aata jaa rahaa hai.

is umda kawish per daad aur mubarak.baad qubool kijiye

amjad
aslaam_u_alikam

bohat shukriya amjad sahib :grin: