kyaa alam dil ko jo jii ayaa karein
tera apna jab kabhii ayaa karein
terii hastii ke nishaan hain ja bajaa
bhoolne kyonkar tujhe da'awah karein
tu hi har ja aastaaN dair-o-haram
kis ko chhoRein aur kise puujaa karein
bhuulane kehte ho aur marna mana'a
tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein
yoon bhii ho fursat mayassar tu bhii aur
saamne biThlaa tujhe dekha karein
rang-saarii-ye-chaman tujh se 'ayaaN
phool baaGhon mein tiraa charchaa karein
tum se raghwat aur lagaawat ke 'ewaz
ham bhii itraate phirein mehka karein
jaagate hon to tassawar jaaN liye
khwaab bhar aankhon usay soyaa karein
mar bhii jaayein tujh pe hi marne to hain
jeenaa hai tere liye jiiyaa karein
zakhm lein terii nazar ka baar ho
yaad ke dhaage ko le siiyaa karein
terii mahtaabii pe hi hoga zarar
chaaNdanii raatein aur ham royaa karein
zaamin[/b]
tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein;guz #5
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein;guz #5
Last edited by zaamin on Tue May 17, 2005 8:09 pm, edited 1 time in total.
Re: tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein;guz #5
aadaab,zaamin wrote:kyaa azar dil ko jo jii ayaa karein
tera apna jab kabhii ayaa karein
terii hastii ke nishaan hain ja bajaa
bhoolne kyonkar tujhe da'awah karein
tu hi har ja aastaaN dair-o-haram
kis ko chhoRein aur kise puujaa karein
bhuulane kehte ho aur marna mana'a
tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein
yoon bhii ho fursat mayassar tu bhii aur
saamne biThlaa tujhe dekha karein
rang-saarii-ye-chaman tujh se 'ayaaN
phool baaGhon mein tiraa charchaa karein
tum se raghwat aur lagaawat ke 'ewaz
ham bhii itraate phirein mehka karein
jaagate hon to tassawar jaaN liye
khwaab bhar aankhon usay soyaa karein
mar bhii jaayein tujh pe hi marne to hain
jeenaa hai tere liye jiiyaa karein
zakhm lein terii nazar ka baar ho
yaad ke dhaage ko le siiyaa karein
terii mahtaabii pe hi hoga zarar
chaaNdanii raatein aur ham royaa karein
zaamin[/b]
ghazal mujhe achi baqi, par pehla shair kuch waa'zay keejeeye plz....
khair andesh,
crcd
kyaa azar dil ko jo jii ayaa karein
tera apna jab kabhii ayaa karein
kya?[ kiya?] azaar [takleef?]
tera apna jab kabhi ayaa karey? karein?
Re: tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein;guz #5
ji crcd jicrcd wrote:aadaab,zaamin wrote:kyaa azar dil ko jo jii ayaa karein
tera apna jab kabhii ayaa karein
terii hastii ke nishaan hain ja bajaa
bhoolne kyonkar tujhe da'awah karein
tu hi har ja aastaaN dair-o-haram
kis ko chhoRein aur kise puujaa karein
bhuulane kehte ho aur marna mana'a
tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein
yoon bhii ho fursat mayassar tu bhii aur
saamne biThlaa tujhe dekha karein
rang-saarii-ye-chaman tujh se 'ayaaN
phool baaGhon mein tiraa charchaa karein
tum se raghwat aur lagaawat ke 'ewaz
ham bhii itraate phirein mehka karein
jaagate hon to tassawar jaaN liye
khwaab bhar aankhon usay soyaa karein
mar bhii jaayein tujh pe hi marne to hain
jeenaa hai tere liye jiiyaa karein
zakhm lein terii nazar ka baar ho
yaad ke dhaage ko le siiyaa karein
terii mahtaabii pe hi hoga zarar
chaaNdanii raatein aur ham royaa karein
zaamin[/b]
ghazal mujhe achi baqi, par pehla shair kuch waa'zay keejeeye plz....
khair andesh,
crcd
kyaa azar dil ko jo jii ayaa karein
tera apna jab kabhii ayaa karein
kya?[ kiya?] azaar [takleef?]
tera apna jab kabhi ayaa karey? karein?
