Tanwir Phool Saheb aor Pinhan Saheba ki Ghazlain

Aapus kii baat cheet aur shikwa shikayat
Post Reply
raushanjahan
-
-
Posts: 49
Joined: Sun Oct 31, 2010 6:06 am
Contact:

Tanwir Phool Saheb aor Pinhan Saheba ki Ghazlain

Post by raushanjahan »

:salaam:
"Chahar Su" ke taza shumare (July,2013) main Pinhan Saheba ki
ghazal dekhi , paDh kar khayal aaya ke kuchh misre pahle bhi nazar
se guzre hain , phir yaad aa geya ke woh Tanwir Phool Saheb ki ghazal
thi jo March,2009 main "Rang-e-adab" main chhapi thi , is ke elawah woh
kai risalon aor akhbaron (jin main monthly "Rabta International" bhi shamil hai)
aor websites par chhap chuki hai. Kai misre mil rahe hain.Tanwir Saheb ki ghazal
ke matla ka pahla misra aur "tamasha-e-ahl-e-sitam" wala misra' to hu-ba-hu
Pinhan Saheba ki ghazal main duhraya geya hai. Maloom naheen yeh ittefaq hai yaa ??
Rang-e-Adab.jpg
Rang-e-Adab.jpg (49.46 KiB) Viewed 1290 times
Rang-e-Adab-Ghazal.jpg
Rang-e-Adab-Ghazal.jpg (56.11 KiB) Viewed 1290 times
ChahaarSu-July-August2013.png
ChahaarSu-July-August2013.png (21.43 KiB) Viewed 1290 times
ChahaarSu-July-August2013-fehrist.png
ChahaarSu-July-August2013-fehrist.png (50.57 KiB) Viewed 1290 times
ChahaarSu-July-August2013-page76-Ghazal.png
ChahaarSu-July-August2013-page76-Ghazal.png (44.03 KiB) Viewed 1290 times
Tanwir Phool
-
-
Posts: 2216
Joined: Sun May 30, 2010 5:06 pm
Contact:

Re: Tanwir Phool Saheb aor Pinhan Saheba ki Ghazlain

Post by Tanwir Phool »

:walikum:
Shukriyaa Raushan Jahan Saheba
Aap bahut gahri naZar rakhti haiN , Khush rahi'ey
Tanwir Phool
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.abitabout.com/Tanwir+Phool
http://duckduckgo.com/Tanwir_Phool
http://www.allaboutreligions.blogspot.com
sarwar
nau-waarid
Posts: 13
Joined: Tue Mar 15, 2011 12:29 am
Contact:

Re: Tanwir Phool Saheb aor Pinhan Saheba ki Ghazlain

Post by sarwar »

:walikum2:
Bohat Khoob Raushan Jahan sahiba
Waise yeh baat bohat afsosnak hai.Aap ne pahle
bhi aik aesi harkat pakDi thi jo isi website par
maujood hai, click kar ke dekhiey :
viewtopic.php?f=17&t=7541
Khaksar : Sarwar
Post Reply