Search found 500 matches

by muhammad_19k
Thu Nov 30, 2006 7:54 am
Forum: Moshaairah
Topic: Meri pehli Kaavish - TarHi Ghazal # 23
Replies: 4
Views: 479

Salam Muzaffar Sabhi. muje iss bazm meiN khushaamdeed kehne par shukriya kabool farmaye. Aap ne farmaya, Guzarish 23 ke teHet aap kee Ghazal naz^ar nawaaz hoee jo keh ham sab ke liYe musarrat ka bae,ic hai. mujh~e sabh~ee she'er pasand aaeY haiN. aap ka andaaz-e-paYan munfarid aor dilpazeer hone ke...
by muhammad_19k
Wed Nov 29, 2006 2:58 pm
Forum: Moshaairah
Topic: "ab aek saans bhi lenaa muHaal houtaa hei".....guz
Replies: 6
Views: 413

Re: "ab aek saans bhi lenaa muHaal houtaa hei"....

Salam Sara Ji, bila shubaa aap ki ye ghazal khoobsoorat khayalat oar dilkash izhaar ka majmooa hei. laikin iss shair ki khasoosi tareef na karnaa shaid naa insaafi ho. kabhi jo aapke tewar zaraa badalte heiN khabar kise hei jo Saara kaa Haal houtaa hei bohat saada se alfaaz meiN ye bay saakta izhaa...
by muhammad_19k
Wed Nov 29, 2006 2:07 pm
Forum: Moshaairah
Topic: " dh~ajjiYaaN uRa deN haiN apne hee garibaaN ki"Gu
Replies: 9
Views: 794

Re: " dh~ajjiYaaN uRa deeN haiN apne hee garibaaN kee&q

Muzaffar sb tasleemat. Yaad ehl-e-zindaaN ko aaee jab gulistaaN kee "dh~ajjiYaaN uRa deeN haiN apne hee garibaaN kee" Ahle zindaaN ko gulistaaN ki yaad dilaa kar aap ne khoob manzaar baandha hei. dushmanoN se kiya karte ham gilah a'dawat ka? dostooN ne luTee hai aabru gulistaaN kee. iss s...
by muhammad_19k
Wed Nov 29, 2006 1:44 pm
Forum: Moshaairah
Topic: guzarish #23 per hamaara adna kalaam pesh hai
Replies: 9
Views: 879

Janab Hamid Baaqri Sabhi Tasleemat !!! Aap ka makhsoos rang obhat pasand ayaa. oar khasoosun ye wala shair, [colo=blue]aao fikr karle.n hum, aakhirat kay saamaa.n ki chaar din ki hauti hai, zindagi har insaa.n kee [/color] . bohat hi khooob naseehat amoz bayaan hei. Allah kare zor e qalam oar ziada...
by muhammad_19k
Wed Nov 29, 2006 1:19 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Meri pehli Kaavish - TarHi Ghazal # 23
Replies: 4
Views: 479

Meri pehli Kaavish - TarHi Ghazal # 23

Tamam hi ehbaab ko tasleemat iss waqt meiN apne aap ko bohat hi khush qismat mehsoor kar rahaa hooN ke zindigi meiN pehli baar kissi mehfil, ya moshairay meiN apni ghazal paish karne ja raahaa. oar Anjuman bhi aisi ke jis par asaataza e karam apni nazar keeaye huway haiN. agar ehle adab itne bari s...
by muhammad_19k
Wed Nov 29, 2006 6:44 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: laraz rahaa hai dil-e-sogawaar aaNkh`oN meN!
Replies: 20
Views: 1511



Mohtaram Sarwar Raaz Sb ke leeaye



Sir,

mein aap ki mohabbat ka shukarguzaar hooN


Aap ka shukarguazar,

Muhammad Khawar.
by muhammad_19k
Wed Nov 29, 2006 6:38 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: laraz rahaa hai dil-e-sogawaar aaNkh`oN meN!
Replies: 20
Views: 1511

