EK GAZAL: mat uTha apne aastaane se=G4

Tarhi Moshaairah -ShoAaraa aur Shayeraat kii TabAaazmayi ke liye

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Star Mind
-
-
Posts: 365
Joined: Sat Dec 11, 2004 11:39 pm
Location: Balochistan
Contact:

Post by Star Mind »

Najma SaaHiba, aadaab :)

janaab , aap ki konsee aisee Ghazal hai jo zehn-0-dil par qayaamat na Dhaati ho ? :roll: :roll: :shock:
aap ka jitnaa bhi kalaam abtak nazar se guzraa hai , ham Sirf masHoor hi hote rahe , aek aek she'ar dil maiN utar jaataa hai !! :grin:

aap ki ye Ghazal bhi qayaamat-khez hai !! , tamaam ash'aar hi Ghazab k haiN , meeri jaanib se daad qabool kejeye. shukriya :-)

moKhliS: Zia Baloch :-)
Dikhaadi shaan, phir ahl-e-chaman ko, Be-niyaazi ki

Khamoshi se jhatak kar, aaj phir, dast-e-sabaa maiN ne

Zia Baloch
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Re: waah waah

Post by najma »

Mahtab Qadr wrote:waah waah Najma sahiba aapka aik aik sher murassa hai, aur aapki kuhnamashqi ka suboot bhi. bahut khooob .

janab mahtab qadr sahib!
assalam-o-alaikum
apki be-had mamnoon hooN.baRee baat hay ke jisi ko sabhi ash,aar pasand ajaeiN.ise maiN apka husn-e-nazar hi keh saktii hooN.
nawazish
khair andesh
najma
:-)
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Re: waah waah

Post by najma »

Mahtab Qadr wrote:waah waah Najma sahiba aapka aik aik sher murassa hai, aur aapki kuhnamashqi ka suboot bhi. bahut khooob .


janab Mahtab Qadr sahib!
aapki is pazeeraaee ke liye ba-had mamnoon hooN.
sada khush rahiye
:-)
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

Star Mind wrote:Najma SaaHiba, aadaab :)

janaab , aap ki konsee aisee Ghazal hai jo zehn-0-dil par qayaamat na Dhaati ho ? :roll: :roll: :shock:
aap ka jitnaa bhi kalaam abtak nazar se guzraa hai , ham Sirf masHoor hi hote rahe , aek aek she'ar dil maiN utar jaataa hai !! :grin:

aap ki ye Ghazal bhi qayaamat-khez hai !! , tamaam ash'aar hi Ghazab k haiN , meeri jaanib se daad qabool kejeye. shukriya :-)

moKhliS: Zia Baloch :-)


zia baloch sahib!
is qadar bhi naheeN huzoor :lol:
aap jaante haiN ke ham to abhi tifl-e=maktab haiN.zara kuch seekh leN, zara kuch hunar ajaey, tab aap kahiyye.
zia!
aapki is bhar-pur hausla afzaaee ke liye ham be-had mamnoon haiN.
sada khush rahiye
:grin:
User avatar
little abbasi
-
-
Posts: 112
Joined: Tue Apr 19, 2005 4:24 pm
Contact:

Post by little abbasi »

SALA/\/\.

BOHAT KHOOB HAI JI YA POST AAP KI


ATTIQ ABBASI
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

little abbasi wrote:SALA/\/\.

BOHAT KHOOB HAI JI YA POST AAP KI


ATTIQ ABBASI
shukriya attiq
khush raho
:-)
khurram_shaikh
-
-
Posts: 136
Joined: Sun Dec 12, 2004 5:21 am

Re: EK GAZAL: mat uTha apne aastaane se=G4

Post by khurram_shaikh »

najma wrote:sathiyo
aadaab
tarahii ghazal g/4 k saath hazir hooN.asaatizah ki aa,raa, ki muntazir rahoongii.
:-)

W salaam,


waah waah bahoot khoob najma baaji kyaa ghazal share ki hai apnien bahoot umdeh aise hi apnien behtreen aur dilkash kalaam humse share kerti rahaa karien aur daad leti rahien khush rahien sada apnien kharchey per :grin: :grin:
RISK IS MY BUSINESS
DANGER IS MY GAME
DONT PLAY WITH ME
BCOZ KHURRAM IS MY NAME
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Re: EK GAZAL: mat uTha apne aastaane se=G4

Post by najma »

khurram_shaikh wrote:
najma wrote:sathiyo
aadaab
tarahii ghazal g/4 k saath hazir hooN.asaatizah ki aa,raa, ki muntazir rahoongii.
:-)

W salaam,





khurram

((waah waah bahoot khoob najma baaji kyaa ghazal share ki hai apnien bahoot umdeh))
bohat bohat shukriya meri ghazal pasand aae.
:-)

======

:shock:
((aise hi apnien behtreen aur dilkash kalaam humse share kerti rahaa karien aur daad leti rahien khush rahien sada apnien kharchey per :grin: :grin:
))

sirf apne hi kharche kyuuN? :o tumhare pe kyuuN naheeN? :o
kya behnoN ka haq naheeN hota? :cry:
sada khush raho
:grin:
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

Star Mind wrote:Najma SaaHiba, aadaab :)

janaab , aap ki konsee aisee Ghazal hai jo zehn-0-dil par qayaamat na Dhaati ho ? :roll: :roll: :shock:
aap ka jitnaa bhi kalaam abtak nazar se guzraa hai , ham Sirf masHoor hi hote rahe , aek aek she'ar dil maiN utar jaataa hai !! :grin:

aap ki ye Ghazal bhi qayaamat-khez hai !! , tamaam ash'aar hi Ghazab k haiN , meeri jaanib se daad qabool kejeye. shukriya :-)

moKhliS: Zia Baloch :-)

zia baloch sahib!

addaab

ye sab aapki zarrah-nawazii hay huzuur :grin:

bohat shukriya

:-)
Post Reply