Search found 2622 matches

by Abdullah Nazir
Mon Jan 17, 2005 7:30 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khush-aamded janaab-e-Dr. Baland Iqbaal saaHib
Replies: 7
Views: 539

Khusaamadeed

[h2][rainbow]Khush-aamded Dr. Baland Iqbal Sahib [/h2][/rainbow] Aapki tashreef aavari ke liye ham behad shukrguzaar heiN. Ummeed kartaa hooN ke aap apni giraaNqadr takhleeqaat se ham sab urdubandhan se waabistah ilm o maArifat ke pyaasaoN ko mustafeed houne ka mauqaA Ataa farmayenge. Aapka Mukhlis...
by Abdullah Nazir
Sun Jan 16, 2005 11:14 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khush-aamded Riff'at Farooqui saaHiba
Replies: 2
Views: 180

KHUSH AAMADED

[rainbow][h2]Khush-aamded Riff'at Farroqui Saahib [/h2][/rainbow] Janab Riff'at Faarooqui Saahib, Purkhuloos Tasleemaat, :) Ham sab teh-e-dil se aapka istiqbaal karte heiN aur ummeed karte heiN ke aapko aapki hi is meHfil meiN shareek houte houe ye ihsaas houga ke aapka intikhaab bilkul durust hei....
by Abdullah Nazir
Sun Jan 16, 2005 11:06 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khush_aamded Bilal saaHib
Replies: 6
Views: 496

KHUSH AAMADED

[rainbow][h2]Khush-aamded BILAL Saahib/u] [/h2][/rainbow] Purkhuloos Tasleemaat, :) Ham sab aapko aapki hii is meHfil meiN khushaamaded kehte heiN aur dil kii gehraayiyaoN se isteqbaal karte heiN. Ummeed ke aap ki tashreef aavari se yahaN ke mahaoul meiN char chand lag jaayenge. Aapki takhleeqaat k...
by Abdullah Nazir
Sun Jan 16, 2005 10:57 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Fareed
Replies: 11
Views: 890

Khush Aamaded


Janab
F A R E E D Saahib

Purkhuloos Tasleemaat, :)


Ham sab aapko aapki hii is meHfil meiN khush Aamaded kehte heiN. Ummeed ke is bazm meiN aapka waqt achchi tarah se guzregaa.


Aapka Mukhlis,

Nazir.

by Abdullah Nazir
Sat Jan 15, 2005 4:44 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Bhool jaa
Replies: 3
Views: 368

Ghazal paish karne ke liye shukriyah

Muhtaram Khurram shaikh Saahib, Purkhuloos Tasleemaat, :) Aapki paish kardah ghazal maiN ne is se pahle bhii kahiN dekhii hei lekin aap ne yahaaN shaayer kaa naam nahiN likhkhaa hei jisk vajah se samajh meiN nahiN aayaa ke aakhir yeh ghazal hei kiski. Doosri baat yeh hei ke ismeiN baz ghalaTiyaaN h...
by Abdullah Nazir
Sat Jan 15, 2005 12:10 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Khumaar-e-baadah-e-Sad-soz-o-saaz kyaa jaaneN?
Replies: 15
Views: 1898

Bahut khoob Waah Waah

Muhtarami SARWAR A. RAZ :SARWAR: Saahib Purkhuloos Tasleemaat o iHtiraam, :) Ummeed ke mizaaj-e-giraami bakhair hounge. Aapki ghazal hamaishah kii tarah bahut hii dilkash hei aur khoobsoorat izaafataoN aur maAani se murassaA. Yaqeenan mujh jaise Taalib-e-Ilm ke liye aisi niAmat gaahe maahe hii moya...
by Abdullah Nazir
Fri Jan 14, 2005 8:04 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khush-aamded Suhailam saaHib/saaHiba
Replies: 2
Views: 177

Khushaamaded

[rainbow][h2]Khush-aamded SUHAILAM SAAHIB
[/h2][/rainbow]



Purkhuloos Tasleemaat, :)

Aapka ham sab aapki hii meHfil meiN isteqbaal karten aur ummeed karte heiN ke aap apni takhleeqaat se navaazte rahenge. Shukriyah.


