Search found 36 matches
- Fri Nov 10, 2006 9:38 pm
- Forum: Moshaairah
- Topic: TARAHI MISRAA' GUZ.23 - -- - Abdullah Nazir
- Replies: 10
- Views: 971
- Thu Nov 09, 2006 5:32 pm
- Forum: Moshaairah
- Topic: TARAHI MISRAA' GUZ.23 - -- - Abdullah Nazir
- Replies: 10
- Views: 971
Re: jee yeh mas'alah mazeed teHqeeq chaahtaa hei
MuHtarami Zaamin SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, Aap ne likhkhaa hei: kehte ho nah deN ge dil ham ne gar paRaa paayaa dil kahaaN keh gum keeje ham ne mudd,a?a paayaa (Ghalib) faa-i?-lun; mu-faa-e?e-lun; faa-i?-lun; mu-faa-e?e-lun kehte ho; nah deN ge dil; ham ne gar; paRaa paayaa 212;1222;212;1222 ...
- Wed Nov 08, 2006 8:01 pm
- Forum: Moshaairah
- Topic: TARAHI MISRAA' GUZ.23 - -- - Abdullah Nazir
- Replies: 10
- Views: 971
kehte ho nah deN ge dil ham ne gar paRaa paayaa dil kahaaN keh gum keeje ham ne mudd,a?a paayaa (Ghalib) faa-i?-lun; mu-faa-e?e-lun; faa-i?-lun; mu-faa-e?e-lun kehte ho; nah deN ge dil; ham ne gar; paRaa paayaa 212;1222;212;1222 yahaan per 'kehte ho ' aur yakinan 'ham ne gar' 212 per hai dil kahaaN ...
- Wed Nov 08, 2006 5:15 pm
- Forum: Moshaairah
- Topic: TARAHI MISRAA' GUZ.23 - -- - Abdullah Nazir
- Replies: 10
- Views: 971
mohtaram janaab nazir saahib: asa unfortunately mere pass arooz ki koii kitaab nahin hai;internet se hi jo kuchh parhaa hai,usii pe abhii tak iktifaa hai;men ne pritchett ki handbook dekhii per is behr ki koii ghazal unhon ne pesh nahin ki hai. janaab sarwar saahib ke nikaat-e-sukhan men is ki yeh ...
- Mon Nov 06, 2006 9:57 pm
- Forum: Moshaairah
- Topic: TARAHI MISRAA' GUZ.23 - -- - Abdullah Nazir
- Replies: 10
- Views: 971
20 = - = / - = = = // = - = / - = = = { hazaj mu;samman ashtar } [hazaj mu;samman ashtar] mohtaram janaab nazir saahib: pritchett ki handbook men is behr ko[ya keh liijiye isi jaisi behr hai] ooper ke siigha men baandha gaya hai;merii naqis samaajh meN qaaide ke mutaabiq[mera samajhana ghalat bhii ...
- Tue Oct 03, 2006 11:35 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: 'ik sadaa aa rahii hai kaanoN meiN'
- Replies: 1
- Views: 126
'ik sadaa aa rahii hai kaanoN meiN'
ek tarahi misre per merii koshish pesh-e-khidmat hai;apni araa dekar mamnooniyat ka mauqa dijiye ********************** Daane Dunke ke imtehaanoN mein zindgi kaT gayii uRanoN mein ik sakoot-e-qazaa bapaa ghar ke dar-o-diiwaar aur dalaanoN mein 'izz-o-iimaaN, khariid lo kuchhh bhii! kyaa nahin bikta ...
- Tue Sep 12, 2006 9:35 pm
- Forum: Moshaairah
- Topic: Tarhi Ghazal 21..bardasht karte haiN.
- Replies: 11
- Views: 1231
- Tue Sep 12, 2006 9:32 pm
- Forum: Moshaairah
- Topic: MERI GAZAL (MUSHAAIRAH # 21)
- Replies: 14
- Views: 1445
Munafey ki koii Surat nazar aati nah ho jismeN KahaN ab dost aisee dostee bardaasht karte haiN Khabar achchee sunaao per zaraa aahista aahista BaRee mushkil se hum koii Khooshee bardaasht karte haiN ManayeN kaise hum jashn.e saHar ab tum hi batlaao Bawaqt.e subH baar.e teeragee bardaasht karte haiN ...
- Tue Sep 12, 2006 9:28 pm
- Forum: Moshaairah
- Topic: BardaSHt kartay hain-----by farhan
- Replies: 16
- Views: 1881
biCHaR kar tujh say zindaa hain, yeh bas jabr-e-tanaffus hei, kahaN jeetay hain! hum jo zindagii bardaSHt kartay hain. 6) mire lehjay ki talKHii ik kasouTii hai parakhnay ki, [color]"jo ahl-e-Zarf hotay hain vohii bardaSHt kartay hain."[/c eik achchii ghazal;ehsaas aur khayaal se arasta daad qabool ...
- Tue Sep 12, 2006 9:24 pm
- Forum: Moshaairah
- Topic: :: bharee meHfil maiN teree be-ruKhee bardaasht karte haiN :
- Replies: 11
- Views: 1163
zaraa see zindagee kaa bojh uThaa paate na ham kaisee ? diwaane baar-e-kooh-e-a'aashiqee bardaasht karte haiN ! 4. junooN waaloN se poochho i'shq maiN kaisee jiyaa jaaye yehee to haiN jo har Gham baa Khushee bardaasht karte haiN ! 5. umeed-e-waSl tak baaqee nahiN dil maiN, jahaaN waalo hamaaraa z ...
- Tue Sep 12, 2006 9:16 pm
- Forum: Moshaairah
- Topic: Ghazal - 21 Sara Jabeen
- Replies: 8
- Views: 1339
- Tue Sep 12, 2006 9:13 pm
- Forum: Moshaairah
- Topic: TARAHI GHAZAL - -- - (GUZ.21) by: ABDULLAH NAZIR.
- Replies: 9
- Views: 570
- Tue Sep 12, 2006 8:57 pm
- Forum: Moshaairah
- Topic: TareHee Ghazal 21
- Replies: 7
- Views: 412
- Wed Apr 26, 2006 3:54 pm
- Forum: Moshaairah
- Topic: tarahi #16
- Replies: 1
- Views: 231
tarahi #16
tarahi 16 pe merii yeh adnaa koshish pesh hai;umiid hai aap apnii ara se niaaz denge;shukren: +++++++++++++++++ raho aankhon ke muqaabil yeh to taqdeer nahin kyaa mire dil meiN tire Husn ki taSveer nahiN? dil-e-khush-fehm ko maqsood thii zulfon pe qadr yeh na thaa waajeH na thaa maa’il-e-taskhiir n ...
- Fri Feb 03, 2006 6:23 am
- Forum: Moshaairah
- Topic: Tarahee ghazal Mushaairah (14)
- Replies: 13
- Views: 1060
janaab badayunii sahib aur janaab nazir sahib; jawaab ke liye mamnoon hoon;dar-asal sawall yeh nahin tha ka 112 ki jagah 1121 use ho sakta hai ya nahin,[is kii ijaazat ke baare mein mujhe maaloom thaa];balki yeh kih jo aakhir mein 1 izaafaa huaa hai ,kyaa voh sakin honaa chaahiye ya ke baa-harkat ...