Search found 20 matches
- Sun Dec 12, 2010 3:26 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: جس کے باعث قیدِ پابندِ سلاسل ہوگیا ۔عبدالقیوم ساحل
- Replies: 4
- Views: 275
جس کے باعث قیدِ پابندِ سلاسل ہوگیا ۔عبدالقیوم ساحل
جس کے باعث قیدِ پابندِ سلاسل ہوگیا ۔عبدالقیوم ساحل
- Wed Apr 28, 2010 5:35 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: اس سے بڑھکر اور کیا ہوگی خوشی حاصل مجھے۔ عبدالقیوم ساحل
- Replies: 1
- Views: 178
اس سے بڑھکر اور کیا ہوگی خوشی حاصل مجھے۔ عبدالقیوم ساحل
اس سے بڑھکر اور کیا ہوگی خوشی حاصل مجھے۔ عبدالقیوم ساحل
- Fri Mar 12, 2010 5:10 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: lamHah lamHah pighal rahee hai aaNkh
- Replies: 4
- Views: 260
Re: lamHah lamHah pighal rahee hai aaNkh
Mohtaram Nayyar Sahab
Aadaab
Aapki ghazal nazar nawaz hui. Kalam aur peshkash donoun bohat khoob hain.
Daad aur mubarakbaad qubool farmayiye.
Aadaab
Aapki ghazal nazar nawaz hui. Kalam aur peshkash donoun bohat khoob hain.
Daad aur mubarakbaad qubool farmayiye.
- Thu Jan 21, 2010 3:33 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: اس کی سی دلکشی ہے کہاں ماہتاب میں
- Replies: 1
- Views: 133
اس کی سی دلکشی ہے کہاں ماہتاب میں
عزیزان بزم
آداب
آداب
- Tue Dec 22, 2009 1:20 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: روز و شب خود کو جلانا چھوڑدے
- Replies: 4
- Views: 272
Re: روز و شب خود کو جلانا چھوڑدے
Mohtarami Azeez Belgaumi SaaHebazeezbelgaumi wrote:Mukarrami Sahil SaaHeb
Salam e Masnoon
Aap kee kaamyaab kaawish par meri Mubarakbad.
shukriyah!
Azeez Belgaumi
Tasleemat
Main aapka tah dil se shukr guzar houn ke aapne meri kaawish ko saraha hai. Mubarakbaad ka shukria.
Sahil
- Tue Dec 22, 2009 1:17 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: روز و شب خود کو جلانا چھوڑدے
- Replies: 4
- Views: 272
Re: روز و شب خود کو جلانا چھوڑدے
a'zeez-e-mukarram Sahil SaaHeb: aadaab! aap kee Ghazal dekhee. ek achhee aur kaamyaab kaawish par meree naa-cheez daad qubool keejiYe. kabhee waqt mile to http://www.urduanjuman.com par bhee tashreef laaYeN aur wahaaN kee sargarmiyaaN dekheN. shukriyah! Sarwar A. Raz :Sarwar: MoHtram Sarwar A. Raz ...
- Wed Dec 09, 2009 4:49 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: روز و شب خود کو جلانا چھوڑدے
- Replies: 4
- Views: 272
- Tue Sep 29, 2009 7:47 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Yaad guzre huay lamhoun ki dilate kyon ho
- Replies: 1
- Views: 110
Yaad guzre huay lamhoun ki dilate kyon ho
Yaad guzre huay lamhoun ki dilate kyon ho:
- Mon Jan 15, 2007 4:46 am
- Forum: Moshaairah
- Topic: Guz. 25 ke miSreA per TaraHi ghazal. A. Sahil, Jeddah.
- Replies: 3
- Views: 465
Guz. 25 ke miSreA per TaraHi ghazal. A. Sahil, Jeddah.
MuHtaramaat o MuHtarameen aHbaab-e-sukhan, PurkhulooS Tasleemaat, Guzarish 25 ke TaraHi miSreA per apni ghazal pesh karne kee saAadat HaaSil karrahaa hooN. Aapki qeemati aaraa kaa intizaar rahegaa. GHAZAL: roman meiN: Khak seenay me huway jatey hain armaN kiya kiya Naz - e - taqdeer uthati hai miri ...