Re: achchaa sawaal hei lekin iski jagah kaheeN aur hei

Mohtaram Janab Abudullah Nazir Sb ke leeaye Aap ne seekhne kaa jo raastah ikhtiyaar kiyaa hei wo aapkaa apnaa hei. Aap uske moojid heiN. Her shakhS ko Haq hei ke kisi ke bataaye houe raastaoN per chale yaa khud apne raaste per chalkar bhaTaktaa rahe yaa manzil tak pahounch jaaye. [/color] Shaid muj...
by muhammad_19k
Tue Nov 28, 2006 1:00 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 75251

words for next shair,

log----- gayaa.
by muhammad_19k
Tue Nov 28, 2006 1:00 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 75251

meiN akaila hi chala thaa janib e manzil magar,
log saath aate ga-aye oar karwaaN bantaa gayaa.
by muhammad_19k
Tue Nov 28, 2006 12:56 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf 'Ain' se ash'aar qalam_band kijiiye
Replies: 61
Views: 11156

"umr e daraaz maang kar laa-aye thay chaar din
do arzoo meiN kut ga-aye do intezaar meiN
by muhammad_19k
Tue Nov 28, 2006 12:37 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal:dil lagaate haiN yahaaN dil ko duKhaane ke liye
Replies: 6
Views: 921

Mayank sahib, mein khud bilkul nauwarid hooN. meri ra-aye ki koi ahmiat nahi. aik oar baat kehtaa chalooN. Aik dunya Mcdonald ke burger ki shaidai hei. Laikin woh mujhe pasand nahi. iss ka ye matlab nahi ke woah ghazaiat ke aitbaar se bilkul naa kara ho ga. bus har shakhs ka apna apna mizaaj hota h...
by muhammad_19k
Tue Nov 28, 2006 11:40 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: laraz rahaa hai dil-e-sogawaar aaNkh`oN meN!
Replies: 20
Views: 1511

Mohtaram Jawaid Sahib ke leeaye [/red] Sir barwaqt nishandahi par meiN aap ka bhi teh e dil se shukar guzar hooN. Mujhe aapke garNqadr tabsarey per koii e'traaz nahiN. Yeh aap ka haq hai. Sir yaqeen janiaye meiN tabsara bilkul nahi kar rahaa tha Sarwar Raz SaHab ka mizaj kuch aisa hai ke woh tanqee...
by muhammad_19k
Tue Nov 28, 2006 10:47 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: laraz rahaa hai dil-e-sogawaar aaNkh`oN meN!
Replies: 20
Views: 1511

Mohtaram Sarwar Raaz Sahib ke leeaye [/red] Sir, Mien aap ki tahmmul mazaji par be intehaa shukr guzaar hooN. aap ke uThaaYe huwe nikaat ke jawaab dene kee koshish kartaa hooN. Sir meiN ne har giz oar har giz nakaat naheeN uthaa-aye the. sirf nikaat ki vazaahaat chahi thii ke mujh jaise koRh maghaz...
by muhammad_19k
Tue Nov 28, 2006 9:57 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: laraz rahaa hai dil-e-sogawaar aaNkh`oN meN!
Replies: 20
Views: 1511

Mohtaram Sir Nazir,

Mein maazrat chahtaa hooN ke nowarid hone ki waja se iss portal ko saHeeH istaamal naheeN kar paa rahaa. Mera ooper wala message aap ke leeaye thaa.

aap ka mamnoon,
Muhammad Khawar.
by muhammad_19k
Tue Nov 28, 2006 8:51 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: laraz rahaa hai dil-e-sogawaar aaNkh`oN meN!
Replies: 20
Views: 1511

Re: naa=tajribeh kaari hei MuHammad_19k, SaaHib

teal] Sir aap ki hadayat sir aakhoaN par. Bus aap se aik darkhaast hei, mujhe naa-ahal samjhiaye. naa laaique samjhiaye, bay aqal samjhiaye, laa ilm samjhiaye. Laikin badtameez na samjhiaye. Sir aik baat ki vazhat karaiN toa mazeed mashkoor hooN gaa. aap ne likha Aapka muTaaliAah waseeA hougaa tou ...