Apni aik ghazal aap sub doston ki khidmat mein pesh kar raha houn apni aara say zaroor nawaziay ga.
DARD KI HAR IK HUD SAY AB GUZAR GAYA HOUN MAIN
PHIR KABHI NA SIMTOUN GA YOUN BIKHAR GAYA HOUN MAIN
MAUT BUS NAHEEN AATI ROOH KAY NIKALNAY SAY
ROOH MUJH MEIN BAQI HAI PHIR BHI MAR GAYA HOUN MAIN
ZINDAGI MEIN JITNI BHI ROSHNI THI US SAY THI
MUSTAQIL ANDHAIRON MEIN AB UTAR GAYA HOUN MAIN
US KA SAATH JUB TAK THA RUNG RUNG MAUSAM THAY
BUS KHIZAAN KAY MANZAR MEIN AB THEHAR GAYA HOUN MAIN
BAAM-O-DAR BHI US KAY BAAD HO GAYAY HAIN YOUN KHAMOSH
AUR DIL ULAJHTA HAI JUB BHI GHAR GAYA HOUN MAIN
AAINA BHI HAIRAT SAY DAIKHTA HAI AB MUJH KO
KAUN AJNABI HAI YEH AUR KIDHAR GAYA HOUN MAIN
Anis Hasan
AIK GHAZAL
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
- -
- Posts: 40
- Joined: Sun Feb 06, 2005 8:38 pm
- Location: karachi
- Contact:
-
- -
- Posts: 518
- Joined: Sat Jan 01, 2005 3:18 pm
- Location: Fort Worth, Texas
- Contact:
Re: AIK GHAZAL
mukarramee Anis SaaHeb: aadaab!Anis Hasan wrote:Apni aik ghazal aap sub doston ki khidmat mein pesh kar raha houn apni aara say zaroor nawaziay ga.
DARD KI HAR IK HUD SAY AB GUZAR GAYA HOUN MAIN
PHIR KABHI NA SIMTOUN GA YOUN BIKHAR GAYA HOUN MAIN
MAUT BUS NAHEEN AATI ROOH KAY NIKALNAY SAY
ROOH MUJH MEIN BAQI HAI PHIR BHI MAR GAYA HOUN MAIN
ZINDAGI MEIN JITNI BHI ROSHNI THI US SAY THI
MUSTAQIL ANDHAIRON MEIN AB UTAR GAYA HOUN MAIN
US KA SAATH JUB TAK THA RUNG RUNG MAUSAM THAY
BUS KHIZAAN KAY MANZAR MEIN AB THEHAR GAYA HOUN MAIN
BAAM-O-DAR BHI US KAY BAAD HO GAYAY HAIN YOUN KHAMOSH
AUR DIL ULAJHTA HAI JUB BHI GHAR GAYA HOUN MAIN
AAINA BHI HAIRAT SAY DAIKHTA HAI AB MUJH KO
KAUN AJNABI HAI YEH AUR KIDHAR GAYA HOUN MAIN
Anis Hasan
aap kaa is bazm meN Khair-maqdam karte huwe mujh ko masarrat ho rahee hai. ummeed hai keh isee t^araH aap bazm kee raunaq baRhaate raheN ge. shukriyah.
aap kee Ghazal pasand aayee. saade alfaaz^ meN saade Khayaalaat pur-acar andaaz meN baaNdhe gaYe haiN. Ghazal aap kee mashq par daleel hai. daad qubool keejiYe.
aap ke is she'r par:

Molana Hali kaa ek she'r yaad aa gayaa:
tere jaate hee yeh kyaa ho gayee ghar kee Soorat?
nah woh deewaar kee Soorat hai nah dar kee Soorat!
