Shair ka jawab shair main dejeye
Shair ka jawab shair main dejeye
assalamalikum
ham apni is Anjuman main aik or thread ka izafa kartay hain is main aap ko ashar hi likhnay hain or aglay member ko us shair kay jawab main koi shair likhna hoo ga theek hai ?
yeh koi naya sisila nahi hai sab ko ata hoo ga kay kaisay kheelna hai yeh
aisay threads say humaye kafi kuch seekhnay ko milta hai
to chlian janab sab say pehlaye main shuru karti houn
Aap aye bazm main itna to Meer nay deekha
pher is kay bas charaghoun main roushni na rahi

-
- -
- Posts: 219
- Joined: Thu Dec 16, 2004 4:12 am
- Location: Doha Qatar
- Contact:
assalam-o-alaikum
bahot acha silsila hai, bas she'r likhte vaqt is baat ka khayaal rakha jaaye ke javaaban jo she'r likha jaa rahaa hai, us ka koi na koi rabt pichle she'r se hona chaahiye :)
lijiye aap ke javaab meiN she'r Haazir hai :
maiN chalaa hooN tiree bazm se is tarHa
zakhm khaate hue, gham uThaate hue

Mire ash'aar ae Iqbal kyuN pyaare na hoN mujhko
mire TooTe hue dil ke ye dard.angez naale haiN
mire TooTe hue dil ke ye dard.angez naale haiN
- Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
- Contact:
Ham bhoolne waalaoN
Ham bhoolne waalaoN ko bhulaadete heiN lekin
dete heiN jo toHfah, kabhii waapus nahiN lete.
Nazir.
-
- -
- Posts: 219
- Joined: Thu Dec 16, 2004 4:12 am
- Location: Doha Qatar
- Contact:
- Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
- Contact:
javab
Kisko hei khauf-e-kharzaar-e-alam
jab miraa ghamguzaar baaqii hei.
Nazir.
-
- -
- Posts: 1173
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
- Location: Kitchener, Ontario, Canada
- Contact:
- Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
- Contact:
javaab
saaqi kii ek nigaah ne, mastiy-e-umr bakhsh dii
jaane kidhar ko rind ne, baadah o jaam rakh diyaa.
Nazir.
-
- -
- Posts: 1173
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
- Location: Kitchener, Ontario, Canada
- Contact:
- Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
- Contact:
Javaab
"binaay-e-kaAbah paRti hei jahaaN ham khisht-e-khum rakhdeN
jahaaN saaghar paTak deN chashma-e-zam-zam ubaltaa hei."
Nazir.
-
- -
- Posts: 1173
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
- Location: Kitchener, Ontario, Canada
- Contact:
-
- -
- Posts: 1173
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
- Location: Kitchener, Ontario, Canada
- Contact:
- Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
- Contact:
javaab
"MuHabbat ko muHabbat kii nishaani kaun kehtaa hei
tiri kaafir javaani ko javaani kaun kehtaa hei".
Nazir
-
- -
- Posts: 1173
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
- Location: Kitchener, Ontario, Canada
- Contact:
-
- -
- Posts: 1173
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
- Location: Kitchener, Ontario, Canada
- Contact: