Search found 24 matches

by dilshadnazmi
Wed Nov 12, 2008 7:38 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal Hashmi ki zara dekh leiN?
Replies: 8
Views: 740

Re: Ghazal Hashmi ki zara dekh leiN?



JhaRkunD ce aljubail ki tamam vadiaN, kohsaar,jungle,darya,maidan aur havaieN aap per nisSar

Mohtrem Dilshaad Nazmi Saheb aadab o tasleemat

abhi Mehfileehbaab meiN mmmughal ko man`a kerke aaya houN aur aap ki khidmat meiN hadiya e tabreek wa iZhaar-e-

tashakkur bhi kiya hey!

Aap jiss qadr ...
by dilshadnazmi
Fri Nov 07, 2008 4:57 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Kya Tamasha Hai - Azeez Belgaumi
Replies: 6
Views: 700

Re: Kya Tamasha Hai - Azeez Belgaumi

Azeez Belgaumi Saheb ki ek ghazal.

aziz belgami sahib

salam _o-alaekum ,


issey gazal kahtey hain , waah waah , maza aa gaya , keya tewar hain , keya rang hai . keya rawani hai ,


ji khush kar diya aap ki gazal ne .... eak jadoo hai jo sar cha>dh kar bol raha hai. zindabaad zinda baad ...
by dilshadnazmi
Fri Nov 07, 2008 4:50 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal Hashmi ki zara dekh leiN?
Replies: 8
Views: 740

Re: Ghazal Hashmi ki zara dekh leiN?

Aadab arz hey kaha gaya hey k mazed kalam pesh kareiN hukm kii ta`ameel hogi
sajhashmi

hashmi sahib .

salam _o_alaekum

TUM NAHI ME RAHO KE HAA;N ME RAHO.
KHILWATI HO KE KIYO’N GUMAA’N ME RAHO

MATLA SADA HAI , INKAAR AUR IQRAAR KE DARMIYAA’N PAHLEYA MISRA APNEY CANI KI MADAD SE ACHA AMZMOON ...
by dilshadnazmi
Fri Nov 07, 2008 4:40 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Tazah Ghazal
Replies: 3
Views: 268

Re: Tazah Ghazal

Aadab o tasleem

Mehfil meiN iss khayal ce phir'''''''''''''''''''''''''''

S Anwer Jawaid Hashmi :grin:


[ b] hashmi sahib .

aadab .

gazal nazar nawaz huwi , kahein kahein yo'n laga ke gazal chulbuley pan ka shikar ho kar hazal ho gai hai ,
matla be rabt hai ,, ula kuch kah raha hai , cani ...
by dilshadnazmi
Sat Jun 14, 2008 5:39 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: GHAZAL BY YUSUF JAMAL
Replies: 3
Views: 463

Re: GHAZAL BY YUSUF JAMAL

GUMAAN SHAB KA RAHA AUR NA ANDHERA RAHA
PURANE LOGON KA HAR AHAD HE SAWERA RAHA

HAI TERE HAAT ME KIYA SAB WOHI TO KERTA HAI
KIYA HAI KAAM KOI AUR NAAM TERA RAHA

BACHAAYA KISNE TUJHE SOCH TU BACHA KAISE
TUJHE TO JAB KE TERE DUSHMANO NE GHERA RAHA

SAFAR NA TANHA KIYA DARSE, LOOT LE NA KOI
MAGAR JO ...
by dilshadnazmi
Mon Jun 02, 2008 6:06 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: gazal .
Replies: 6
Views: 960

Re: gazal .

Mohtaram Dilshad Nazmi Saheb
:salaam:

Wah bohat khoob. Ghazal bohat pasand ayee. Har sheir qabil-e-daad hai.
Meri daad aur mubarakbaad qubool kijiye.

Wassalaam
Salem Bashwar

;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;


mohtaram salem bashwar.
salam _o_alaekum,
khushi huwi ke ...
by dilshadnazmi
Wed May 21, 2008 10:20 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kyooN na ham aaj se har baat pe mucbat socheN
Replies: 5
Views: 836

bhai siddiqui sahib
salam _o_alaekum

aap ki khoobsurat gazal nazar nawaz hui , wallah maza aa gaya , sari gazal apne makhsoos rang me dhali hui hai aur sare mazameen ka rabt eak sa lagte huwey bhi juda juda maza de raha hai ,yehi iss gazal ke khoobsurat hone ki dalil hai ,

. kab bhalaa rehte ...
by dilshadnazmi
Wed May 21, 2008 10:07 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri taza Ghazal..rawish se kuch haT kar
Replies: 11
Views: 1998

Re: Meri taza Ghazal..rawish se kuch haT kar




hameN tou shub meN ujala dikhayee deta hai
aur unko din meN bhi kala dikhayee deta hai


tou kiya woh shaKhs bhi apne waTan ko choR gaya?
Ab uske dar pe bhi tala dikhayee deta hai


KhanDar sa bun gaya yeh ghar tumhare jaane ke bAAd
Harek kamrey meN jaala dikhayee deta hai


Watan GhareeboN ka ...
by dilshadnazmi
Sun May 18, 2008 9:03 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: gazal .
Replies: 6
Views: 960

gazal .