- Sat Nov 12, 2005 4:20 am
- Forum: Moshaairah
- Topic: Guzarish 11 per TaraHi ghazal: Abdulqayyum SaHil, jeddah
- Replies: 5
- Views: 470
Guzarish 11 per TaraHi ghazal: Abdulqayyum SaHil, jeddah
MuHtaramaat o MuHtarameen aHbaab-e-meHfil, aadaab o tasleemaat, Apni TaraHi ghazal pesh karte houe khushi meHsoos karrahaa hooN. Ummeed ke aap apni qeemati aaraa se navaazkar mamnoon farmayenge. GHAZAL roman meiN ghaRyhaaN heiN imtiHaan kii is dil ke saamne dast-e-qaZaa hei Taayir-e-bismil ke ...
- Thu Sep 22, 2005 7:36 am
- Forum: Moshaairah
- Topic: Guz.9 ki TaraHi ghazal, Abdulqayyum Sahil, Jeddah
- Replies: 2
- Views: 264
Guz.9 ki TaraHi ghazal, Abdulqayyum Sahil, Jeddah
MuHtarameen o MuHtaramaat aHbaab-e-sukhan, Aadaab o Tasleemaat, Guzarish 9 per apni TaraHi ghazal pesh karrahaa hooN. Ummeed ke aap apne giraaNqadar tabSiraoN se navaazkar khaaksaar ko shukriyah adaa karne kaa mauqaA denge. GHAZAL; Hijr kaa ham malaal kyaa karte Zikr-e-shauq-e-viSaal kya karte Koii ...
- Tue Aug 30, 2005 10:30 am
- Forum: Moshaairah
- Topic: TaraHi Ghazal Guz.8 ke miSreA per: Abdulqayyum Sahil, jeddah
- Replies: 8
- Views: 667
shukriya
MuHtaramah Nigaah Saahibah, Aadaab, Aapki zarrah navaazi hei ke aap ne meri ghazal kii pazeeraayi kii aur dilkash tabsireh se navaazaa. JahaB tak Irfan Barabankwi aur meri andaaz-e-fikr meiN kuch tavaarud yaa taZaad is vajah se laaHiq houjaataa hei ke ham aek doosre ko apne apne ashAar telephone se ...
- Tue Aug 30, 2005 10:02 am
- Forum: Moshaairah
- Topic: taza ghazal guzarish no 8
- Replies: 6
- Views: 530
Aapki ghazal bahut achchi hei
MuHtarami Khozema Husaini Saahib, Aapki ghazal bahut pasand aay jo yooN hei: [/size][/color] ghazal hua yeh faidah deevaangi se rihaii mil gai qaid e KHudii se nazar hum per hi itni barhami se? milo ho jabkeh sab se KHushdili se mile hen yeh tahaaef zindagi se raha labrez daman bekasi se hue manos ...
- Mon Aug 22, 2005 11:37 am
- Forum: Moshaairah
- Topic: TaraHi Ghazal Guz.8 ke miSreA per: Abdulqayyum Sahil, jeddah
- Replies: 8
- Views: 667
TaraHi Ghazal Guz.8 ke miSreA per: Abdulqayyum Sahil, jeddah
Dousto, Tasleemaat, Guz.8 ke miSreA per apni TaraHi ghazal pesh karrahaa hooN. Ummeed ke aap sab apni aaraa se navaazenge. Khair Andesh, Sahil. GHAZAL roman meiN maiN dholooN hath apni zindagi say tumheiN fursat nahi jalwahgari say na janey kiya khalish hai roshni say bujhaye hai diyay ko oRhni say ...
- Sun Jul 17, 2005 5:29 pm
- Forum: Moshaairah
- Topic: TaraHi Ghazal Guz.7 ke misreA per. Abdulqayyum Sahil
- Replies: 3
- Views: 251
TaraHi Ghazal Guz.7 ke misreA per. Abdulqayyum Sahil
Dousto,
Aadaab o Tasleemaat,
MaiN Guzarish 7. ke misreA per apni Tarahi ghazal pesh karrahaa hooN aur ummeed kartaa hooN ke aapki giraaN qadr aaraa se mustafeed houne kaa mauqaA milegaa. Shukriyah.
Khair Andesh,
Abdulqayyum Sahil