Sarwar A. Raz "Sarwar"
yooN aur bohat a'ib haiN :Sarwar: meN wa-lekin
kambaKht muHabbat meN to yaktaa nazar aayaa
Sarwar A. Raz :Sarwar:

- sbashwar
- -
- Posts: 1654
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
- Do you know URDU language?: Yes
- Location: Hyderabad, India
- Contact:
Mohtaram Anis Hasan Saheb
DARD KI HAR IK HUD SAY AB GUZAR GAYA HOUN MAIN
PHIR KABHI NA SIMTOUN GA YOUN BIKHAR GAYA HOUN MAIN
Bohat achcha matla'a hai.
MAUT BUS NAHEEN AATI ROOH KAY NIKALNAY SAY
ROOH MUJH MEIN BAQI HAI PHIR BHI MAR GAYA HOUN MAIN
"Maut bus naheen aati rooh..... Bohat khoob, wah wah.
ZINDAGI MEIN JITNI BHI ROSHNI THI US SAY THI
MUSTAQIL ANDHAIRON MEIN AB UTAR GAYA HOUN MAIN
Bohat achcha sheir hai.
US KA SAATH JUB TAK THA RUNG RUNG MAUSAM THAY
BUS KHIZAAN KAY MANZAR MEIN AB THEHAR GAYA HOUN MAIN
Wah, wah kya kehne.
BAAM-O-DAR BHI US KAY BAAD HO GAYAY HAIN YOUN KHAMOSH
AUR DIL ULAJHTA HAI JUB BHI GHAR GAYA HOUN MAIN
Achcha sheir hai.
AAINA BHI HAIRAT SAY DAIKHTA HAI AB MUJH KO
KAUN AJNABI HAI YEH AUR KIDHAR GAYA HOUN MAIN
Daad aur mubarakbaad qubool kijiye.
Shukria
Salem Bashwar

سالم احمد باشوار
-
- -
- Posts: 40
- Joined: Sun Feb 06, 2005 8:38 pm
- Location: karachi
- Contact:
Re: AIK GHAZAL
Aap ki purkhuloos daad aur tehseen ka behud shukriya.Sarwar Raz wrote:mukarramee Anis SaaHeb: aadaab!Anis Hasan wrote:Apni aik ghazal aap sub doston ki khidmat mein pesh kar raha houn apni aara say zaroor nawaziay ga.
DARD KI HAR IK HUD SAY AB GUZAR GAYA HOUN MAIN
PHIR KABHI NA SIMTOUN GA YOUN BIKHAR GAYA HOUN MAIN
MAUT BUS NAHEEN AATI ROOH KAY NIKALNAY SAY
ROOH MUJH MEIN BAQI HAI PHIR BHI MAR GAYA HOUN MAIN
ZINDAGI MEIN JITNI BHI ROSHNI THI US SAY THI
MUSTAQIL ANDHAIRON MEIN AB UTAR GAYA HOUN MAIN
US KA SAATH JUB TAK THA RUNG RUNG MAUSAM THAY
BUS KHIZAAN KAY MANZAR MEIN AB THEHAR GAYA HOUN MAIN
BAAM-O-DAR BHI US KAY BAAD HO GAYAY HAIN YOUN KHAMOSH
AUR DIL ULAJHTA HAI JUB BHI GHAR GAYA HOUN MAIN
AAINA BHI HAIRAT SAY DAIKHTA HAI AB MUJH KO
KAUN AJNABI HAI YEH AUR KIDHAR GAYA HOUN MAIN
Anis Hasan
aap kaa is bazm meN Khair-maqdam karte huwe mujh ko masarrat ho rahee hai. ummeed hai keh isee t^araH aap bazm kee raunaq baRhaate raheN ge. shukriyah.
aap kee Ghazal pasand aayee. saade alfaaz^ meN saade Khayaalaat pur-acar andaaz meN baaNdhe gaYe haiN. Ghazal aap kee mashq par daleel hai. daad qubool keejiYe.
aap ke is she'r par:
BAAM-O-DAR BHI US KAY BAAD HO GAYAY HAIN YOUN KHAMOSH
AUR DIL ULAJHTA HAI JUB BHI GHAR GAYA HOUN MAIN
Molana Hali kaa ek she'r yaad aa gayaa:
tere jaate hee yeh kyaa ho gayee ghar kee Soorat?
nah woh deewaar kee Soorat hai nah dar kee Soorat!