Azizan_e_urdubandhan,
Salaam _o_alaekum ,
Apni eak gazal aap ki nazr hai , aap ki qeemti aa_ra ka muntazir hoon ,
Dilshadnazmi.


Tawba tawba! Meri shamat mujhey taiyar kare
Sheikh Ki saqi gari! Mujh SA gunahgar kare??

Eak ik saan’s Teri, wasl ka izhar kare
Dast_e_ nazuk hai ke inkar pe inkar ...
by dilshadnazmi
Sat May 17, 2008 9:31 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal -- mumkin nahiN hay rokni yalghaar e media
Replies: 7
Views: 1588

Re: Ghazal -- mumkin nahiN hay rokni yalghaar e media

[align=right] عزیز دوستو
آپ کی خدمت میں ایک غیر روایتی غزل لے کر حاضر ہوا ہوں
اس غزل میں عام بول چال میں استعمال ہونے والےانگریزی اور اردو کےچند ایسے الفاظ آے ہیں جو غزل کے لیٔے غیر معروف ہونے کی وجہ سے آپ کو اجنبی ضرور لگیں گے لیکن ذرا فکر کیجیٔے کہ کیا وہ اپنی نشست میں اپنا کام ٹھیک سے کر رہے ہیں ...
by dilshadnazmi
Sun Jan 13, 2008 10:09 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ik Taraf us ki lan tarani hai..........farhan
Replies: 4
Views: 562

moHtaram Syed Abdul Azeez Farhan SaaHib tasleemaat!

Aap kee Ghazal aap ke makhSooS andaaZ meN hai. saadah magar purkaar andaaZ meN iz^haar kee sae'ee caqah shaae'rooN kaa HiSSah raha hai. lekin bafaZ^l-e-khuda aap ke haaN is ke numune bata'daad-e-waafar milte haiN. jo balkeh aor dilaweZ haiN ...
by dilshadnazmi
Fri Jan 04, 2008 3:24 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: in dino'n aks pareshan nahi hota hai ( gazal)
Replies: 4
Views: 1332

Re: in dino'n aks pareshan nahi hota hai ( gazal)

qaraee_in karam

salam _o_alaekum ,

arsey baad iss bazm me apni gazal ke saath hazir hwa hoon .

umeed hai gazal par app tamami apni giraa'n qadr aa_raa se nawazein gey .


dilshadnazmi


wah Dilshaad SaaHib wah

kya kehney haiN

Sameer

;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;

munir sahib ...
by dilshadnazmi
Fri Jan 04, 2008 3:23 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: in dino'n aks pareshan nahi hota hai ( gazal)
Replies: 4
Views: 1332

aadab

wah dilshad sahab wah..ek arse baad idhar aayi to sab se pehle nazar aapki is khoobsurat ghazal pe pari aur daad diye bina na reh saki...bahut khoob..balki bahut hi khoob....!!!

NAYA SAAL MUBARAK JO AAPKO!

;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;



shammu ji

salam

kaesi hain aap??

bahot khushi huwei ...
by dilshadnazmi
Mon Dec 31, 2007 9:02 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: in dino'n aks pareshan nahi hota hai ( gazal)
Replies: 4
Views: 1332

in dino'n aks pareshan nahi hota hai ( gazal)

qaraee_in karam

salam _o_alaekum ,

arsey baad iss bazm me apni gazal ke saath hazir hwa hoon .

umeed hai gazal par app tamami apni giraa'n qadr aa_raa se nawazein gey .


dilshadnazmi
by dilshadnazmi
Sun Dec 30, 2007 5:46 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal -- YEH HAAL HAMARA AAJ KISSI KAY FAIZ E NAZER SAY BA
Replies: 7
Views: 797

لہروں سے کرے گی سیپ حفاظت اس کی وفاوﺅں کے بدلے
قطرہ نیساں کا وقت کے ہاتھوں ایک گہر سے بدلے گا
salam

gazal pasand aaeei , magar ye shear kuch mubham laga , aur pad<d ney me saktey ki kafiyet se dochaar hona pad>ha , wazahat farmaein , nawazish ho gi
meri janib se mubarak baad qabool farmaein