Lafz par ashaar#29-"PARDA/CHILMAN/GHOONGHAT"

Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

na hoti ger khudi hum main tu jo tuu tha wahi hum they
yeh parda kisliye dala hy yarab darmian tuu ne
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

pardah

Post by Abdullah Nazir »

b]


pardah karnaa thaa to phir chup chup ke kiyuN milte rahe

khud bhi ruswaa hougaye mujhko bhi ruswaa kardiyaa.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

[/b]
Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

chilman

Post by Abdullah Nazir »




"nazar aataa hei yeh uske shuAaA-e-Husn kaa Aalam

keh sab kehte heiN pardah kirkiri kaa uski chilman ko".


Shaayer: Naasikh.


Nazir.

Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

pardah

Post by Abdullah Nazir »




"SoofiyaoN ko vajd meiN aataa hei naghmah saaz kaa

shobh houjaataa hei parde se tiri aavaaz kaa."


Shaayer: Khwaajah aatish


Nazir.

Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

pardah

Post by Abdullah Nazir »




"mujh se manzoor use pardah hei to mere aage

leke mere dil-e-Sad-chaak ki chilman Daale."


Shaayer: naamaloom


Nazir.

Image
hassan_bashir
-
-
Posts: 436
Joined: Fri Aug 26, 2005 6:22 pm
Location: Kuwait
Contact:

Post by hassan_bashir »

uThaa do pardaa dikha do Chehraa ke nuur-e-baari hijaab meiN hai,
zamaanaa taariik ho rahaa hai ke mehar kab se niqaab meiN hai!
Urdu hai jis ka naam hamiiN jaante haiN :Daagh:
saare jahaaN maiN dhum humaari zubaaN ki hai
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

chilman

Post by Abdullah Nazir »




souchtaa hei kahiN andhaa to nahiN hei :Nazir:

Jab se chilman tiri meHfil peh paRi rehti hei


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

Image
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

nazar nah toud sakee aansoun ki CHILMAN ko
vo rooz agarchey mery aainey main aaye
Daanish
-
-
Posts: 448
Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
Location: jahaan-e-kharaab
Contact:

Post by Daanish »

kehta hai yahi tujh se tira Husn hamesha
ai barq-e-jahaaN_soz kahiN pardah nashiiN ho---Mus'Hafi
rau meiN hai raksh-e-umr kahaN dekhiye thhame
nay haath baag par hai na paa hai rikaab meiN--Ghalib
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

parda

Post by ummassad »

perda
Attachments
parda.jpg
parda.jpg (21.54 KiB) Viewed 979 times
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

kh ChILMAN daaldi hey aasmaaan ney aber .e.baraan ki
koi parda nashien sergarm.e. ghusel.e. naaz hey shahid
Post Reply