Search found 7 matches
- Thu Jan 01, 2009 2:22 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: NOHAA GUZISHTA SAAL KA- BY- YUSF JAMAL
- Replies: 0
- Views: 60
NOHAA GUZISHTA SAAL KA- BY- YUSF JAMAL
Urdu bandhan ke Jumla Urdu Ahbaab ko Islami Naya saal aur Aalami Naya Saal Mubarak ho. ALmia / Yusuf Jamal PICHLE SAALON KI TARAH SUNAHRI FASL DEKH KAR TIDDIYON KI FOUJ KA EK DASTA BHEJ KAR MUTMAEEN HUWA MAUSAM NOHAA GUZISHTA SAAL KA YE EK AUR SAAL BHI AUR BARSON KI TARAH CHARH GAYA SALEEB PAR MERI ...
- Tue Dec 30, 2008 3:43 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: A Ghazal by YUSUF JAMAL
- Replies: 1
- Views: 82
A Ghazal by YUSUF JAMAL
SAARA BADAN HAI KHOON SE KION TAR USEY DIKHA SHAH RAG KATI HAI JIS SE WOH NISHTAR USEY DIKHA AAYEGI KAISE NEEND DIKHA WOH HUNAR USEY PHIR USKE BAAD KHWAAB KO CHHUKAR USEY DIKHA AANKHON SE APNE ASHK KE TAARON KO TOD KAR SUKHI NADI KE DARD KA MANZAR USEY DIKHA AAEY JO KOI SHISHE KA PAIKAR LIYE HUEY ...
- Mon Jun 23, 2008 3:25 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: GHAZAL BY YUSUF JAMAL---Jhalakti rehti hain chehre pe wahsha
- Replies: 2
- Views: 75
GHAZAL BY YUSUF JAMAL---Jhalakti rehti hain chehre pe wahsha
Jhalakti rehti hain chehre pe wahshaten kiya kiya Hamare dil me thin poshida hasraten kiya kiya Who ek raaz agar faash hoke reh jaaye To manzaron men bikhar jaayen zillaten kiya kiya Mere makaan ki deewar yun to andhi hai Magar yeh dekhti rehti hain harkaten kiya kiya Ab aur aankhon me khaabon ke ...
- Mon Jun 16, 2008 4:32 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: GHAZAL BY YUSUF JAMAL-Shaakhon men sabz rang ki lahren jo ..
- Replies: 1
- Views: 57
GHAZAL BY YUSUF JAMAL-Shaakhon men sabz rang ki lahren jo ..
Shaakhon men sabz rang ki lahren jo aayengi Patton pe taalian bhi hawaayen bajayengi Pazmurda tehniyon pe parinde na aayenge Sukhe shajar ko munh bhi baharen chirhayengi Chehron pe Qahat saali ka manzar liye huwe Lamhon ki dastaken bhi kiwaren sunayengi parwaaz shauq per mujhe itna hai etamaad ...
- Sun Jun 15, 2008 11:20 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: GHAZAL BY YUSUF JAMAL
- Replies: 3
- Views: 290
Gulhaa-e-khuloos
karam farmaa-e banda Mohtaram, dilshad nazmi sb Ghazal per islahaee aara ke liye mamnoon hun, shaiyer ne apne taur per sher kahta hai, padhne wale apne andaaz-e- fikr se padhte hain, fir bhi aapki mushfiquaana tanqueed pasand aayi itlaa an arz hai ke Ghazal ki radeef"hai" nahi balke "raha" hai. Raha ...
- Wed Jun 11, 2008 5:06 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: GHAZAL BY YUSUF JAMAL
- Replies: 3
- Views: 290
GHAZAL BY YUSUF JAMAL
GUMAAN SHAB KA RAHA AUR NA ANDHERA RAHA PURANE LOGON KA HAR AHAD HE SAWERA RAHA HAI TERE HAAT ME KIYA SAB WOHI TO KERTA HAI KIYA HAI KAAM KOI AUR NAAM TERA RAHA BACHAAYA KISNE TUJHE SOCH TU BACHA KAISE TUJHE TO JAB KE TERE DUSHMANO NE GHERA RAHA SAFAR NA TANHA KIYA DARSE, LOOT LE NA KOI MAGAR JO ...
- Wed Jun 11, 2008 4:52 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: GHAZAL BY YUSUF JAMAL------ZINDAGI TERI KHDSAREE MAIN NE
- Replies: 0
- Views: 69
GHAZAL BY YUSUF JAMAL------ZINDAGI TERI KHDSAREE MAIN NE
ZINDAGEE TERI KHUDSAREE MAIN NE KHUSH BHI HOJA QUBOOL KI MAIN NE WO MERA SAR UTAARNE AAYA JISKO DI THI AMAAN KABHI MAIN NE TEER CHHORE NAHI ADAWAT KE LAAJ RAKH LI KAMAAN KI MAIN NE NEEND AUR KHWAAB DONO KI AUQAAT JAAG KE UNKI BATA DI MAIN NE MOUT AUR ZINDAGI KI RASSA KASHI SHAB KE KHWABON ME DEKH LI ...