EK GAZAL: mat uTha apne aastaane se=G4
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
EK GAZAL: mat uTha apne aastaane se=G4
sathiyo
aadaab
tarahii ghazal g/4 k saath hazir hooN.asaatizah ki aa,raa, ki muntazir rahoongii.

- Attachments
-
- mat uThaa apne aastaane se-g4==.gif (11.5 KiB) Viewed 874 times
Last edited by najma on Thu Apr 14, 2005 9:02 am, edited 1 time in total.
-
- -
- Posts: 338
- Joined: Thu Dec 16, 2004 7:54 pm
-
- -
- Posts: 1173
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
- Location: Kitchener, Ontario, Canada
- Contact:
salaam Najma saaHiba,
aapkii taraHii Ghazal nazar_guzar huii aur maiN ne ise bahot bahot pasand kiyaa...aasaan zabaan aur seedhe andaaz meN apnii fikr ko she'rii jaama pahnaane meN aap kaamiyaab rahii haiN. sabhi ash'aar ek hii paaye ke haiN, ya'ni sabhi achchhe haiN.
aazmaaye ko aazmaane se!
hmmm...yaqeenan!
aazmooda ra aazmoodan, jehl ast
Hashmat

tahira Masood wrote:waaaah waaaaaaah waaaaah =D> =D> =D>
Mashallah!! subHaan Allah
aik aik sh'er daad kaa mustaHq hai. Najma ji aap ne tau meHfil loot li hai.
kayaa baat hai. dilee daad -o-teHseen qabul fermaaiN.
wassalam
tahira sahiba!!!!!!!!!!!!
aap ko itneeeeeeeee pasand aaeeeeeeeeeeee
bohat bohat aur bohat hi shukriya tahira!
sada khush rahiye
-
- -
- Posts: 40
- Joined: Sun Feb 06, 2005 8:38 pm
- Location: karachi
- Contact:
Re: EK GAZAL: mat uTha apne aastaane se=G4
Mohtarma Najma sahiba aap nay tarahee misray par buhat umdah ghazal likhi hai. Waisay tu tamam hi ashaar buhat achay hain taham shair no.2, 4 aur 6 khusisiat kay saath lajawab hain meri daad qabool kijiyay.najma wrote:sathiyo
aadaab
tarahii ghazal g/4 k saath hazir hooN.asaatizah ki aa,raa, ki muntazir rahoongii.
Re: EK GAZAL: mat uTha apne aastaane se
sara_j wrote:waah najma ji! asatiza tou aate rahenge lekin humaari daad qubool keejiye :rose .najma wrote:sathiyo
aadaab
tarahii ghazal g/4 k saath hazir hooN.asaatizah ki aa,raa, ki muntazir rahoongii.
bhai waah bohat khoob ghazal, maqta tou bohat hi zabardast hai.
sara j!
itni zabar dast daad ke liyey zabar dast shukriya bhi to wusool kijiye
-
- -
- Posts: 219
- Joined: Thu Dec 16, 2004 4:12 am
- Location: Doha Qatar
- Contact:
Re: EK GAZAL: mat uTha apne aastaane se=G4
TooT jaataa hai shisha.e.dil bheenajma wrote:sathiyo
aadaab
tarahii ghazal g/4 k saath hazir hooN.asaatizah ki aa,raa, ki muntazir rahoongii.
aik ummeed TooT jaane se
waah, Najma jee, aap ne buhat khoob ghazal kahee hai.
ye she'r buhat pasaNd aayaa,
daad qubool kijiye!
mukhliS
Naheed
p.s. aap kaa ye she'r paRh kar be.ikhteyaar gaanaa yaad aa geyaa "sheesha ho yaa dil ho aakhir TooT jaataa hai :) "
Hashmat Usmani wrote:salaam Najma saaHiba,
aapkii taraHii Ghazal nazar_guzar huii aur maiN ne ise bahot bahot pasand kiyaa...aasaan zabaan aur seedhe andaaz meN apnii fikr ko she'rii jaama pahnaane meN aap kaamiyaab rahii haiN. sabhi ash'aar ek hii paaye ke haiN, ya'ni sabhi achchhe haiN.
