Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
Shummu
-
Posts: 733 Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:
Post
by Shummu » Wed Jan 05, 2005 3:49 pm
aag hai pani hai mitti hai hawa hai mujh mein
aur phir man_na padta hai ki khuda hai mujh mein
aur/meiN
Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
Hashmat Usmani
-
Posts: 1173 Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:
Post
by Hashmat Usmani » Thu Jan 06, 2005 12:12 am
maiN
maiN huuN aur afsurdagii kii aarzoo, Ghaalib!" ki dil
dekh kar tarz-e-tapaak-e-ai'hl-e-dunyaa jal gayaa ?
Ghaalib
lafze-e-"dekh " ya lafz-e-"gayaa " se agla she'r marHamat farmaaiye, shukria.
Shummu
-
Posts: 733 Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:
Post
by Shummu » Thu Jan 06, 2005 12:14 pm
log thak haar ke so jaate haiN lekin jaanaaN
humne khush ho ke tera dard sahaa shaam ke baad!!!
HUMNE/BAAD
Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
Hashmat Usmani
-
Posts: 1173 Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:
Post
by Hashmat Usmani » Fri Jan 07, 2005 12:54 am
ham
ham the marne ko khaRe, paas na aayaa na sahii
aaKhir us shoKh ke tarkash meN koii teer bhii thaa ?
Ghaalib
lafze-e-"thaa " ya lafz-e-"aaKhir/aKheer " se agla she'r marHamat farmaaiye, shukria.
Shummu
-
Posts: 733 Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:
Post
by Shummu » Fri Jan 07, 2005 12:53 pm
oops maine bhi sher likh diya tha aakhir se... maine delete kar diya :)
nahi us LAFZ se SHURU hona chaahiye :D
Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
Ibn-e-siddique
-
Posts: 219 Joined: Thu Dec 16, 2004 4:12 am
Location: Doha Qatar
Contact:
Post
by Ibn-e-siddique » Wed Jan 12, 2005 4:34 am
thaa zindagi meiN maut ka khaTkaa lagaa hua
uRne se peshtar bhi miraa raNg zard tha
uRne / tha
Mire ash'aar ae Iqbal kyuN pyaare na hoN mujhko
mire TooTe hue dil ke ye dard.angez naale haiN
Shummu
-
Posts: 733 Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:
Post
by Shummu » Wed Jan 12, 2005 4:03 pm
tha ab tak maa'rka baahar ka darpesh
abhi to ghar bhi jaana hai yahaaN se
abhi/se
Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
Hashmat Usmani
-
Posts: 1173 Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:
Post
by Hashmat Usmani » Thu Jan 13, 2005 3:58 am
abhii
abhii aatii hai boo! baaliiN se uskii zulf-e-mushkiiN kii
hamaarii diid ko Khowaab-e-ZulaiKha, 'aar-e-bistar hai ?
Ghaalib
lafze-e-"hamaarii " ya lafz-e-"hai " se agla she'r marHamat farmaaiye, shukria.
Ibn-e-siddique
-
Posts: 219 Joined: Thu Dec 16, 2004 4:12 am
Location: Doha Qatar
Contact:
Post
by Ibn-e-siddique » Thu Jan 13, 2005 4:56 am
hai mujh pe taa'na zan khud mera aHsaas
tamanna apni qeemat kho rahi hai
khusha ye tarz-e-taa'zeem-e-mohabbat
ye taa'zeem-e-mohabbat ho rahi hai
gham-e-furqat ka shikva karne vaali
meri maujoodgi meiN so rahi hai :D :D
Jaun Eliya
meri / hai
Mire ash'aar ae Iqbal kyuN pyaare na hoN mujhko
mire TooTe hue dil ke ye dard.angez naale haiN
Hashmat Usmani
-
Posts: 1173 Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:
Post
by Hashmat Usmani » Thu Jan 13, 2005 6:06 am
hai
hai bas_ki har ik unke ishaare meN nishaaN aur
karte haiN moHabbat to guzartaa hai gumaaN aur ?
Ghaalib
lafze-e-"karte " ya lafz-e-"aur " se agla she'r marHamat farmaaiye, shukria.
Shummu
-
Posts: 733 Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:
Post
by Shummu » Thu Jan 13, 2005 8:18 pm
Aur Kab Tak Bhool Payein Gey Na Teri Daastaan
Zikr Mera Hi Rahey Ga Tere Afsaaney Kay Baad
Zikr/Baad
Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
Ibn-e-siddique
-
Posts: 219 Joined: Thu Dec 16, 2004 4:12 am
Location: Doha Qatar
Contact:
Post
by Ibn-e-siddique » Fri Jan 14, 2005 8:03 pm
gayaa daur-e-sarmaaya daari gayaa
tamaasha dikha ke madaari gayaa
tamaasha / gayaa
Mire ash'aar ae Iqbal kyuN pyaare na hoN mujhko
mire TooTe hue dil ke ye dard.angez naale haiN
Shummu
-
Posts: 733 Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:
Post
by Shummu » Sat Jan 15, 2005 12:26 pm
tamasha na ban jaaye kahin mohabbat meri
isi liye apne dard ko namoodaar nahi karti
ISI/KARTI
Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
Ibn-e-siddique
-
Posts: 219 Joined: Thu Dec 16, 2004 4:12 am
Location: Doha Qatar
Contact:
Post
by Ibn-e-siddique » Sun Jan 16, 2005 6:51 am
abhi abhi tumheN socha to kuch na yaad aaya
abhi abhi ham ik doosre se bichRe the
A.N.Qasmi
abhi / the
Mire ash'aar ae Iqbal kyuN pyaare na hoN mujhko
mire TooTe hue dil ke ye dard.angez naale haiN
Hashmat Usmani
-
Posts: 1173 Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:
Post
by Hashmat Usmani » Sun Jan 16, 2005 7:13 am
salaam Saara,
aapke she'r ke dusre misr'e ke pahle ya aaKhrii lafz se she'r mujhe denaa hogaa aur vo alfaaz haiN "abhii " ya "se ". ab lafz-e-"SE" se to koii she'r shur'uu hone se rahaa is liye lafz-e-"abhi" se she'r 'arz hai:
abhii
abhii ham qatl_geh ka dekhnaa aasaaN samajhte haiN
nahiiN dekhaa sanaa dar joo-e-KhuuN meN tere tausan ko ?
Ghaalib
lafze-e-"nahiiN " ya lafz-e-"ko " se agla she'r marHamat farmaaiye, shukria.