Apne ek tukbundi ap ke khidmat mein peesh kar raha hoon.

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
Adaab Bard jee...Sab se pehle to aap ka bahut sukriya jo aapne hamare kehne pe is tarahi misre pe ghazal likhi aur khoob likhi,,,guzaarish hai ke aap ROMAN mein bhi ghazal post kar dein taakeh hum sheron ko quote karke apni raaye de sakein..shukriya...aur han khushaamadeed bzm mein:)
ahem ahem achhabard wrote:
Sunna hay kay wo mere ghar aa rahe hain
Na pane pay maqsood ham pa rahe hain
aaiye tab bataate haiNBa uz o sharaf aj bulwa rahe hain
Takalaf ye keyon ap farma rahe hain
wah saadi magar acchi girah hai!!!"muHabbat meN yeh kiya maqaam aa rahe haiN"
Kay khud ko ganwan kay tujhe pa rahe hain
jee beshak....Yeh dunya tu hay assal mein qeed khana
Jahan katay apne saza ja rahe hain
aah kya baat keh di aapne.....wah....Hain logon mein mashoor jo parsa say
Wohii hain wohii ju sitam dha rahe hain
ghazal ka bahut khoobsurat sher hai....daad pesh hai...Keyon day kar gaye the mujhe wo dilasa?
Jo ab un kay khat munquta aa rahe hain
ye kabeeda kabeeda kya hota hai??hmmm??Yunhe doostana murrawat he rakhlain
Kabeeda kabeeda say ham aa rahe hain
oye hoye...kya kehne..wah wah...Jo hotay na hum tu sitam hote kis par
Kay hone ke khatir mitay ja rahe hain
rabt samajh nahi aaya misron meiN :?Tere zindage mein ujala hay lekin
Hujoom e raqeeban say ghabra rahe hain
sahi aisa hi hota hai aksar....Mere dil kii baste mein bastein the yadein
Magar eik lamhay mein wo dha rahe hain
accha aap ko pehle se pata hai..aap kahin najoomi to nahiyahii kal ko tuhmat darhein ge hazooron
Ye Jo aj ham ko buhut bha rahe hain
ok ok sher hai....
Unhein pher say hoga banana tamasha
Hamein wo jo mehfil mein bulwa rahe hain
ye sher bhi kuch theek se samajh nahi aayaKahan apnii marzii say kuch karnay paye
Khushe ka he dhoka jo ham kha rahe hain