Search found 35 matches

by Dawood_Rizwan
Wed Apr 04, 2007 5:54 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik nazm
Replies: 4
Views: 395

Rizwan sahib, adaab arz hai. aek muddat baad aapko yehan dekh ker khushi hui, umeed ke aap aate rahenge aur apne kalaam se nawaazte rahenge. nazm dekhi aur hamesha ki tarah bohat pasand aayi. daad qubool keejiye. sara shukria sara ji. inshallah koshish karoon ga kah ab tasalsul say hazir hoon rizwan
by Dawood_Rizwan
Wed Apr 04, 2007 11:13 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik nazm
Replies: 4
Views: 395

yasir sahib adab sab say pehaly too is bat kay lay mashkoor hoon kah aap nay nazm par tawajoo ki. aap nay nazm ki wazn par bat ki hay too is ziman main sirf itna hi arz karoon ga kah yah ghazal nahi azad nazm hay aur is main mukamal behr ka istimal nahi hoota. is khas behr main jis main yah nazm mai...
by Dawood_Rizwan
Tue Apr 03, 2007 5:42 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik nazm
Replies: 4
Views: 395

aik nazm

sara ji buhat zamanooN kay baad is traf guzar howa. aap ka forum mashalllah acha ja raha hay. hazir hoonay ka saboot paish e khidmat hay.
sab dostoon ki ray ka intizar rahay ga
rizwan
by Dawood_Rizwan
Sat Feb 18, 2006 11:50 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik nazm
Replies: 1
Views: 136

aik nazm

dosto aik nazm hazir hay. aur janab jin say israr tha un say takheer par mazrat.
aap ka apna
riz
by Dawood_Rizwan
Sun May 22, 2005 6:12 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik gahzal
Replies: 5
Views: 338

aoa

NZIR sahib mamnoon hoon is tafseeli ray ka. sham ki hi hay typo mistake hay isi tra par bhi pa hi hay
rizwan
by Dawood_Rizwan
Sun May 22, 2005 5:54 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik taazah ghazal
Replies: 44
Views: 3263

Re: aur aage baRhte heiN

MuHtaramah Naheed Verk Saahibah, :lol: Aadaab! Azeezi Rizwan Saahib ne likhkhaa hei: [/size][/color] NahiN Rizwaan Saahib aapko kyaa maAloom ke ham ko nayaa tajribah nahiN hei. Kam se kam aek kitaab kaa Havaalah tou dete jis meiN naye tajribaat kii raushni meiN kuch likhkhaa gayaa hou. Naye tajribe...
by Dawood_Rizwan
Sat May 21, 2005 6:15 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik gahzal
Replies: 5
Views: 338

aik gahzal

dooston jis behr main naheed shiba nay ghazal tahreer ki hay main nay bhi us behr main aik ghazal likhi thi paish karnay ki jisarat kar raha hoon
rizwan
by Dawood_Rizwan
Sat May 21, 2005 6:11 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik taazah ghazal
Replies: 44
Views: 3263

adab doostoo main samjta hoon ka naheed sahiba nay joo beh istimail ki hay us main koee khami nahi hay. kitabi toor par too ooper ki behc kisi had tak darust hay taham jadeed shairi main ya izafi muamlat hay. wazn aur bahoor kay tajarbay buhat agay nikal chukay hain. main shaiad kisi waqt kuch hawal...
by Dawood_Rizwan
Sat May 21, 2005 5:33 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik taazah ghazal
Replies: 44
Views: 3263

Re: Leejiye Rizwan Saahib bhii aagaye

NAZIR sahib maion aap ki mohabatoon ka hamisha maqrooz raha hoo. lakin muhtram scholar honay ka ilzam mat lagay. aik talib a ilm hoon taaham mujay dili toor par afsoos hoo raha hay ka main is behc say door kun raha. naheed sahiba say mayri buhat si behcain rahi hain aur ba bhi kabhi kabhi hoo jati h...
by Dawood_Rizwan
Fri May 20, 2005 6:59 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik taazah ghazal
Replies: 44
Views: 3263

naheed g aap janti hain ka main bawajoo kisi bhi forum par nahi ja raha hoon. lakin aap nay ghazl ki jis discussion ka hawala dia tha too mujay majboora aana para ka mayri pehli periorty shairi hay. main nay is behs kay kuch hissa parha hay. yaqinan aik dilchap aur maloomati behs hay. mujay nahi pat...
by Dawood_Rizwan
Tue Apr 12, 2005 6:12 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: geet chand peh badal
Replies: 3
Views: 310

aoa

tahira ji adab apnay mauzoo kay atbar say too aap ki ya nazm geet hi hay taham apni hayat (form) kay lihaz say isay ziada say ziada nazm a muarra kaha ja sakta hay kun ka is main radeef aur qafiay ki khas tarteeb nahi hay. agar aap is koo ghazal ki form main likhain tab bhi theek hay aur agar aap ba...
by Dawood_Rizwan
Tue Apr 12, 2005 6:00 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Jab kabhi DhoNDhne nikle the khushi ka chehrah
Replies: 16
Views: 1387

Re: aoa

moHtaram janab-e-Dawood Rizwan SaaHeb: Aadaab-o-tasleemat, meree koshish par aap kee tavajue ke liye dil kee ghairahiyoN se shukr-guzaar hooN. aap ne jinn do batoN ka tazkira kiyaa hai unn ke leHaz se meN kalaam meN tabdeeli laa chuki hooN. aap ka mashvara hai ke meiN donooN ghazlooN ko marge kar d...
by Dawood_Rizwan
Tue Apr 12, 2005 5:45 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Jab kabhi DhoNDhne nikle the khushi ka chehrah
Replies: 16
Views: 1387

Re: Jab kabhi DhoNDhne nikle the khushi ka chehrah

Azeezaan-e-bazm Aadaab-o-tasleemat, Hasb-e-mamool apni ek tazaa ba tazaa do-ghazla koshish ke saat Hazir-e-khidmat hooN. umeed bhi hai aur yaqeen bhi ke apni besh-qeemat aaraa aur rehnumahii se zaroor navazeN ge. Wassalam Zahida Raees :Raji: raji aap nay joo tabdiliyan ki hain daikh kar dil khush h...
by Dawood_Rizwan
Tue Apr 12, 2005 5:40 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ulfat
Replies: 5
Views: 415

aoa

tahira g adab aap ki ghazal paRhi achi lagi. doo aik chhooTi chhooTii batooN par ghoor farma lain teesray sher main lafz diwanay ki imla "ya" kay baghair hoo gi us say aglay sher ka pehlay misray main aap nay " kah" koo doo rukni bandha hay joo beherhal darurst nahi go kah kafi l...
by Dawood_Rizwan
Tue Apr 12, 2005 5:16 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: EK GHAZAL:ho sake to aap mujh par ek eh,saaN kijiye
Replies: 20
Views: 2136

aoa

mashaallah najma ji

mujay zati toor par teesra sher bhuhat acha laga. dad qabool kijay
rizwan




janab dawood rizwan sahib
bohat shukriya.
poori ghazal me se 1 she,r bhi pasand ka nikal aaey to baRii baat hotii hay.
apko pasand aya.bohat shukriya
:-)