AOA
aray yahan too saray urdustan walay doost hain !!!!!!!!!!!!!
aik nazm
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
- -
- Posts: 35
- Joined: Sun Feb 06, 2005 5:30 pm
- Location: Islamabad
- Contact:
aik nazm
- Attachments
-
- poem_691.gif (5.66 KiB) Viewed 408 times
- Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
- Contact:
Bahut khoob Waah waah
MuHtarami
DAWOOD RIZWAN Saahib,
Purkhuloos Tasleemaat, :)
Kyaa kehne kitni khoobsoorat aazad nazm paish kii hei aapne! Yeh aap hii kaa haq hei ke aap ne isqadar dilkash alfaaz se is ko aaraastah kiyaa hei.
Meri bharpoor daad aur mubaarkbaad Haazir hei.
Ummeed ke aayindah bhii aap isi taraH se apne giraaNqadr kalaam se hameN navaazte rahenge. Shukriyah.
Aapka Mukhlis,
Nazir.
Dawood Rizwaan saaHeb:
Aadaab-o-tasleemat,
Aap ko iss bazm meN khush-aamaadeed. :)
Aap ko yahaan deikh kar az-hadd khushi howee. hasb-e-mamool aap ki yeh nazm bhi bohat khoob hai.
Mujhe bhi seekhaa deejiye ke iss tarhaa aazaad nazm meN jaan kaise daalte heN. :)
ek khoobsoorat kawish per meree janib se dillee daad aur mubarakbaad qubool keejiye.
Wassalam
Zahida Raees :Raji:
Aadaab-o-tasleemat,
Aap ko iss bazm meN khush-aamaadeed. :)
Aap ko yahaan deikh kar az-hadd khushi howee. hasb-e-mamool aap ki yeh nazm bhi bohat khoob hai.
Mujhe bhi seekhaa deejiye ke iss tarhaa aazaad nazm meN jaan kaise daalte heN. :)
ek khoobsoorat kawish per meree janib se dillee daad aur mubarakbaad qubool keejiye.
Wassalam
Zahida Raees :Raji:
-
- -
- Posts: 35
- Joined: Sun Feb 06, 2005 5:30 pm
- Location: Islamabad
- Contact:
Re: Bahut khoob Waah waah
Abdullah Nazir wrote:
MuHtarami
DAWOOD RIZWAN Saahib,
Purkhuloos Tasleemaat, :)
Kyaa kehne kitni khoobsoorat aazad nazm paish kii hei aapne! Yeh aap hii kaa haq hei ke aap ne isqadar dilkash alfaaz se is ko aaraastah kiyaa hei.
Meri bharpoor daad aur mubaarkbaad Haazir hei.
Ummeed ke aayindah bhii aap isi taraH se apne giraaNqadr kalaam se hameN navaazte rahenge. Shukriyah.
Aapka Mukhlis,
Nazir.
NAZAR sahib aap ki muhabatin hain warna man aanam ka man danam
shukriya
-
- -
- Posts: 35
- Joined: Sun Feb 06, 2005 5:30 pm
- Location: Islamabad
- Contact:
raji khush amdeed kahnay ka shukriya. achi nazm likhnay ki too main khud kooshish main hoon. aik bat yad rakhna ka aik sher aap ka poora lahoon nachooR kar nikalta hay. aur aik nazm aap ka goosht chaba layti hayRaji wrote:Dawood Rizwaan saaHeb:
Aadaab-o-tasleemat,
Aap ko iss bazm meN khush-aamaadeed. :)
Aap ko yahaan deikh kar az-hadd khushi howee. hasb-e-mamool aap ki yeh nazm bhi bohat khoob hai.
Mujhe bhi seekhaa deejiye ke iss tarhaa aazaad nazm meN jaan kaise daalte heN. :)
ek khoobsoorat kawish per meree janib se dillee daad aur mubarakbaad qubool keejiye.
Wassalam
Zahida Raees :Raji:
Dawood_Rizwan wrote:raji khush amdeed kahnay ka shukriya. achi nazm likhnay ki too main khud kooshish main hoon. aik bat yad rakhna ka aik sher aap ka poora lahoon nachooR kar nikalta hay. aur aik nazm aap ka goosht chaba layti hayRaji wrote:Dawood Rizwaan saaHeb:
Aadaab-o-tasleemat,
Aap ko iss bazm meN khush-aamaadeed. :)
Aap ko yahaan deikh kar az-hadd khushi howee. hasb-e-mamool aap ki yeh nazm bhi bohat khoob hai.
Mujhe bhi seekhaa deejiye ke iss tarhaa aazaad nazm meN jaan kaise daalte heN. :)
ek khoobsoorat kawish per meree janib se dillee daad aur mubarakbaad qubool keejiye.
Wassalam
Zahida Raees :Raji:
Rizwaan saaHeb aap tu d'ara hee rahe heN... mujh meN lahoo aur goosht donooN hee baqadr-e-zaroorat hai iss liye ham tu baaz aaye iss kaam se :) abb achi shairee ke liye zindooN kee saf se tu bahir aane se rahe
hameN apni be-mazaa shairee hee kaafi hai. "jis ka kaam usee ko saaje " :)
Meree sha'iree se mujhe jaan Lo
ke yeh aa'enaa hai meri zaat ka
(Raji)
ke yeh aa'enaa hai meri zaat ka
(Raji)