Search found 28 matches
- Wed May 09, 2007 9:32 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: ManzilieiN mil jaeiN gi
- Replies: 9
- Views: 1201
Mohtrim Suhail Malik sb, Assalam o allaikum! HoSla afzayee ka shukriya,Ap issi taraH HoSla afzayee farmatey rahey tau zaroor likh paooN ga issi taraH in sha Allah. w.s Akif Ghani Aakif Saaheb MashaAllah beyhad khubsurat, nihaet bamaqsad aur haqeeqat kay akas ashar kehay haiN aap nay. Is qadr maani ...
- Wed May 09, 2007 1:32 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: ManzilieiN mil jaeiN gi
- Replies: 9
- Views: 1201
Munir Arman Naseemi jee, Adab o tasleemat! Ap ka mamnoon hooN keh apney hoSla afzayee farmayee. Dua go Akif Ghani Paris Beradaram Akif Saheb, Salam-o-Rehmat..!! Khubsoorat aur Dilkash Ghazal pe Daad hazir-e-khidmat hai Qobool karein. Maqta ka sher bahut hi achcha hai. Agar main usko aise padhoon to ...
- Wed May 09, 2007 1:30 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: ManzilieiN mil jaeiN gi
- Replies: 9
- Views: 1201
Khawar Sb, Sallam o dua! Yeh apki mohabbat hai keh ap ney meri ghazal ko pasand kiya.Mamnoon hooN. Khair andesh Akif Ghani MOHTARAM JANAB AKIF SAHEB, kahiaye kaise mizaaj haiN? aik aor khoobSoorat takhleeq par mirii taraf se bhi mubarakbaad qabool kijiaye. maqt'a sub ashaar se zyadaa mutaCir kun ...
- Thu May 03, 2007 6:47 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: ManzilieiN mil jaeiN gi
- Replies: 9
- Views: 1201
Re: ManzilieiN mil jaeiN gi
Shumaila jee,
Adaab!
Ghazal ki pasandeedagi par shukarguzar hooN.
w.s
Akif Ghani
Adaab!
Ghazal ki pasandeedagi par shukarguzar hooN.
w.s
Akif Ghani
akifghani wrote:Yaran e UrduBandhan,
Adab o tasleemat!
ThoRey se waqfey key bad aj phir HaZir ho raha hooN apni aik ghazal ley kar.Apki raey mere liey mo'tbar hogi.
w.s
Akif Ghani Malik[align=center][/align]
- Thu May 03, 2007 6:46 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: ManzilieiN mil jaeiN gi
- Replies: 9
- Views: 1201
Re: ManzilieiN mil jaeiN gi
Sara jee, salam o adab key bad apkey shukriey ka shukria ada karta hooN.Ghazal pasand ayee.Shukriya. w.s Akif Yaran e UrduBandhan, Adab o tasleemat! ThoRey se waqfey key bad aj phir HaZir ho raha hooN apni aik ghazal ley kar.Apki raey mere liey mo'tbar hogi. w.s Akif Ghani Malik [align=center ...
- Tue May 01, 2007 8:57 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: ManzilieiN mil jaeiN gi
- Replies: 9
- Views: 1201
ManzilieiN mil jaeiN gi
Yaran e UrduBandhan,
Adab o tasleemat!
ThoRey se waqfey key bad aj phir HaZir ho raha hooN apni aik ghazal ley kar.Apki raey mere liey mo'tbar hogi.
w.s
Akif Ghani Malik[align=center][/align]
Adab o tasleemat!
ThoRey se waqfey key bad aj phir HaZir ho raha hooN apni aik ghazal ley kar.Apki raey mere liey mo'tbar hogi.
w.s
Akif Ghani Malik[align=center][/align]
- Sun Feb 04, 2007 1:45 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Hazrat Imam Hussain (aik nazm)
- Replies: 5
- Views: 464
- Sun Feb 04, 2007 1:44 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Hazrat Imam Hussain (aik nazm)
- Replies: 5
- Views: 464
- Sun Jan 28, 2007 2:34 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Hazrat Imam Hussain (aik nazm)
- Replies: 5
- Views: 464
Hazrat Imam Hussain (aik nazm)
Azeezan e Grami Qadr,
Assalam o allaikum!
Muharam ul Haram key hawaley se, Hazra Imam Haussain key nam aik nazm likhi thee pichley baras.Aap ki Khidmat meiN pesh kar raha hooN.Qabool kijey.
w.s
Akif Ghani
Assalam o allaikum!
Muharam ul Haram key hawaley se, Hazra Imam Haussain key nam aik nazm likhi thee pichley baras.Aap ki Khidmat meiN pesh kar raha hooN.Qabool kijey.
w.s
Akif Ghani
- Tue Dec 26, 2006 1:10 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Aik taza ghazal
- Replies: 6
- Views: 610
- Wed Dec 20, 2006 7:52 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Aik taza ghazal
- Replies: 6
- Views: 610
- Wed Dec 20, 2006 7:50 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Aik taza ghazal
- Replies: 6
- Views: 610
Shukaria
Salem Bashwar SB?,
Sallam o adab!
Ghazal pasand karney ka shukariya
ws
Akif Ghani Malik
Sallam o adab!
Ghazal pasand karney ka shukariya
ws
Akif Ghani Malik
sbashwar wrote:Mohtaram Akif Sahib
Ghazal bohat achchi kahi aapne. #5 sheir bohat pasand ayaa.
Mubarakbaad aur daad qubool kijiye.
Shukria
Salem Bashwar
- Tue Dec 19, 2006 3:47 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Aik taza ghazal
- Replies: 6
- Views: 610
Aik taza ghazal
Qabil e qadr ahl e sukhan, Assalam o allaikum! Apni aik taza ghazal pesh kar raha hooN.Kaisee lagi, belag tabsurey ka intezar rahey Ga. W.S Akif Ghani Poet & Journalist 3 Place des Vergers 95140 Garges les Gonesse France +33-134530408 +33-650126174 akifghani@hotmail.com www.urdunagar.com
- Mon Jul 11, 2005 9:29 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Ek Siasai ghazal
- Replies: 4
- Views: 281
- Thu Jun 02, 2005 4:35 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Zameen Sakht nay aasman sangdil hai...ek taza ghazal
- Replies: 9
- Views: 518
Re: Zameen Sakht na aasman sangdil hai...ek taza ghazal
janab akifghani sahib aadaab aap ki Ghazal meiN khoob khayalaat haiN. daad qubool kijiye wese kuch muqaamaat par aap ke talaffuz ki bina par wazn khaarij ho raha hay. 1=she,r 1 ka pehla misr,a=saheeh lafz(nah) hota hay.aap ne (naaa)baandha hay 2= she,r 2 ka pehla misr,a=saheeh lafz(qadam) hota hay ...