aazmaaye ko aazmaane se!
hmmm...yaqeenan!
aazmooda ra aazmoodan, jehl ast
Hashmat
bohat shukriya is hausla afzaaee aur pasandeedgii ka, biradaram!
mamnoon hooN
khair andesh
najma
Re: EK GAZAL: mat uTha apne aastaane se=G4
Anis Hasan wrote:Mohtarma Najma sahiba aap nay tarahee misray par buhat umdah ghazal likhi hai. Waisay tu tamam hi ashaar buhat achay hain taham shair no.2, 4 aur 6 khusisiat kay saath lajawab hain meri daad qabool kijiyay.najma wrote:sathiyo
aadaab
tarahii ghazal g/4 k saath hazir hooN.asaatizah ki aa,raa, ki muntazir rahoongii.
anis hasan sahib!
aapki be-had mamnoon hooN keaap ne meri kawish pasand kii.
shukriya qubool farmaiye
aur khush rahiye
- Mahtab Qadr
- -
- Posts: 559
- Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
- Location: Jeddah Saudi Arabia
- Contact:
waah waah
waah waah Najma sahiba aapka aik aik sher murassa hai, aur aapki kuhnamashqi ka suboot bhi. bahut khooob .
Re: EK GAZAL: mat uTha apne aastaane se=G4
naheedv wrote:TooT jaataa hai shisha.e.dil bheenajma wrote:sathiyo
aadaab
tarahii ghazal g/4 k saath hazir hooN.asaatizah ki aa,raa, ki muntazir rahoongii.
aik ummeed TooT jaane se
waah, Najma jee, aap ne buhat khoob ghazal kahee hai.
ye she'r buhat pasaNd aayaa,
daad qubool kijiye!
mukhliS
Naheed
p.s. aap kaa ye she'r paRh kar be.ikhteyaar gaanaa yaad aa geyaa "sheesha ho yaa dil ho aakhir TooT jaataa hai :) "
naheed v sahiba
bohat shukriya ke apko meri ye ghazal pasand aaee.
hausla afzaaee ke liye mamnoon hooN.
khush rahiye
najma
Re: EK GAZAL: mat uTha apne aastaane se=G4
naheedv wrote:TooT jaataa hai shisha.e.dil bheenajma wrote:sathiyo
aadaab
tarahii ghazal g/4 k saath hazir hooN.asaatizah ki aa,raa, ki muntazir rahoongii.
aik ummeed TooT jaane se
waah, Najma jee, aap ne buhat khoob ghazal kahee hai.
ye she'r buhat pasaNd aayaa,
daad qubool kijiye!
mukhliS
Naheed
p.s. aap kaa ye she'r paRh kar be.ikhteyaar gaanaa yaad aa geyaa "sheesha ho yaa dil ho aakhir TooT jaataa hai :) "
naheedv sahiba!
aoa
is khoobsoorat hausla-afzaaee ke liye be-had mamnoon hooN.
((p.s. aap kaa ye she'r paRh kar be.ikhteyaar gaanaa yaad aa geyaa "sheesha ho yaa dil ho aakhir TooT jaataa hai :) "[/quote]))
mujhe gane yaad hi nahi rehte aur acha laga keh mere she,r par aap ni kisi achay shair ke gane ke she,r ka hawala diya
khair andesh
najma
Last edited by najma on Sat May 21, 2005 1:50 am, edited 1 time in total.
Najma SaaHiba, aadaab :)
janaab , aap ki konsee aisee Ghazal hai jo zehn-0-dil par qayaamat na Dhaati ho ?
aap ka jitnaa bhi kalaam abtak nazar se guzraa hai , ham Sirf masHoor hi hote rahe , aek aek she'ar dil maiN utar jaataa hai !!
aap ki ye Ghazal bhi qayaamat-khez hai !! , tamaam ash'aar hi Ghazab k haiN , meeri jaanib se daad qabool kejeye. shukriya
moKhliS: Zia Baloch

Dikhaadi shaan, phir ahl-e-chaman ko, Be-niyaazi ki
Khamoshi se jhatak kar, aaj phir, dast-e-sabaa maiN ne
Zia Baloch