azar ko aap kih rai mutabiq theekkar diyaa hai;azaar behr ke mutabiq na chalega;
kyaa ke k per harkat nahin aa saktii ;k is lafz main saakin hai;aur karein ka matlab jahaan yeh hai kih yeh jo mera dil hai,tera apna hai,jab chaho chale aayo;aur tarahi misra bhii yahii demand karta hai
aap ki paziraaii ke liye mamnoon hoon
zaamin
Re: tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein;guz #5
achi koshish hay, zaminsahib!zaamin wrote:kyaa alam dil ko jo jii ayaa karein
tera apna jab kabhii ayaa karein
terii hastii ke nishaan hain ja bajaa
bhoolne kyonkar tujhe da'awah karein
tu hi har ja aastaaN dair-o-haram
kis ko chhoRein aur kise puujaa karein
bhuulane kehte ho aur marna mana'a
tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein
yoon bhii ho fursat mayassar tu bhii aur
saamne biThlaa tujhe dekha karein
rang-saarii-ye-chaman tujh se 'ayaaN
phool baaGhon mein tiraa charchaa karein
tum se raghwat aur lagaawat ke 'ewaz
ham bhii itraate phirein mehka karein
jaagate hon to tassawar jaaN liye
khwaab bhar aankhon usay soyaa karein
mar bhii jaayein tujh pe hi marne to hain
jeenaa hai tere liye jiiyaa karein
zakhm lein terii nazar ka baar ho
yaad ke dhaage ko le siiyaa karein
terii mahtaabii pe hi hoga zarar
chaaNdanii raatein aur ham royaa karein
zaamin[/b]
allaah kare zor-e-qalam aur ziyada
khush rahiye
Re: tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein;guz #5
mohtaram najma sahiba:najma wrote:achi koshish hay, zaminsahib!zaamin wrote:kyaa alam dil ko jo jii ayaa karein
tera apna jab kabhii ayaa karein
terii hastii ke nishaan hain ja bajaa
bhoolne kyonkar tujhe da'awah karein
tu hi har ja aastaaN dair-o-haram
kis ko chhoRein aur kise puujaa karein
bhuulane kehte ho aur marna mana'a
tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein
yoon bhii ho fursat mayassar tu bhii aur
saamne biThlaa tujhe dekha karein
rang-saarii-ye-chaman tujh se 'ayaaN
phool baaGhon mein tiraa charchaa karein
tum se raghwat aur lagaawat ke 'ewaz
ham bhii itraate phirein mehka karein
jaagate hon to tassawar jaaN liye
khwaab bhar aankhon usay soyaa karein
mar bhii jaayein tujh pe hi marne to hain
jeenaa hai tere liye jiiyaa karein
zakhm lein terii nazar ka baar ho
yaad ke dhaage ko le siiyaa karein
terii mahtaabii pe hi hoga zarar
chaaNdanii raatein aur ham royaa karein
zaamin[/b]
allaah kare zor-e-qalam aur ziyada
khush rahiye
aap ne waqt nikala aur merii is koshish ko parhaa aur apni rae dii,mamnoon hoon;aainda bhiaa rahnumaaii ata farmaate rahein
zaamin
Re: tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein;guz #5
zaamin wrote:mohtaram najma sahiba:najma wrote:achi koshish hay, zaminsahib!zaamin wrote:kyaa alam dil ko jo jii ayaa karein
tera apna jab kabhii ayaa karein
terii hastii ke nishaan hain ja bajaa
bhoolne kyonkar tujhe da'awah karein
tu hi har ja aastaaN dair-o-haram
kis ko chhoRein aur kise puujaa karein
bhuulane kehte ho aur marna mana'a
tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein
yoon bhii ho fursat mayassar tu bhii aur
saamne biThlaa tujhe dekha karein
rang-saarii-ye-chaman tujh se 'ayaaN
phool baaGhon mein tiraa charchaa karein
tum se raghwat aur lagaawat ke 'ewaz
ham bhii itraate phirein mehka karein
jaagate hon to tassawar jaaN liye
khwaab bhar aankhon usay soyaa karein
mar bhii jaayein tujh pe hi marne to hain
jeenaa hai tere liye jiiyaa karein
zakhm lein terii nazar ka baar ho
yaad ke dhaage ko le siiyaa karein
terii mahtaabii pe hi hoga zarar
chaaNdanii raatein aur ham royaa karein
zaamin[/b]
allaah kare zor-e-qalam aur ziyada
khush rahiye
aap ne waqt nikala aur merii is koshish ko parhaa aur apni rae dii,mamnoon hoon;aainda bhiaa rahnumaaii ata farmaate rahein
zaamin
jii zaroor insha allaah
aap bhi zaroor apni nigarishaat se nawazte rahiye
khush rahiye