Ghazal - Jhatak diya......!!

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
User avatar
munir-armaan-nasimi
-
-
Posts: 460
Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
Location: INDIA
Contact:

Ghazal - Jhatak diya......!!

Post by munir-armaan-nasimi »

Urdubandhan ke Sukhanwar Dosto,

Salam-o-Rehmat...!! Ek Adna si koshish... aap kii khidmat main pesh karne ki saadat hasil kar raha hoon.

Umeed ke apni giraan-qadr aara se nawaz kar shukriya ada karne ka mauqa inayat farmayenge.

Aap ka apna,

Munir Armaan Nasimi
Attachments
Ghazal-Jhatak-Diya.gif
Ghazal-Jhatak-Diya.gif (11.87 KiB) Viewed 114 times
Sohail Malik
-
-
Posts: 124
Joined: Sun Apr 08, 2007 11:51 am

Post by Sohail Malik »

munir saaheb
assalam o alaekum

aap ki ghazal mazmun kay etebaar say to bohat achi hay albata tekneeki lihaaz say kuch jaghoN per wazan ka masala lag raha hay.

wassalam

sohail malik
User avatar
munir-armaan-nasimi
-
-
Posts: 460
Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
Location: INDIA
Contact:

Post by munir-armaan-nasimi »

Beradaram Sohail Saheb,

armaan-nawazi ka tah-e-dil se shukr guzaar hoon. Magar Bhai jaan.... kahaan kahaan wazan se kam ho gaya hoon agar aap islah nahiin karenge to main seekhoonga kaise...??? Plz. mujhe wapasi daak se islah se nawazein, mamnoon rahoonga.

Aap ka bhai,

Munir Armaan
Iss Dil Main ARMAAN Bahut Hain
Ek Hai Ghar Mehmaan Bahut Hain

MUNIR ARMAAN NASIMI
INDIA.
Post Reply