Search found 483 matches

by Mahtab Qadr
Sun Nov 05, 2006 11:05 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal Nazr e Saani ke baad...shiyaar aNkhoN mai
Replies: 9
Views: 778

Ghazal Nazr e Saani ke baad...shiyaar aNkhoN mai

Aik bilkul taaza ghazal Sarwar Sahib ki ghazal parh kar usi zameen mai kahne ki jasarat ki hai, nazr e saani ke baad pesh e khidmat hai,aara ka muntazir hoN . jafaa ka dard wafa ka shiyaar aNkhoN mai huve haiN dil ke sabhi kaarobar aNkhoN mai ye kah rahi haiN teri surkh malgaji aNKheiN simat ke aaya...
by Mahtab Qadr
Wed Sep 27, 2006 8:56 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Mullah ne roza khola hai Sadhu ke haath se ( Meri Nazm)
Replies: 4
Views: 186

bahut khob

Ittehad o itteefaaaq bahut achi baat hai magar uske izhaar ke lye roze ko istemaal karna munasib nahi , Izhaar e mohabbat ke aur bhi zaraye aur bhi tareeqe ho sakte the ,is tarah to roze ki azmat mutassir hoti hai. Nazm to aap ki hai , islye nazm ke nazm o zabt ki to daad doNga ke aap aik achay shay...
by Mahtab Qadr
Tue Sep 19, 2006 11:57 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal:kahaaN tak kisi par sitam dhhaaiyegaa
Replies: 10
Views: 806

Janab Aadaab
kia kahne ,wah wah bahut khoob

Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Tue Sep 19, 2006 11:52 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AshkoN maiN ab laho........
Replies: 5
Views: 367

Zarqa ji Salaam e masnoon
Bahut achi ghazal kahi hai aapne , kafi sher nikaale haiN. baaz sheroN mai wazan ka masala hai , umeed hai Abdullah Nazir sahib is par raushni daleiNge. koshish bahut qabil e sitayesh hai.
shukria
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Sat Sep 16, 2006 11:46 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Khawhish e tark e talluq ki namoo kaise huvi
Replies: 10
Views: 759

Dr.Ehsan sahib aap ki daad ne hausla baksha , bhai urdu inpage software Jeddah se le laiN ya kisi se copy le laiN aur istemal kareiN aap bhi isi tarah ki images bana sakeiNge
shukria
Mahtab
by Mahtab Qadr
Sat Sep 16, 2006 11:44 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Khawhish e tark e talluq ki namoo kaise huvi
Replies: 10
Views: 759

shummu ji aapki behad khuloos bhari daad ne dil ko khushi bakhshi , aap salamat raheiN aur yoNhi dostoN ko daad se nawazte raheiN aur khushiaN bant te aur samieNt te raheiN. aameen
shukria
Mahtab
by Mahtab Qadr
Sat Sep 16, 2006 6:55 am
Forum: Moshaairah
Topic: Tarhi Ghazal 21..bardasht karte haiN.
Replies: 11
Views: 1159

walaikum salaam
Behad shukria Hamed baqri sahib
Mahttab
by Mahtab Qadr
Fri Sep 15, 2006 4:23 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Tarhi Ghazal 21..bardasht karte haiN.
Replies: 11
Views: 1159

Zamin sahib
salaam e masnoon
purkhuloos pazeerai ke shukria janab

shukria
Mahtab
by Mahtab Qadr
Fri Sep 15, 2006 4:16 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Tarhi Ghazal 21..bardasht karte haiN.
Replies: 11
Views: 1159

Muzaffar Sahib salaam e masnoon
Ghazal ki pasandeedgi aur hausla afzai ke lye mashkoor hoN.
niazmand
Mahtab
by Mahtab Qadr
Mon Sep 11, 2006 7:36 am
Forum: Moshaairah
Topic: Tarhi Ghazal 21..bardasht karte haiN.
Replies: 11
Views: 1159

Sara ji shukria

Mahtab
by Mahtab Qadr
Mon Sep 11, 2006 7:35 am
Forum: Moshaairah
Topic: Tarhi Ghazal 21..bardasht karte haiN.
Replies: 11
Views: 1159

Baradar e Azeez Zia Baloch , aapki inayatoN aur khuloosbhari pazeerai ka shukria
Mahtab
by Mahtab Qadr
Sat Sep 09, 2006 10:42 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal - 21 Sara Jabeen
Replies: 8
Views: 1288

BAHUT KHOOOOB
by Mahtab Qadr
Sat Sep 09, 2006 9:20 am
Forum: Moshaairah
Topic: Tarhi Ghazal 21..bardasht karte haiN.
Replies: 11
Views: 1159

Mohatrami Abdullah Nazir sahib,
aapke irshaad ki tameel mai mai ne ghazal ke aakhri sher mai tarmeem kardi hai, aapki rahnumaai ke lye behad mashkoor hoN.

niazmand

Mahtab
by Mahtab Qadr
Tue Sep 05, 2006 9:21 am
Forum: Moshaairah
Topic: Tarhi Ghazal 21..bardasht karte haiN.
Replies: 11
Views: 1159

Tarhi Ghazal 21..bardasht karte haiN.

Dosto aur azeezo, misra e tarha parhkar dil chaha ke kuch kaha jaye so chand lamhoN mai kahi gai ye ghazal pesh e khidmat hai. aap ki aaara aur tabsiroN ka intezar rahega shukria Mahtab Qadr jo kal sahte the nakhre aaj bhi bardasht karte haiN "jo ahle zarf hote haiN wahi bardasht karte haiN&qu...
by Mahtab Qadr
Tue Sep 05, 2006 7:46 am
Forum: Moshaairah
Topic: TARAHI MISRA' - -- - (GUZ.21) by: ABDULLAH NAZIR.
Replies: 2
Views: 519

Abdullah bhai kia Mushafi ki ghazal mai bhi Qafia "wahi" hai aur radeef "bardasht karte haiN hai. zahmat na ho to irshaad farmaiN ta ke meri maloomat mai izafa ho. waise bardasht karte haiN ka bhi jawab nahi..acha radeef hai.
shukria