ghalib ki ik khubsoorat ghazal

UstadaoN aur MuntaKhib ShoAraa ki shaayeri

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
waqar_masood
-
-
Posts: 134
Joined: Mon Dec 13, 2004 5:52 am
Location: khanewal
Contact:

ghalib ki ik khubsoorat ghazal

Post by waqar_masood »

ghalib....
Attachments
ghalib.gif
ghalib.gif (6.37 KiB) Viewed 531 times
hello
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

salaam miyaaN Waqaar,

bahot hii umda kalaam pesh kiyaa hai...dar-Haqeeqat yeh Ghazal meri favourite bhii hai.

is Ghazal ke har ash'aar bahot hii umda haiN.

ummeed hai ki aap aise hii umda aur aalaa kalaam pesh karte raheNge. shukria ek baat phir se!
Image
User avatar
rahmed25682
-
-
Posts: 126
Joined: Thu Dec 09, 2004 8:28 am
Location: Karachi
Contact:

Post by rahmed25682 »

Ghalib kay kalaam kee taareef karna aisa he hay jaisa kay suraj ko charagh dikhana ...

kion kay agar Ghalib ka kalaam umda na hoga to phir bhala kis ka hoga..

lekin WAQAR sahab .. yahan aap mubarak baad kay haq daar hain kay aap nay Ghalib kee ghazal share kee ... :)

Khush rahain

Khair Andesh

Raheel Ahmed
User avatar
shaheen
nau-waarid
Posts: 2
Joined: Mon Dec 20, 2004 7:07 am
Contact:

behtareen

Post by shaheen »

Salaam mohtaram

Bohat khoob
kalam aur woh bhi chacha ka - kiya tareef karain
alfaz ki qillat hai
aik qitaa yaad aagaya

jamaal e shayeri alfaaz ka husn
kamaal e shayeri paigham o hikmat
kalaam e ghalib o iqbaal ko bhi
inhi ausaaf nay bakhshi hai azmat

itna behtareen kalam paish karnay k liyay shukr guzaar hai aap k

wassalam

Sham
SURKH DORAY TERI AANKHOn K ILAHI TAUBA
CHAHIYAY THAA INHAIn PAIWAST E RAG E JAAn HONA
Post Reply