Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
munir-armaan-nasimi
-
Posts: 460 Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
Location: INDIA
Contact:
Post
by munir-armaan-nasimi » Fri Apr 07, 2006 11:48 am
Urdubandhan ke Dosto,
Salam-o-Rehmat!
Apni ek 'Ghazal' le kar haazir-e-khidmat hoon. Kaisi lagi ? Apni qeemati aara' se nawazein, nawazish hogi.
Aap ka apna,
Munir Armaan Nasimi
India
Attachments
Meri Yeh Ghazal E-TV (Urdu) programme "Kal aur Aayenge" main Nashr Ho Chuki Hai !! Ghazal-Dil-ki-hasrat.gif (14.75 KiB) Viewed 322 times
naheedv
-
Posts: 163 Joined: Sat Dec 18, 2004 3:53 am
Contact:
Post
by naheedv » Fri Apr 07, 2006 7:36 pm
janaab Munir Arman saahab,
aap kaa kalaam pehlee baar paRhne kaa moqa milaa hai.
aap kee ghazal saaf.suthree aik achee takhliq hai. meree jaanib se daad qubool kijiye! albattah she'r 3 kaa 2nd misra' kuch mazeed behtaree chaahata hai.
shukriya
Naheed
munir-armaan-nasimi
-
Posts: 460 Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
Location: INDIA
Contact:
Post
by munir-armaan-nasimi » Wed Apr 12, 2006 2:19 pm
Bahut Bahut Shukriya Naheed ji,
Aap ki hosla afjayi mujhe aur bhi achcha kehne ke liye uska rahi hai. Insa'Allah, aap ko agli baar ek pyari si ghazal pesh karoonga. Intezaar karein.... Bye!
Khairandesh
armaan
Mahtab Qadr
-
Posts: 559 Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
Location: Jeddah Saudi Arabia
Contact:
Post
by Mahtab Qadr » Wed Apr 12, 2006 9:57 pm
Wah wah bahut khoob munir arman nasimi sahib
aapki ghazal pasand aai, aur mazameen bhi bahut khoob nikaale haiN aapne. aapki mazeed nigarishat ka intezar rahega
shukria
MQ
munir-armaan-nasimi
-
Posts: 460 Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
Location: INDIA
Contact:
Post
by munir-armaan-nasimi » Thu Apr 13, 2006 7:47 am
Armaan nawazi ka tahe-dil se shukr guzar hoon. Aap jaise qadr-daanon ki wazah se hum hain warna..............
Insa'Allah aage bhi aap ki pasand ka khayaal rakhoonga.
Khuda Hafiz,
Aap ka apna,
armaan