Moa'azziz Khawaateen-o-HaZ^araat
aadaab-o-tasleemaat! :rose
Guzarish#29 Jun, 2007 ke liye miSra'-e-t^arH pesh-e-khidmat hai. mulaHiZ^ah farmaiye.
"tamaam U'mr Guzaree hai raaei'gaN maiN neY"
Shae'ir, Janaab-e-Anwar Badauni.
Sadr-e-Mushaae'rah, Ustaad-e-Sukhan Janab Abdullah Nazir.
Mehmaan-e-khuSuSee, mo'tabar Shaae'ir Janaab-e-Sarwar A'alam Raz Sarwar.
BeHer kee yeh shakl beHer-e-Mujtac makhbon meHz^of maqt^o' kehlaatee hai.
mu faa e' lun.....fa e' laa tun.......mu faa e' lun......fao' lun.
1212.....1122......1212......22
slsl........ssll.........slsl........ll
//0//0....///0/0.....//0//0..../0/0
Qawafi, raei'gaaN, gulsitaaN, baaGhbaaN, namkdaaN, daastaaN, mehrbaaN WaGhaerah.
Radeef, maiN neY.
Mujhe Qawee ummeed hai keh aap sab dost diye gaeY t^arHee miSra' par t^aba' Aazmaa kar khaadim ko shukriyah adaa karne kaa maoqa' faraham kareeN geY.
Aap kaa khaadim
muz^affar A Muz^affar
t^arHee miSra' Guzarish#29 Jun, 2007 pesh-e-khidmat hai.
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
- -
- Posts: 1258
- Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
- Location: London, England
- Contact:
t^arHee miSra' Guzarish#29 Jun, 2007 pesh-e-khidmat hai.
Last edited by Muzaffar Ahmad Muzaffar on Fri Jun 29, 2007 10:16 pm, edited 1 time in total.
- muhammad_19k
- -
- Posts: 540
- Joined: Wed Nov 22, 2006 8:36 am
- Location: Lahore
- Contact:
shurakaa-e-moshairaa
URDUBANDHAN.COM ki jaanib se ab tak ke shurkaa e mushairaa
June 01, 2007---Janab Jawaid Badaui SaHeb - http://forum.urdubandhan.com/phpBB2/vie ... php?t=4613
June 04, 2007---Janab Haamid Baaqri SaHeb - http://forum.urdubandhan.com/phpBB2/vie ... php?t=4630
June 04, 2007---Janab Muzaffar Ahmed Muzaffar SaHeb - http://forum.urdubandhan.com/phpBB2/vie ... php?t=4635
June 07, 2007---Janab Muhammad K. Siddiqui SaHeb - http://forum.urdubandhan.com/phpBB2/vie ... php?t=4646
June 08, 2007--- Janab Muzaffar Ahmed Muzaffar SaHeb - http://forum.urdubandhan.com/phpBB2/vie ... 1&forum=20
ka teh e dil se shukriyaa adaa kiyaa jaataa hai. ham umeed karte haiN ke aap farogh e urdu ke leeaye issi taraH baRh chaRh kar HiSSa laite rahaiN ge.
Shukriyaa.

Last edited by muhammad_19k on Sat Jun 09, 2007 4:40 am, edited 3 times in total.
-
- -
- Posts: 1258
- Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
- Location: London, England
- Contact:
- muhammad_19k
- -
- Posts: 540
- Joined: Wed Nov 22, 2006 8:36 am
- Location: Lahore
- Contact:
Janab Muzaffar Ahmed Muzaffar SaHeb
ko doosri ghazal paish karne par mubarakabaad. Muzaffar SaHeb ki ghazal ka link ye hai,
http://forum.urdubandhan.com/phpBB2/vie ... 1&forum=20

- Posts: 810
- Joined: Sat Jan 01, 2005 5:38 am
- Contact:
-
- -
- Posts: 1258
- Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
- Location: London, England
- Contact:
Aadaab!
jin ko shaadiyaaN karne kee taofeeQ mile unhooN ne shaadiyaaN keeN.
aor ham jaese jin ko yeh taofeeQ nah mil sakee to baqadr-e-taofeeQ GhaZal keh lete haiN.
wohee baat jo pehle a'rZ^ kee thee keh agar meree teen beewiyaaN hoteeN to phir teen teen GhaZal nah kehtaa........yeh GhaZleeN darSl eHsaas-e-meHroomi kaa iz^haar hee to hai.
agar koee meree teen shadiyaaN karwaa de to maiN teen teen GhaZleeN kehnaa chooR detaa hooN.
lekin teen bewiyooN ke hone se she'er kehnaa tark naheeN karooN gaa. is liye keh apnaa :marciyah: kehne kee Z^arurat to qadam qadam par rahe gee.
Muz^affar