Aapka Mukhlis,

Nazir.

by Abdullah Nazir
Fri Jan 14, 2005 7:46 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: khushaamdeed Anchal
Replies: 7
Views: 634

Khushaamaded

Muhtaramah ANCHAL Saahibah KHUSHA AAMADED ANCHAL SAABIHAH. App qadam aapki is site per kyaa paRaa ke zulmataiN chaTne lageeN aur her Taraf rausnee hi raushnee nazar aane lagi. Aapka gadam ham sabke ke liye aik naik qudoom kii nishaani hei. Ummeed ka aapki adabi kavaishaoN se ham ko niyaaz Hasil hou...
by Abdullah Nazir
Thu Jan 13, 2005 11:30 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushamdeed tariq Mehmood saahib
Replies: 5
Views: 323

[rainbow][h2]Khush-aamded TARIQ MEHMOOD SAAHIB [/h2][/rainbow] Aapki tashreefaavari se hameN intihaayi khushi houi ke aap ne apni hi site Urdubandhan ko raushan kardiyaa. Ham urdu boulne, likhne, paRhne waalaoN ke bandhan ka aik aisaa aTooT rishtah hei jisiko yooN bayaan kiyaa jaasaktaa hei ke duny...
by Abdullah Nazir
Wed Jan 12, 2005 5:39 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: FaasLe iTne hain, ik Qurb ka, imkaaN nahin ...
Replies: 13
Views: 1196

Khushaamaded Raji Saahibah

Muhtaramah R A J I Saahibah Purkhuloos Tasleemaat, :) Aap kii tashreef aavari ne hamari bazm ko raushan kardiyaa. Ummeed kartaa hooN ke aap apni is site ko zindah rakhne ke liye apni takhleeqaat se navaazti rahengi. Aapki yeh puraani ghazal mukhtasar aur mufeed hei. Achche ashAar heiN. Khaksaar kii...
by Abdullah Nazir
Wed Jan 12, 2005 5:07 am
Forum: Moshaairah
Topic: Meri Ghazal...TUM SE SHAYAD.......
Replies: 14
Views: 1853

Aapki Tarahi ghazal bahut achchi hei

Muhtarami JAWAID Badaayooni Saahib Purkhuloos Tasleemaat, :) Aapki TaraHi ghazal baasira navaaz houi. Saare ashAar khoob heiN khaaskar mujhe yeh sheAr bahut ziyaadah pasand aayaa: "Dene waloN se kah raha tha faqeer Mera jaisa tumhara haal na ho " Dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayi...
by Abdullah Nazir
Tue Jan 11, 2005 6:25 am
Forum: Moshaairah
Topic: :: Tum se shaayad koii sawaal na ho ::
Replies: 14
Views: 1651

Shkriyah

Azeezi ZIA BALOCH Purkhuloos Tasleemaat, :) Aap ne likhkhaa hei: (((agar maiN mat^laa ko youN kardoN tu kyaa khayaal hai aap ka "Mujh maiN gar, i'shq ka jalaal na ho" ))) Mere khayaal meiN is se behtar shak yooN housakti hei: (Gar mujhe Hasrat-e-visaal na ho) Aage aapki marzi. Aapka Mukhl...
by Abdullah Nazir
Tue Jan 11, 2005 6:13 am
Forum: Moshaairah
Topic: tum se shayad koiee sawaal na hou...Guzarish # 1
Replies: 16
Views: 1499

Bahut khoob waah waah

Muhtaramah S A A R A Saahibah, B. Tasleemaat, :) Aapki ghazal behad pasand aayi. Saare ashAaar khoobsoorat heiN. In meiN se mujhe joashAar ziyaadah pasand aaye wo No.3 aur No.5 heiN. Waah waah bahut khoob. Meri daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. [colr=brown] Aapka Mukhlis, Nazir. [/size][/col...
by Abdullah Nazir
Tue Jan 11, 2005 5:49 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ajab raat hai ye tilismaat ki
Replies: 26
Views: 2711

Bahut Khoob Waah Waah

S H U M M U Purkhuloos Tasleemaat, Aapki ghazal bahut pasand aayi. Saare ashAar khoob heiN aur khaas Taur per ye ashAar: bhalaa baat kab thi ye ik raat ki k har shab hi nainoN ne barsaat ki faqat baat kii thii musaawaat ki na thii baat woh ikhtilaafaat ki na ho shaad mujh ko yuN khush dekh kar khus...
by Abdullah Nazir
Sun Jan 09, 2005 12:37 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal: "jis shaKhs ko ..."
Replies: 10
Views: 1070

Jee aapka kehnaa durust hei

Bhaayi [uIRFAN ABID Saahib[/u] Purkhuloos Tasleemaat, 8) Aapka tafseeli javaab paRhkar bahut khushi houi. Aap ne jo bhi farmaaya hei us se maiN bilkul muttafiq hooN. Isko IeeTa-e-khafi kehte heiN aur asaatizah ke kalaam meiN maujood hei. Faarsi aur urdu meiN asaatizah ke kalaam ko nazar meiN rakhte...