Search found 46 matches
- Mon Apr 11, 2011 5:07 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: جس دئے میں جان ہوگی وہ دیا رہ جائے گا
- Replies: 3
- Views: 286
Re: جس دئے میں جان ہوگی وہ دیا رہ جائے گا
Barqi sb yaqeeni taor per << sab fana ho jayega darul baqa rah jayega<< Bohat khoobsoorat haqeeqat per mabnii ghazal hai pasand ayee rang thora riwayeti hai lekin shayqeen ke dill ko zaroor choyega ,,, is zameen men sirf ek matlaa likh raha hoon ,, AADMI SAMJHA HAI WOH BAN KER KHUDA RAH JAYEGA AOR ...
- Thu Apr 07, 2011 10:21 pm
- Forum: Hamd aur Naat e Rasool
- Topic: GHAZAL-MISRA-TUMHAREIN PAO CHUMENGE MERI TEHREER KE TUKDE
- Replies: 3
- Views: 770
Re: GHAZAL-MISRA-TUMHAREIN PAO CHUMENGE MERI TEHREER KE TUKD
Mohatram rizwan saba saheb bohat khoobsoorat ghazal ke rang men manqabat ki chashni ne kalam meN mazeed lazzat paida kerdee hai khusoosan wo sher, BADAL JATEE ZABAN BHI AOR LABO LAHJE BADAL JATEY wOH YEH KAHIYE NA HO PAYE ZABANE MEER KE TUKREH yaqqenan urdu zabaan Meer ki meeraas rahee jisne urdu ...
- Thu Apr 07, 2011 10:00 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: urdu bandhan ke naam Tarahee Ghazal
- Replies: 0
- Views: 156
urdu bandhan ke naam Tarahee Ghazal
Ghazal aapki SamaatoN men Na hotey is tarha hargiz meri tahreer ke tukreH Jo us dil men utar jatey meri Tasweer ke tukreH Muhabbat qalbe insani pe kuch aoraq likh detee NaheeN hotey agar is wadiye kashmeer ke tukreH Lahoo rotey makanoN se sadayeN aa rahee hon gi yeh kisne ker diye ajdaad ki taameer ...
- Thu Apr 07, 2011 8:51 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Ek ghazal urdu bandhan ke shaeqqeen ke liye
- Replies: 2
- Views: 197
Ek ghazal urdu bandhan ke shaeqqeen ke liye
Apki samaatoN meN Til bachey haiN na tel (oil) baqi hai Ik faqat rail pail baqi hai Gulshan-e- zeest ki munderoN per Ek sookhi si bail baqi hai Daore hazir ke na khuda se pooch kiya koi aor fail baqi hai Woh musafir jo saath chorh gaya uski yadoN ki rail baqi hai kash laot ayeN pal wo mazi ke jin se ...
- Thu Apr 07, 2011 8:24 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Meri nai Ghazal urdu Bandhan ke naam
- Replies: 2
- Views: 179
Meri nai Ghazal urdu Bandhan ke naam
Ghazal TANG DASTEE HAI TO AARAAM KAHAAN SE AAYE Tang dastee hai to aaraM kahaN se aayE ? Taptey sooraj ke qareeN shaaM kahaN se aaye? Hashiye men hi saja rakkha hai jab toone mujhe Phir tere saath mera naam kahaN se aaye? Kaghzi phool haiN ab piyaar ke guldanoN meN Koi khushboo bhara paighaaM kahaN ...
- Thu Apr 07, 2011 7:57 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Misra Tarha-Tumhare pao chumenge meri tehreer ke tukde
- Replies: 8
- Views: 769
Re: Misra Tarha-Tumhare pao chumenge meri tehreer ke tukde
Mohatram Khalid saheb , Tasleem -O- niyaaz Sabse pahle apko urdu bandhan per aamad ke liye mubarakbaad pesh karta hooN,Bohat khoobsoorat ghazal se Nazreen ko nawaza hai " IBTEDA AISEE HAI TO ANJAAM KIYA HOGA HUZOOR? Her sher ke takhaiyul ne Taghazzul ko ek khoobsoorat paizeb men muqayeeyad ker diya ...
