Najma SaaHiba, aadaab :)
janaab , aap ki konsee aisee Ghazal hai jo zehn-0-dil par qayaamat na Dhaati ho ?
aap ka jitnaa bhi kalaam abtak nazar se guzraa hai , ham Sirf masHoor hi hote rahe , aek aek she'ar dil maiN utar jaataa hai !!
aap ki ye Ghazal bhi qayaamat-khez hai !! , tamaam ash'aar hi Ghazab k haiN , meeri jaanib se daad qabool kejeye. shukriya
moKhliS: Zia Baloch
EK GAZAL: mat uTha apne aastaane se=G4
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
Re: waah waah
Mahtab Qadr wrote:waah waah Najma sahiba aapka aik aik sher murassa hai, aur aapki kuhnamashqi ka suboot bhi. bahut khooob .
janab mahtab qadr sahib!
assalam-o-alaikum
apki be-had mamnoon hooN.baRee baat hay ke jisi ko sabhi ash,aar pasand ajaeiN.ise maiN apka husn-e-nazar hi keh saktii hooN.
nawazish
khair andesh
najma
Re: waah waah
Mahtab Qadr wrote:waah waah Najma sahiba aapka aik aik sher murassa hai, aur aapki kuhnamashqi ka suboot bhi. bahut khooob .
janab Mahtab Qadr sahib!
aapki is pazeeraaee ke liye ba-had mamnoon hooN.
sada khush rahiye
Star Mind wrote:Najma SaaHiba, aadaab :)
janaab , aap ki konsee aisee Ghazal hai jo zehn-0-dil par qayaamat na Dhaati ho ?
aap ka jitnaa bhi kalaam abtak nazar se guzraa hai , ham Sirf masHoor hi hote rahe , aek aek she'ar dil maiN utar jaataa hai !!
aap ki ye Ghazal bhi qayaamat-khez hai !! , tamaam ash'aar hi Ghazab k haiN , meeri jaanib se daad qabool kejeye. shukriya
moKhliS: Zia Baloch
zia baloch sahib!
is qadar bhi naheeN huzoor
aap jaante haiN ke ham to abhi tifl-e=maktab haiN.zara kuch seekh leN, zara kuch hunar ajaey, tab aap kahiyye.
zia!
aapki is bhar-pur hausla afzaaee ke liye ham be-had mamnoon haiN.
sada khush rahiye
- little abbasi
- -
- Posts: 112
- Joined: Tue Apr 19, 2005 4:24 pm
- Contact:
-
- -
- Posts: 136
- Joined: Sun Dec 12, 2004 5:21 am
Re: EK GAZAL: mat uTha apne aastaane se=G4
najma wrote:sathiyo
aadaab
tarahii ghazal g/4 k saath hazir hooN.asaatizah ki aa,raa, ki muntazir rahoongii.
W salaam,
waah waah bahoot khoob najma baaji kyaa ghazal share ki hai apnien bahoot umdeh aise hi apnien behtreen aur dilkash kalaam humse share kerti rahaa karien aur daad leti rahien khush rahien sada apnien kharchey per
RISK IS MY BUSINESS
DANGER IS MY GAME
DONT PLAY WITH ME
BCOZ KHURRAM IS MY NAME
DANGER IS MY GAME
DONT PLAY WITH ME
BCOZ KHURRAM IS MY NAME
Re: EK GAZAL: mat uTha apne aastaane se=G4
))khurram_shaikh wrote:najma wrote:sathiyo
aadaab
tarahii ghazal g/4 k saath hazir hooN.asaatizah ki aa,raa, ki muntazir rahoongii.
W salaam,
khurram
((waah waah bahoot khoob najma baaji kyaa ghazal share ki hai apnien bahoot umdeh))
bohat bohat shukriya meri ghazal pasand aae.
======
((aise hi apnien behtreen aur dilkash kalaam humse share kerti rahaa karien aur daad leti rahien khush rahien sada apnien kharchey per
sirf apne hi kharche kyuuN? tumhare pe kyuuN naheeN?
kya behnoN ka haq naheeN hota?
sada khush raho
Star Mind wrote:Najma SaaHiba, aadaab :)
janaab , aap ki konsee aisee Ghazal hai jo zehn-0-dil par qayaamat na Dhaati ho ?
aap ka jitnaa bhi kalaam abtak nazar se guzraa hai , ham Sirf masHoor hi hote rahe , aek aek she'ar dil maiN utar jaataa hai !!
aap ki ye Ghazal bhi qayaamat-khez hai !! , tamaam ash'aar hi Ghazab k haiN , meeri jaanib se daad qabool kejeye. shukriya
moKhliS: Zia Baloch
zia baloch sahib!
addaab
ye sab aapki zarrah-nawazii hay huzuur
bohat shukriya