Search found 7 matches

by azm behzad
Sun Apr 29, 2007 3:02 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal haazir-e-khidmat he !
Replies: 9
Views: 842

moHtarami janaab Azm behzaad SaaHib, aadaab ! aap ko yahaaN dekh kar dilii masarrat ho'ii, yaqeena" aap ki aamad se meHfil ki raunaqoN meiN izaafa hogaa ! aur yeh baat ham sab ke liye baa'c-e-faKhr hai ! :) ham aap ka is meHfil meiN dil ki gehraa'iyooN se isteqbaal karte haiN ! :) aap ke qalam ke ...
by azm behzad
Thu Apr 26, 2007 11:39 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal haazir-e-khidmat he !
Replies: 9
Views: 842

muHtaram Azm SaaHib ! aap kaa is maHfil meN khairmaqdam kartaa hooN -meree t'araf se is she'r peh dilee daad qubool farmaaiye: apni chup kaa ik sabab yeh he k farhaNg-e-bayaaN meiN lafz voh na-paid heiN jo log sun'naa chaahte heiN weeraan zameen-o-baHr meN raushan imkaanaat ki talaash aap ki ...
by azm behzad
Thu Apr 26, 2007 11:30 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal haazir-e-khidmat he !
Replies: 9
Views: 842

JANAB AZM BEHZAAD SAHEB, apni iss khoobSoorat kaavish ko hamaray saath share karne ke leeaye mirii taraf se bhi mubarakbaad qabool kijiaye. ALLAH karay zor e qalam aor zyaadaa. dua'aa goa, MUHAMMAD K. SIDDIQUI moHtaram siddiqui saahib! Aap ki jaanib se iis hauslah-afzaaii ka shukriyah. duAa kiijiye ...
by azm behzad
Wed Apr 25, 2007 6:07 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal haazir-e-khidmat he !
Replies: 9
Views: 842

MoHtaremah saaraa jabiiN saahibah,

Aap ne Ghazal ko pasand kiya,bohat bohat shukriyah.

qavaafi ki taNg'gi ke sabab sirf paaNch ashAar hi keh paayaa.

du'Aa kiijiye behtar se behtar likhhtaa rahuuN.

taalib-e-harf-o-navaa

Azm Behzad
by azm behzad
Tue Apr 24, 2007 6:50 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal haazir-e-khidmat he !
Replies: 9
Views: 842

MoHtaram Muzaf'far A Muzaf'far saahib, Aadaab! Aap ki jaanib se yeh piziiraaii mere liye baa'is-e-tamaaniyat he. meiN inshaa-allaah vaqtan favaqtan iis bazm meiN haazir hotaa rahuN ga.yahaaN aap ko janaab sarwar aalam raaz saahib jaise qaadir-ul-kalaam shaa'ir ki sarparasti haasil he, iin buzurgoN ...
by azm behzad
Tue Apr 24, 2007 12:23 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal haazir-e-khidmat he !
Replies: 9
Views: 842

Ghazal haazir-e-khidmat he !

Haaziriin-e-mehfil, Aadaab ! Aaj pehli baar iis bazm meiN apne TuuTe phuuTe Ash'Aar ke saathh haazir ho rahaa huuN.eik taazaah Ghazal haazir-e-khidmat he.iss mein agar koii khuubi nazar aaye to usey mohtaremah saaraa jabiiN ka kamaal tasav'vur kiijiye ga k uun kaa paiham iSraar mujhe yahaaN khaiNch ...
by azm behzad
Fri Apr 13, 2007 7:32 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushamdeed Azm Behzad
Replies: 1
Views: 361

Urdu bandhan ki intizaamiya aur iss bandhan meiN bandhe tamaam khuatiin-o-hazraat ko mera salaaam. mujhe iss bazm meiN laane ka tamaam-tar sehra mohterama saara jabeeN saahiba ke sar hai.saara ne mujhe kuChh iss tarah dAavat di k maiN un ka hukm na Taal saka aur apni gu-na-guuN masrufiyaat ke ba ...