- Sun Dec 03, 2006 1:09 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Meri taza tareen Gazal...Khooda ki qasam....................
- Replies: 6
- Views: 268
- Mon Nov 13, 2006 12:34 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: urdu bandhan ke liye meri taza ghazal
- Replies: 2
- Views: 226
- Mon Nov 13, 2006 12:26 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: MUKHTALIF ANDAAZ KI EK GHAZAL APKI SAMAATON MEN
- Replies: 1
- Views: 164
SARA SAHIBA ADAB ARZ HAI BAHUT BAHUT SHUKRIYA APKI PASAND AWRI KA KOSHISH YAHI HOTI HAI KI SAMAEEN KO KUCH NAI CHEE Z PARHNE KO MILE APKO KAWISH PASAND AAI KHOON RAYEGAN HONE SE BACH GAYA BAAT BILKUL SAHI HAI APKI MASHRE NE INSAN KI RAGON MEN AJNABIYAT KA KHOON KOOT KOOT KE BHAR DIYA HAI AOR HUM IS ...
- Sun Nov 12, 2006 11:27 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: MUKHTALIF ANDAAZ KI EK GHAZAL APKI SAMAATON MEN
- Replies: 1
- Views: 164
MUKHTALIF ANDAAZ KI EK GHAZAL APKI SAMAATON MEN
MaN hi MaN Kuch bol rahi haiN chaltee phirtee ankheN Amrit meN vish ghol rahee hain chaltee phirtee ankheN dekh kacchi mitti ke bartan men piyaar ki sondhi khushboo leker Madira peeke dol rahee haiN chaltee phirtee ankheN dekh Palkon ko patwaar banaker sagar ki lehron men jaaker Apna rasta khol ...
- Sun Nov 12, 2006 10:38 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: urdu bandhan ke liye meri taza ghazal
- Replies: 2
- Views: 226
urdu bandhan ke liye meri taza ghazal
PAOON TAPTEE RET PE CHALKE BHI GEELEY HO HO GAYE ISHQ KE ANDAAZ KUCH ITNEY RANGEELEY HO GAYE PAOON TAPTEE RET PE CHALKE BHI GEELEY HO GAYE HAI PASEY PARDA KOI TO RAAZ USKE ISHQ MEN AAJ USKE BOL BHI KITNE SUREELEY HO GAYE DOSTON KA MUSKURAATA DHOOP CHEHRA DEKH KER DUSHMANO SE PYAAR KARNE KE WASEELEY ...
- Sat Sep 23, 2006 1:15 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: SUKHANWARAN-E- URDUBANDHAN KE LIYE MERI TAZA
- Replies: 6
- Views: 288
- Sat Sep 23, 2006 1:09 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: SUKHANWARAN-E- URDUBANDHAN KE LIYE MERI TAZA
- Replies: 6
- Views: 288
- Sat Sep 23, 2006 1:05 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: SUKHANWARAN-E- URDUBANDHAN KE LIYE MERI TAZA
- Replies: 6
- Views: 288
- Tue Sep 19, 2006 11:52 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: SUKHANWARAN-E- URDUBANDHAN KE LIYE MERI TAZA
- Replies: 6
- Views: 288
SUKHANWARAN-E- URDUBANDHAN KE LIYE MERI TAZA
GHAZAL KIS TRHA KAH DOON USEY ARZO SAMAN ACCHA LAGA JISKO TAPTEE DHOOP MEN JALTA MAKAN ACCHA LAGA JISKI SHIRYANOM MEN HAI DAHSHAT PARASTEE KA LAHOO USKO MAZLOOMON KA KHOONE RAYEGAN ACCHAA LAGA SHAAM KI DAHLEEZ PER OOREH UDASI KI REDA IK SHAJAR KO NEEM SHAB IK MEHMAN ACCHA LAGA WOH JO RISHTON KE ...