Sarwar A. Raz "Sarwar"
-
- -
- Posts: 40
- Joined: Sun Feb 06, 2005 8:38 pm
- Location: karachi
- Contact:
Re: AIK GHAZAL
Aap nay sahi likha hai keh buhat hi dard say bharpoor ghazal hai. Abhi haal hi mein mujh par 2 azeem sadmay guzray hain 6 maheenay qabl meri walida ka inteqal hua aur sirf 2 maheenay baad hi meri rafeeq-e-jaan meri ahlia ka bhi inteqal ho gaya so yeh ghazal meray qalbi jazbaat ka izhar hai.sara_j wrote:Anis Hasan sahib,Anis Hasan wrote:Apni aik ghazal aap sub doston ki khidmat mein pesh kar raha houn apni aara say zaroor nawaziay ga.
DARD KI HAR IK HUD SAY AB GUZAR GAYA HOUN MAIN
PHIR KABHI NA SIMTOUN GA YOUN BIKHAR GAYA HOUN MAIN
MAUT BUS NAHEEN AATI ROOH KAY NIKALNAY SAY
ROOH MUJH MEIN BAQI HAI PHIR BHI MAR GAYA HOUN MAIN
ZINDAGI MEIN JITNI BHI ROSHNI THI US SAY THI
MUSTAQIL ANDHAIRON MEIN AB UTAR GAYA HOUN MAIN
US KA SAATH JUB TAK THA RUNG RUNG MAUSAM THAY
BUS KHIZAAN KAY MANZAR MEIN AB THEHAR GAYA HOUN MAIN
BAAM-O-DAR BHI US KAY BAAD HO GAYAY HAIN YOUN KHAMOSH
AUR DIL ULAJHTA HAI JUB BHI GHAR GAYA HOUN MAIN
AAINA BHI HAIRAT SAY DAIKHTA HAI AB MUJH KO
KAUN AJNABI HAI YEH AUR KIDHAR GAYA HOUN MAIN
Anis Hasan
adaab arz hai.
bohat arse baad tashreef laaye hain isliye welcome back !
shayed ye aapki is site per doosri ghazal hai, bohat hi dard se bharpoor.
balkeh har shair jaise humare dil ki awaaz hai.
DARD KI HAR IK HUD SAY AB GUZAR GAYA HOUN MAIN
PHIR KABHI NA SIMTOUN GA YOUN BIKHAR GAYA HOUN MAIN
MAUT BUS NAHEEN AATI ROOH KAY NIKALNAY SAY
ROOH MUJH MEIN BAQI HAI PHIR BHI MAR GAYA HOUN MAIN
ZINDAGI MEIN JITNI BHI ROSHNI THI US SAY THI
MUSTAQIL ANDHAIRON MEIN AB UTAR GAYA HOUN MAIN
US KA SAATH JUB TAK THA RUNG RUNG MAUSAM THAY
BUS KHIZAAN KAY MANZAR MEIN AB THEHAR GAYA HOUN MAIN
BAAM-O-DAR BHI US KAY BAAD HO GAYAY HAIN YOUN KHAMOSH
AUR DIL ULAJHTA HAI JUB BHI GHAR GAYA HOUN MAIN
AAINA BHI HAIRAT SAY DAIKHTA HAI AB MUJH KO
KAUN AJNABI HAI YEH AUR KIDHAR GAYA HOUN MAIN
wah waah! bohat khoob har shair per dili daad
qubool keejiye. aapki aur tehreeron ka intezar rahega.
mukhlis
sara
Aap ki daad ka buhat shukriya.
-
- -
- Posts: 40
- Joined: Sun Feb 06, 2005 8:38 pm
- Location: karachi
- Contact:
Har shair ko bharpoor tawajah say parhnay aur daad dainay par aap ka mashkoor houn.sbashwar wrote:Mohtaram Anis Hasan Saheb