Thandelab

Adabi aur tanqeedi mazaameen
Afsane aur tabsire

Moderator: munir-armaan-nasimi

Post Reply

Do you like this afsana?

Yes
2
100%
NO
0
No votes
 
Total votes: 2

tafseer
-
-
Posts: 14
Joined: Mon Jan 09, 2006 5:01 pm
Location: Los Angeles
Contact:

Thandelab

Post by tafseer »

Image
User avatar
Shummu
-
-
Posts: 733
Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:

Post by Shummu »

Sab se pehle to TAFSEER sahab yahan aap ko dekh kar bahut khushi ho rahi hai..tah-e-dil se khushaamadeed...maine aap ka ye short afsaana ek aur bazm mein paRha tha..behad pasand aaya tha aur dil khol ke saaraaha bhi tha...aap mashaALlah bahut umda likhte haiN..yahan bhi dil ki gehraaiyon se daad pesh hai....Zor-e-qalam aur ziyaada :-)

aate rahiyega...


Shumaila

Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai

Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
tafseer
-
-
Posts: 14
Joined: Mon Jan 09, 2006 5:01 pm
Location: Los Angeles
Contact:

Post by tafseer »

Hi Shumaila,

Again thanks, I remember you. Great, good to hear from you. I will posting another short story today. I hope you give me your critical thought about subject matter. I got pretty varied response on that one. some say I am too pessimistic.

Have nice day if you are in brightside of world and good night if you are in dark. :lol:

Tafseer
User avatar
Mahtab Qadr
-
-
Posts: 559
Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
Location: Jeddah Saudi Arabia
Contact:

Khooob

Post by Mahtab Qadr »

Tafseer ji aapki mukhtaser afsaana pasand aaya , bahut khoob ainda bhi likhte aur post karte rahiyega
urdubandhan.com par aapka purkhuloos isteqbaal

shukria
Mahtab Qadr
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

afsanah achcha hei lekin

Post by Abdullah Nazir »


tafseer sb

PurkhulooS tasleemaat,

Afsaanah achcha hei, kirdaar bhi mukhtaSar heiN, ibtidaa, aur tasalsul bhi bahut hii khoob hei. climax bhi bahut hii dilkash hei lekin intihaa tabaah kun nafsiyaati acaraat paidaa karne waali hei.

Afsaane likhte waqt them (khayaal) kii ahmiyat ko nazar meiN rakhte houe yeh souchnaa Zaroori hei ke kyaa khaani kaa nateejah (end) muhlik tou nahiN caabit hougaa.

Ummeed ke aayhindah aap aek aisi kahaani pesh karengi jiskaa nateejah sabaq aamouz tou hou lekin paRhne waalaoN per manfi acar nah chouRe.


Aapka MukhliS,
Nazir.

Image
tafseer
-
-
Posts: 14
Joined: Mon Jan 09, 2006 5:01 pm
Location: Los Angeles
Contact:

Shukria Sara Behan

Post by tafseer »

sara_j wrote:aek aur purasr aur dardnaak tehreer. bohat shukriya tafseer sahib lekin itne dard naak tehreerein.........meri zabaan gung hogayi hai........
When a writer brings the reader into his world, he achieve his/her purpose for writing. I feel honored that it produce the desired result.

I am happy that you like it and sad that it effected you so much.

Hope you read other stories of mine.


Tafseer
tafseer
-
-
Posts: 14
Joined: Mon Jan 09, 2006 5:01 pm
Location: Los Angeles
Contact:

Re: Khooob

Post by tafseer »

Mahtab Qadr wrote:Tafseer ji aapki mukhtaser afsaana pasand aaya , bahut khoob ainda bhi likhte aur post karte rahiyega
urdubandhan.com par aapka purkhuloos isteqbaal

shukria
Mahtab Qadr
Shukria Mahtab Bahi. Tafseer
tafseer
-
-
Posts: 14
Joined: Mon Jan 09, 2006 5:01 pm
Location: Los Angeles
Contact:

Re: afsanah achcha hei lekin

Post by tafseer »

WEBMASTER wrote:
tafseer sb

PurkhulooS tasleemaat,

Afsaanah achcha hei, kirdaar bhi mukhtaSar heiN, ibtidaa, aur tasalsul bhi bahut hii khoob hei. climax bhi bahut hii dilkash hei lekin intihaa tabaah kun nafsiyaati acaraat paidaa karne waali hei.

Afsaane likhte waqt theme (khayaal) kii ahmiyat ko nazar meiN rakhte houe yeh souchnaa Zaroori hei ke kyaa kahaani kaa nateejah (end) muhlik tou nahiN caabit hougaa.

Ummeed ke aayhindah aap aek aisi kahaani pesh karengi jiskaa nateejah sabaq aamouz tou hou lekin paRhne waalaoN per manfi acar nah chouRe.


Aapka MukhliS,
Nazir.


Nazir Bhai, meri hamat afzai kerney ka bohat bohat Shurkia. BaRi khushee hoi ke ye afasa ap ko pasaand aaya.

Tafseer
Post Reply