Nasha badan mai utarta sharaab lafzoN ka
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
- Mahtab Qadr
- -
- Posts: 559
- Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
- Location: Jeddah Saudi Arabia
- Contact:
Nasha badan mai utarta sharaab lafzoN ka
Aik Ghazal :Nasha badan mai utarta sharaab lafzoN ka urdu script mai
:)
:)
- Attachments
-
- nashaa.gif (13.45 KiB) Viewed 973 times
-
- -
- Posts: 1173
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
- Location: Kitchener, Ontario, Canada
- Contact:
salaam Sarfaraz saaHib,
ummeed hai ki aapke mizaaj ba_Khair hoNge.
aapkii Ghazal paRhii aur paRh kar bahot maHzooz huaa. hamesha kii taraH aapkii yeh ghazal bhii bahot zabardast rahii. baRe chust Khayaal pesh kiye haiN. sabhii ash'aar ek dusre se sabqat liye huye haiN. Allah kare zor-e-qalam aur ziyaadah.
aapke agle kalaam kaa shiddat se intezaar rahegaa. Ghazal hamaare saath share karne ke liye maiN aapkaa mamnoon huN. shukria.
faqat Khaak_nashiiN,
Hashmat [MM]
ummeed hai ki aapke mizaaj ba_Khair hoNge.
aapkii Ghazal paRhii aur paRh kar bahot maHzooz huaa. hamesha kii taraH aapkii yeh ghazal bhii bahot zabardast rahii. baRe chust Khayaal pesh kiye haiN. sabhii ash'aar ek dusre se sabqat liye huye haiN. Allah kare zor-e-qalam aur ziyaadah.
aapke agle kalaam kaa shiddat se intezaar rahegaa. Ghazal hamaare saath share karne ke liye maiN aapkaa mamnoon huN. shukria.
faqat Khaak_nashiiN,
Hashmat [MM]
- Mahtab Qadr
- -
- Posts: 559
- Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
- Location: Jeddah Saudi Arabia
- Contact:
shukria nawazish Hashmat sahabHashmat Usmani wrote:salaam Sarfaraz saaHib,
ummeed hai ki aapke mizaaj ba_Khair hoNge.
aapkii Ghazal paRhii aur paRh kar bahot maHzooz huaa. hamesha kii taraH aapkii yeh ghazal bhii bahot zabardast rahii. baRe chust Khayaal pesh kiye haiN. sabhii ash'aar ek dusre se sabqat liye huye haiN. Allah kare zor-e-qalam aur ziyaadah.
aapke agle kalaam kaa shiddat se intezaar rahegaa. Ghazal hamaare saath share karne ke liye maiN aapkaa mamnoon huN. shukria.
faqat Khaak_nashiiN,
Hashmat [MM]
MQ
-
- -
- Posts: 134
- Joined: Mon Dec 13, 2004 5:52 am
- Location: khanewal
- Contact:
Wah Wah Wah bahut khoob Mahtab sahab....takraar-e-lafzi behad pasand aayi ghazal mein....ek ek sher lajawaab hai..dher saari daad haazir hai is khoobsurat ghazal pe :)
Shumaila
Shumaila
Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
Assalam-o-a'laikum,
moHtarami M.Q SaaHib, aap ki yeh dil-kash ghazal paRhee to bahut pehle thee, magar bar-waqt jawaab na de saka, jis keleye maiN tah-e-dil se maa'zirat chaahta hoN .
aap ne to kamaal kardiyaa SaaHib !!
kyaa dil-kash payraaye maiN itne u'mdah mazaameen ko qalam-band kardiyaa hai aap ne ! waah SaaHib waah ! , kis kis she'ar ki taa'reef karoN k har shea'r hi dil nikaal kar hatheeli par rakh dey ! .
dheeroN daad qabool kejeye. bahut bahut shukriya
mokhliS : Zia Baloch

Dikhaadi shaan, phir ahl-e-chaman ko, Be-niyaazi ki
Khamoshi se jhatak kar, aaj phir, dast-e-sabaa maiN ne
Zia Baloch
Khamoshi se jhatak kar, aaj phir, dast-e-sabaa maiN ne
Zia Baloch
-
- -
- Posts: 98
- Joined: Fri Dec 31, 2004 1:57 am
- Mahtab Qadr
- -
- Posts: 559
- Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
- Location: Jeddah Saudi Arabia
- Contact:
- Mahtab Qadr
- -
- Posts: 559
- Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
- Location: Jeddah Saudi Arabia
- Contact:
walaikum salaam mohatram waqar masood sahibwaqar_masood wrote:assalam o alaikum janab mahtab sahib
khoob.... buhut hi umdaa ghazal .. buhut payaray ... maqtaa to buhut hi umdaa hay ..buhut si daad qubool kejay aur share kernay kay leye buhut buhut shukria
waqar masood
aadab , zarranawazi ka shukria huzoor
- Mahtab Qadr
- -
- Posts: 559
- Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
- Location: Jeddah Saudi Arabia
- Contact:
Shummu ji ,Nawazish , Karam , Shukria , MahrbaaniShummu wrote:Wah Wah Wah bahut khoob Mahtab sahab....takraar-e-lafzi behad pasand aayi ghazal mein....ek ek sher lajawaab hai..dher saari daad haazir hai is khoobsurat ghazal pe :)
Shumaila
Is walihaana aur purkhuloos daad ke lye mashkoor hoN.
Mahtab Qadr
- Mahtab Qadr
- -
- Posts: 559
- Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
- Location: Jeddah Saudi Arabia
- Contact:
Star Mind wrote:Assalam-o-a'laikum,
moHtarami M.Q SaaHib, aap ki yeh dil-kash ghazal paRhee to bahut pehle thee, magar bar-waqt jawaab na de saka, jis keleye maiN tah-e-dil se maa'zirat chaahta hoN .
aap ne to kamaal kardiyaa SaaHib !!
kyaa dil-kash payraaye maiN itne u'mdah mazaameen ko qalam-band kardiyaa hai aap ne ! waah SaaHib waah ! , kis kis she'ar ki taa'reef karoN k har shea'r hi dil nikaal kar hatheeli par rakh dey ! .
dheeroN daad qabool kejeye. bahut bahut shukriya
mokhliS : Zia Baloch
Baradar e azeez Zia sahib aapki mukhliasana daad o tahseen ke lye behad mamnoon hoN
Mahtab Qadr
- Mahtab Qadr
- -
- Posts: 559
- Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
- Location: Jeddah Saudi Arabia
- Contact:
Mohatram Irfan Abid sahib, salaam e masnoonirfan abid wrote:Mahtab Sb, aadaab!
aap kii Ghazal dekhii, aur lutf.andoz huaa. baRii naadir taraakeeb istemaal kii haiN aap ne, aur Ghazal qaarii par apnaa asar chhoRne meN kaamyaab hai. daad qubuul keejiye!
niyaazmand,
Irfan :Abid:
aapki is napi tuli aur fankarana daad ke lye mshkoor hoN ke shukria ada karna aik riwayat hai jaise mushairoN mai shora ekraam daad pakar aadaab aadaab kahte haiN. :)
Mahtab Qadr