Search found 427 matches

by hassan_bashir
Mon May 22, 2006 7:31 am
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 90705

chaaNd nikale kisii jaanib terii zebaaii kaa!
raNg badale kisii suurat shab-e-tanhaaii kaa!!
by hassan_bashir
Sun May 21, 2006 1:40 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar#18--NAAM
Replies: 49
Views: 6139

mehfil maiN log choNk paRe mere naam par,
voh muskuraa diYe merii qeemat yahii to hai!!
by hassan_bashir
Sun May 21, 2006 1:27 pm
Forum: Anjuman
Topic: URDU zaban par likhe gaye ashaar
Replies: 14
Views: 27184

ik voh ke zabaanoN ki rasaai se hai baala
ik maiN ke mujhe Theek se aati nahiN Urdu
by hassan_bashir
Sun May 21, 2006 1:20 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101219

dil na ummiid to nahiN naakaam hii to hai
lambii hai gham kii sham magar sham hii to hai
by hassan_bashir
Sun May 21, 2006 1:13 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz per ashaar # 30 junooN/bekhudi/deewaanagi
Replies: 38
Views: 7191

kuChh to hote haiN muhabbat meiN junuuN ke aasaar,
aur kuChh log bhii diivaana bana dete haiN!
by hassan_bashir
Sun May 21, 2006 1:11 pm
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 46038

kab tak dil ki Kher manaayeN, kab tak raah dikhao ge?
kab tak chen ki mohlat do ge, kab tak yaad na aao ge?!
by hassan_bashir
Sun May 21, 2006 12:55 pm
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 63874

ziist se taNg ho ai "Daagh" to jiite kyuN ho ?
jaan pyaarii bhii nahiiN jaan se jaate bhii nahiiN !
by hassan_bashir
Sun May 21, 2006 12:49 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 90705

raat ne aisaa peCh lagaaYaa, TuuTii haath se Dor!
aaNgan vaale niim meiN jaa kar aTakaa hogaa ChaaNd!!
by hassan_bashir
Sun Oct 30, 2005 9:30 am
Forum: Moshaairah
Topic: taraHi ghazal ...Guz #10
Replies: 8
Views: 624

6- mere khuda :Hassan: ko koi to yeh bataaYe bigaRa huaa muqaddar kaise saNwaarte haiN waah waah! Hassan bashir saahib, tasleemat. aapki tarhee ghazal pasand aayi........ sabhi ashaar ache hain maqta tou janaab lajawaab hai. daad qubool keejiye. mukhlis sara Sara jee aadab arz hai : reply maiN takh...
by hassan_bashir
Sun Oct 30, 2005 9:24 am
Forum: Moshaairah
Topic: TARAHI GHAZAL - -- - (GUZ.10) by: ABDULLAH NAZIR.
Replies: 6
Views: 523

janaab mohtaram Abdullah Nazir saaHib:Aadab! sab se pehle reply maiN takheer ke liYe maazrat khwaah hooN. aap ka kalaam nihaayat hii umdah aur qabil-e-tahseen hai tamaam hii ash'aar khub kahe haiN aur girah to bohat hii khub lagaee is qeematii tereer par merii janib se dilee daad-o-mubaarak baad qu...
by hassan_bashir
Tue Oct 11, 2005 3:09 pm
Forum: Moshaairah
Topic: taraHi ghazal ...Guz #10
Replies: 8
Views: 624

Re: samajhne aur samjhaane kii koushish karnaa achchi baat h

Janab Hassan Basheer Saahib, Purkhuloos Tasleemaat, Aapke javaab ke liye beHad shukrguzaar hooN aur aapke samjhne aur samjhaane ke andaaz se poori taraH se muttafiq hooN. Shukriya "iHsaaN utaarne" ke taAalluq se maiN ne likhkhaa ("iHsaan utaarnaa" in manaoN meiN mumkin hei ke ki...
by hassan_bashir
Sat Oct 08, 2005 2:08 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'Daal' (Daali waala)se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 22
Views: 2911

'Daal' se ashaar bhejne hain.... 'daal' se nahi... maazrat Shumaila jee .. maine shaayad ghaur se nahiN paRha .. :grin: duaaN ban ke fazaa maiN uRaa diyaa mujh ko maiN jal rahaa tha kisi ne bujhaa diyaa mujh ko ab Theek hai ?? :lol: ab bhi nahi :cry: D se ...Dibba wala D ...got it?? :shock: :shock:...
by hassan_bashir
Fri Oct 07, 2005 4:48 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar#21--KHUSHBOO
Replies: 34
Views: 9953

havaa maiN bikhari hai us ki Khushboo
zuroor us kaa aadaab aaaYaa
by hassan_bashir
Fri Oct 07, 2005 4:43 pm
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 46038

kaun khaaYega kiskaa hissaa hai ?
daane daane pe naam likkhaa hai !
by hassan_bashir
Fri Oct 07, 2005 4:35 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'Daal' (Daali waala)se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 22
Views: 2911

duniyaa maiN eik shakhs bhi aisaa milaa nahiN jis se jahaaN koee huee ho khataa nahin 'Daal' se ashaar bhejne hain.... 'daal' se nahi... maazrat Shumaila jee .. maine shaayad ghaur se nahiN paRha .. :grin: duaaN ban ke fazaa maiN uRaa diyaa mujh ko maiN jal rahaa tha kisi ne bujhaa diyaa mujh ko ab...