Sab se pehle to TAFSEER sahab yahan aap ko dekh kar bahut khushi ho rahi hai..tah-e-dil se khushaamadeed...maine aap ka ye short afsaana ek aur bazm mein paRha tha..behad pasand aaya tha aur dil khol ke saaraaha bhi tha...aap mashaALlah bahut umda likhte haiN..yahan bhi dil ki gehraaiyon se daad pesh hai....Zor-e-qalam aur ziyaada
aate rahiyega...
Shumaila
Thandelab
Moderator: munir-armaan-nasimi
Hi Shumaila,
Again thanks, I remember you. Great, good to hear from you. I will posting another short story today. I hope you give me your critical thought about subject matter. I got pretty varied response on that one. some say I am too pessimistic.
Have nice day if you are in brightside of world and good night if you are in dark.
Tafseer

- Mahtab Qadr
- -
- Posts: 559
- Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
- Location: Jeddah Saudi Arabia
- Contact:
Khooob
Tafseer ji aapki mukhtaser afsaana pasand aaya , bahut khoob ainda bhi likhte aur post karte rahiyega
urdubandhan.com par aapka purkhuloos isteqbaal
shukria
Mahtab Qadr
urdubandhan.com par aapka purkhuloos isteqbaal
shukria
Mahtab Qadr
- Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
- Contact:
afsanah achcha hei lekin
tafseer sb
PurkhulooS tasleemaat,
Afsaanah achcha hei, kirdaar bhi mukhtaSar heiN, ibtidaa, aur tasalsul bhi bahut hii khoob hei. climax bhi bahut hii dilkash hei lekin intihaa tabaah kun nafsiyaati acaraat paidaa karne waali hei.
Afsaane likhte waqt them (khayaal) kii ahmiyat ko nazar meiN rakhte houe yeh souchnaa Zaroori hei ke kyaa khaani kaa nateejah (end) muhlik tou nahiN caabit hougaa.
Ummeed ke aayhindah aap aek aisi kahaani pesh karengi jiskaa nateejah sabaq aamouz tou hou lekin paRhne waalaoN per manfi acar nah chouRe.
Aapka MukhliS,
Nazir.
Shukria Sara Behan
When a writer brings the reader into his world, he achieve his/her purpose for writing. I feel honored that it produce the desired result.sara_j wrote:aek aur purasr aur dardnaak tehreer. bohat shukriya tafseer sahib lekin itne dard naak tehreerein.........meri zabaan gung hogayi hai........
I am happy that you like it and sad that it effected you so much.
Hope you read other stories of mine.
Tafseer
Re: Khooob
Shukria Mahtab Bahi. TafseerMahtab Qadr wrote:Tafseer ji aapki mukhtaser afsaana pasand aaya , bahut khoob ainda bhi likhte aur post karte rahiyega
urdubandhan.com par aapka purkhuloos isteqbaal
shukria
Mahtab Qadr
Re: afsanah achcha hei lekin
WEBMASTER wrote:
tafseer sb
PurkhulooS tasleemaat,
Afsaanah achcha hei, kirdaar bhi mukhtaSar heiN, ibtidaa, aur tasalsul bhi bahut hii khoob hei. climax bhi bahut hii dilkash hei lekin intihaa tabaah kun nafsiyaati acaraat paidaa karne waali hei.
Afsaane likhte waqt theme (khayaal) kii ahmiyat ko nazar meiN rakhte houe yeh souchnaa Zaroori hei ke kyaa kahaani kaa nateejah (end) muhlik tou nahiN caabit hougaa.
Ummeed ke aayhindah aap aek aisi kahaani pesh karengi jiskaa nateejah sabaq aamouz tou hou lekin paRhne waalaoN per manfi acar nah chouRe.
Aapka MukhliS,
Nazir.
Nazir Bhai, meri hamat afzai kerney ka bohat bohat Shurkia. BaRi khushee hoi ke ye afasa ap ko pasaand aaya.
Tafseer