ghalib ki ik khubsoorat ghazal
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
- -
- Posts: 134
- Joined: Mon Dec 13, 2004 5:52 am
- Location: khanewal
- Contact:
-
- -
- Posts: 1173
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
- Location: Kitchener, Ontario, Canada
- Contact:
- rahmed25682
- -
- Posts: 126
- Joined: Thu Dec 09, 2004 8:28 am
- Location: Karachi
- Contact:
Ghalib kay kalaam kee taareef karna aisa he hay jaisa kay suraj ko charagh dikhana ...
kion kay agar Ghalib ka kalaam umda na hoga to phir bhala kis ka hoga..
lekin WAQAR sahab .. yahan aap mubarak baad kay haq daar hain kay aap nay Ghalib kee ghazal share kee ... :)
Khush rahain
Khair Andesh
Raheel Ahmed

behtareen
Salaam mohtaram
Bohat khoob
kalam aur woh bhi chacha ka - kiya tareef karain
alfaz ki qillat hai
aik qitaa yaad aagaya
jamaal e shayeri alfaaz ka husn
kamaal e shayeri paigham o hikmat
kalaam e ghalib o iqbaal ko bhi
inhi ausaaf nay bakhshi hai azmat
itna behtareen kalam paish karnay k liyay shukr guzaar hai aap k
wassalam
Sham

SURKH DORAY TERI AANKHOn K ILAHI TAUBA
CHAHIYAY THAA INHAIn PAIWAST E RAG E JAAn HONA
CHAHIYAY THAA INHAIn PAIWAST E RAG E JAAn HONA