Search found 16 matches

by bard
Mon May 21, 2007 1:20 am
Forum: Moshaairah
Topic: GUZARISH #28 - kuraidooN jo insaaN nazar aa rahe haiN.
Replies: 17
Views: 2819

seedhay saadhay lafzoN meiN humnay baat pahunchaanay kee kaushish kee hai.is say muraad zamaanaye haal hai. Mujhay abhe tak is micray mein `nazar` ka istemal kuch ajeeb sa lagta hay magar beharhal is ke eik assan se sorat bhe hosakte hay haiN kawakub kuch nazar atay haiN kuch dete haiN dhokah yeh ...
by bard
Sun May 20, 2007 2:32 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#28
Replies: 15
Views: 2543

Adaab Shummu Ji,Ap jaisse Azeem shaira mere Pehle tukbande paRh he lete tu buhut tha magar ap ney tu mere sathal Ghazal ka tajzeya bhe kar deya.Buhut buhut shukirya bard wrote: Sunna hay kay wo mere ghar aa rahe hain Na pane pay maqsood ham pa rahe hain ahem ahem achha Shu Shu Shkriya. Quote: Ba uz ...
by bard
Sat May 19, 2007 1:38 pm
Forum: Moshaairah
Topic: GUZARISH #28 - kuraidooN jo insaaN nazar aa rahe haiN.
Replies: 17
Views: 2819

KAROUDON=CRORES Durrust farmaya Ap ney Shummu Ji,ab ap say behac ke mujh mein tab nahi.Sirf guzarish hay kay banda bhe `karoRon` he samjha tha magar Urdu shaeri mein `nazar ana`say murad hote hay wo cheez jo sirf zahire tor par nazar ayay par assal mein wo na ho. jis simt bhii dekhuun nazar aataa ...
by bard
Sat May 19, 2007 12:04 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#28
Replies: 15
Views: 2543

Adaab Sara Sahiba. Nawazish,bahut shukriya. Yahan kalam parhnay kay leyay member hona lazme hay tu mein sirf parhnay wala he member hon keyonkay yahan zeyada tar loog persian script mein kalam post kartay hain aur Urdu parhnay ka assal lutf tu isse mein hay.Baad mein har forum par rashid_166 ka ...
by bard
Fri May 18, 2007 11:50 pm
Forum: Moshaairah
Topic: GUZARISH #28 - kuraidooN jo insaaN nazar aa rahe haiN.
Replies: 17
Views: 2819

Adaab Haamid Sahib, Hameesha ke tarah ek aur nehaet umda sabaq amoz kalam. gaye tum say pehlay haiN jitnay bhi insaaN kiya jo yahaaN per wohi paa rahay haiN Magar kuch rehnumae chaeyay the . `karaudoN` say ap ke murad koraidna hay? karaudoN jo insaaN nazar aa rahay haIN ajal ki taraf yeh chalay ...
by bard
Fri May 18, 2007 12:04 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#28
Replies: 15
Views: 2543

Adaab Bard jee...Sab se pehle to aap ka bahut sukriya jo aapne hamare kehne pe is tarahi misre pe ghazal likhi aur khoob likhi,,,guzaarish hai ke aap ROMAN mein bhi ghazal post kar dein taakeh hum sheron ko quote karke apni raaye de sakein..shukriya...aur han khushaamadeed bzm mein:) wAdaab Shummu ...
by bard
Thu May 17, 2007 4:32 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#28 - woh rukh se niqaab aapna sirka raheN haiN.
Replies: 9
Views: 2752

Bard Sahib/Sahiba sub say pahlay to moazrat khah hoon kah mairi kam ilmi kah amin aap ka naam pooree taraha nahien sumjh rahi ,kuch wazahat farma dain to aaindah moshkil nah paish aa,ay gee . baharhaal aap ki mamnoon hoon aur shukriya adda kartee hoon . Rehana Ji, Ghazal mein gender say keya farq ...
by bard
Thu May 17, 2007 1:37 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#28
Replies: 15
Views: 2543

Muzaffir Sahib, Ek uljhan c the zehan mein girah kay barey mein jo ap ney rafa karde.Shukrya.English mein shaire yon bhe assan hay kay kae rhyming dictionaries online hain.Hamein bhe chahyay kay eik dictionary banaein jis mein tamam radeef aur qafiay online mil jaein,is say nayay likhnay walon ko ...
by bard
Mon May 14, 2007 8:20 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#28
Replies: 15
Views: 2543

Mohtram Muntazim e Ala Janab Muz^affar A Muz^affar Sahib wAdaab aur nawazish Itna mufuzil tajzeyay aur dad kay leyay buhut shukrya. Agarchay Urdu mere madre azaban hay magar jaissa kay nick say zahir hay, mein English mein he shaire karta tha magar eik sal pehlay ek doost ke waja say Urdu shairy ...
by bard
Mon May 14, 2007 8:15 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#28
Replies: 15
Views: 2543


Jawaid Badauni Sahib,
Ap ke pazarae aur dad kay leyay buhut shukrya.Ap jaissay shairon ko sun kar he kuch likh saka hon.
by bard
Mon May 14, 2007 12:29 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 28 Sohail Malik
Replies: 17
Views: 2654

Aadab Sohail Sahib,
Mujhay ap ke Ghazal mein colloquial(aam bol chal)Urdu ka istemal buhut passand aya.Ye lafz ab bolay nahi jatay par Urdu ka hissa aur husn hain. `kahay`ya`ap mein`ya `mitte ka madho`buhut bhalay lagay.
Eik umda Ghazal likhnay par is nacheez ke bhe dad qubool kejeyay
by bard
Mon May 14, 2007 12:02 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#28 - woh rukh se niqaab aapna sirka raheN haiN.
Replies: 9
Views: 2752

Rehana Ji,eik tu dilkash Font phir umda layout aur us par say itne umda Ghazal.In sab cheezon kay leyay mere purkhulos dad qubool kejeyay.
by bard
Mon May 14, 2007 11:37 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#28
Replies: 15
Views: 2543

Adaab Rehana Ji,
Ap jaise mustan^d shaira ko mujh nacheez ka kalam passand aya,ye jan kar mazeed likhnay ke himmat bandhe hay.Buhut Shukrya.
by bard
Sun May 13, 2007 12:43 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#28
Replies: 15
Views: 2543

.

Salam MUHAMMAD SIDDIQUI sahib,
Buhut shukrya.Ye mere pehle Ghazal hay is leyay ghaltian tu hongein magar ap ney phir bhe hoslaafzae ke.
by bard
Fri May 11, 2007 3:21 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish#28
Replies: 15
Views: 2543

Guzarish#28

Aadaab,
Apne ek tukbundi ap ke khidmat mein peesh kar raha hoon.

Image